Uski Dard Bhari Aankhon Ne Jis Jagah Kaha Tha Alvida; Aaj Bhi Wahi Khada Hai Dil Uske Aane Ke Intezaar Mein

Jo Chirag Saare Bujha Chuke Unhein Intezar Kahan Raha; Ye Sukun Ka Daur-e-Shadeed Hai Koi Beqarar Kahan Raha

Intezar To Bahut Tha Humein; Lekin Aaye Na Woh Kabhi; Hum To Bin Bulaaye Hi Aa Jaate; Agar Hota Unhe Bhi Intezar Kabhi

Apani Apani Shakh Hai,
Apane Apane NeeD,
Na Jaane Phir Kisliye,
Bhaag Rahi Hai BheeD.

Ab In Hudud Mein Laya Hai Intezar Mujhe; Wo Aa Bhi Jayein To Aaye Na Aitabar Mujhe Translation: Hudud = Limits Boundries

Nazar Chahti Hai Didaar Karna; Dil Chahta Hai Pyaar Karna; Kya Batayein Iss Dil Ka Aaalam; Naseeb Mein Likha Hai Intezar Karna

SItamgar kasme hota to, tuje apne gum ki asuo me dobaye rhata, me kisi aur ki majhab par na pahuch kar teri hi yad me koya rhata. ..

Chaand ko garoor hai
ki uske pass noor hai to kya hua
Mujhe bhi garoor hai
ki mera dost Langoor hai

Aankhon Mein Basi Hai Pyaari Soorat Teri; Aur Dil Mein Basa Hai Tera Pyaar; Chahe Tu Kabool Kare Ya Na Kare; Humein Rahega Tera Intezaa

Shraab dard ki dawa hai
Peene se koi khraabi nahi
Dil ke dard se peete hain
Waise hum Shraabi nahi…

Teri aankh mein jo nami si chai hai wo mere dur hone ki gavahi hai yaad itna na kiya karo mujhe hichki le le kar meri jaan pe ban ati hai…

Mat Intezar Karvao Humse Itna Ki Waqt Ke Faislon Pe Tumhe Bhi Afsos Ho Jaye; Kya Pta Tum Baat Karne Aao Aur Tab Tak Humari Rooh Hi Khamosh Ho Jaye

Bas Ek Choti Si Tum Haan Kar Do; Hamare Naam Is Tarha Sara Jahan Kar Do; Wo Mohabbtein Jo Tumhare Dil Mein Hain; Un Ko Zuban Par Lao Aur Bayan Kar Do

Aap Ki Nigah Agar Meharban Ho Jae; Main Jis Zameen Pe Hoon Woh Asman Ho Jai; Hai Ab Bhi Aap Ko Shak Mere Dosti Par; To Phir Ik Baar Mera Imtehaan Ho Jai

Uske Intezar Ke Maare Hain Hum; Bas Uski Yaadon Ke Sahare Hain Hum; Duniya Jeet Kar Kya Karna Hai Ab; Jise Duniya Se Jeeta Tha Aaj Usi Se Haare Hain Hum