Sab Mere Haath Paanv Laphzon KeAur Aankhein Bhi Roshanai Ki

Waqt Ki Dhoop Regzar-E-Hyat*Barf Ki Tarah Se Pighlate Khwa

Ye Hawa-E-Haqiqat-E-Farda**Ye Chiragon Ki Tarah Jalte Khwa

Mujhse Bichhud Ke Khush Rehte HoMeri Tarah Tum Bhi Jhuthe Ho

Parda-E-Noor Banke Chhaye HainAasuon Ki Tarah Machlate Khwa

Ek Khushi Dil Ne Kia Maang LiMeri Har Khushi Ko Nazar Lag Gyi

Mere Bistar Pe So Raha Hai KoiMeri Ankhon Mein Jaagta Hai Koi

Muqaddar Meri Chashm-E-Puraab* KaBarsati Huyi Raat Barsaat Ki

Mere Hothon Pe Teri Khushboo HaiChhoo Sakegi Inhe Sharab Kahan

Maikada Raat Gham Ka Ghar NiklaDil Hatheli Tale Khandhar Nikla

Kiske Shaye Mein Sir ChhupaogeVoh Shazar Dhoop Ka Shazar Nikla

Zindagi Ek Fakeer Ki Chaadar HaiJab Dhake Paanv Apna Sir Nikla

Ghadi Do Ghadi Mujhko Palko Pe RakhYahan Aate-Aate Zamane Lage

Ek Maa Pathar Ubalti Rahi Raat BharBachee Fareb Kha Ke So Gaye

Meri Aakhein Kisi Ke Aansoo HainVarna In Pathron Mein Aab Kahan