Mohabbat karta hu yakeen hai mere khuda par,
Hardam labo par dua aur tera naam jubaan par.

Dil mera har pal tere liye chalta hai,
Tujhe chumne ke khyaal se dhadhakta hai.

Meri aur uski aankhen
kitni milti julti hain
ek jaisi rangat wali hain
farq hai to bas itna sa
meri aankhon mai rang hai uska
uski aankhen khali hain…

Ladka: Kaash in hasinaaon kay baap mar jayen’
bahaana gam kaa hota
hum inke ghar to aate
aai murkh tere liye yeh bolna bhi paap hoga.
… kisi din tu bhi kisi haseena kaa baap hoga !

Qaasid Ke Aatae Aatae Khat Ik Aur Likh Rakhoon; Main Janta Hun Jo Woh Likhen Ge Jawaab Mein

Kabhi Kisi Ka Jo Ho Tha Intezar Humein; Bada Hi Shaam-o-Sehar Ka Hisaab Rakhte The

Bikhra Pada Hai Tere Hi Ghar Mein Tera Wajood; Bekaar Mehfilon Mein Tuje Dhoondhta Hun Mein

Najane Kab Ka Pahunch Bhi Chuka Sar-e-Manzil; Wo Shakhs Jis Ka Humein Intazar Raah Mein Hai

Kyun Khud Ko Beqarar Kiye Ja Rahe Hain; Kis Bewafa Ko Pyaar Kiye Ja Rahe Hain; Aaya Jo Na Sanam Kabhi Aur Na Ayega Phir Kabhi; Kyun Uska Intezar Hum Muddat Se Kiye Ja Rahe Hain

Mit gayi jab hasrato ki duniya,
Tab kahi jaakar unhe mera khyaal aaya,
Lut raha tha mera ghar jab uske saamne,
Tab bhi unhe jara bhi malaal na aaya.

Tere bagair jindagi achi lagti nahi,
Koi khushi ab sacchi lagti nahi,
Mat pooch mujhase tu judaai ka aalaam,
Tere bagair chaandni bhi bhali lagti nahi.

Dil Chahta Hai Tumse Pyari si Baat Ho,
Khamosh Taraane Hon, Lambi si Raat Ho,
Fir Unse Raat Bhar Yahi Meri Baat Ho,
Tum Meri Jindgi Ho,Tum Hi Meri Kaynaat Ho.

Pyaar Bahut Hai Tumse Magar Izhaar Nahi Karte; Meri Khamoshi Se Yeh Na Samjhna Ki Tumse Pyaar Nahi Karte; Meri Aankhein To Har Lamha Tumhari Raah Dekhti Hain; Aur Tum Kehti Ho Hum Intezar Nahi Karte

Tere pyaar me hamne saara jag thukraya hai,
Phir bhi toone kadam-kadam par sataya hai,
Tu apne kasme waado se mukar gayi bewafa,
Teri isi berookhi ne hi ye shehar chudaya hai.

Na Ishq Ka Izhaar Kiya Na Thukra Sakke Humein Woh; Hum Tamam Zindgi Mazloom Rahe Unke Wada Mohabaat Ke