Ek Fauji Ki Girlfriend Ne Usey Khat Likha, “Meri Life Mein Naya Ladka Aa Gaya Hai.,Tum Se Acha, Main Us Se Shadi Karungi Meri Photo Vapas Bhijwa Do.”

Bharosa Rakho Kabhi Aap Ka Bharosa Na Todenge,Chahe Jo Ho Jaaye Aapka Saath Na Chhodenge,Chahe Jo Haalat Hon, Aapse Munh Na Modenge,Tod Denge Sanson Ki  Dor, Magar Aapka Dil Na Todenge

Chand ko garoor hai apni chandini,key uskey paas bahut noor hai,mein kis par garoor karon,,,,,,,,,mera chand hi mujhse bahut door hai.

Pyar Karne Ki Liye Jazba ChahiyeOr Pane Ke Liye, “Naseeb”

Zindagi Bahut Kuch Sikhati HaiHasaati To Kabhi Rulati HaiKhud Se Jyada Kisi Pe Bharosa Mat KarnaAndhere Mein Parchai Bhi Sath Chhor Jati Hai

Mere Lab Par To Rehta Hai Subho MasaaYa Ali Ya Ali Ya Ali Ya AliBanda Parvar Yahi Hai Wazeefa MeraYa Ali…Kaam Aaya Hai Sabke Ajal Se YahiAur Abad Tak Yahi Sabke Kaam AayegaHai Yahi Ibteda Aur Yahi IntehaYa Ali…Aap Maanein Na Maanein Haqeeqat Hai YeKhud Asal Peshwaai Ko AajaegaDekhiye Kehke Is Baar Baadad DoaYa Ali…Meri Baali Pe Jab Aaya Maula MeraNa Zaki Mushkilein Kitni Aasaan HuinSar Ko Rakhkar Qadam Par Jo Maine KahaYa Ali…Wo Ohad Ho Ke Siffeen Ya Badr HoAbwo Khandaq Ho Khaibar Ho Ya NahrwaanHai Ye Har Ek Maidaan Se Aati SadaYa Ali…Hai Zamaana Mukhaalif To Hota Hai KyaMujhko Mutlaq Zamaane Ki Parwah NahinSaans Jab Tak Hai Baaqi Kahey JaoongaYa Ali…Baab-E-Janaat Pe Jis Waqt Dekha MujheRaasta De Diya Hatke Rizwan NeAapki Madha Ka Ye Mila Hai SilaYa Ali…Meri Haalat Pe Bhi Rehm FarmaaiyeMujhko Bhi Apne Rauze Pe BulwaaiyeMere Mushkil Kusha Mere Haajat RawaYa Ali…Vird Karne Laga Main Jo Naad-E-AliBhool Baithe Farishte Jo Tha PoochhnaWo Bhi Kehne Lage Main Bhi Kehne LagaYa Ali…Jab Ye Poochha Gaya Iska Matlab Hai KyaKul Kafa Hal Ataa Innama La FatahMuskura Kar Ye Jawaaban Ye Maine KahaYa Ali…Aap Kya Hain Haqeeqat Hai Kya AapkiKhud Masheeyat Ka Bhi Hai Ishaara YahiMustafa Ko Bhi Mushkil Mein Bhi Kehna ParhaYa Ali…Aake Meri Lahad Mein Farishte SaeedKya Khabar Mujhse Kya Kar Rahey Thhey SawalAadatan Main Jawaaban Ye Kehta RahaYa Ali…

Manzil Unhi Ko Milti HaiJinke Sapno Me Jaan Hoti HaiPankh Se Kuchh Nahi HotaHauslon Se Udaan Hoti Hai

Geet Ki Zaroorat Mehfil Mein Hoti HaiPyar Ki Zaroorat Dil Mein Hoti HaiBin Dosti Ke Adhuri Hai Yeh ZindagiKyunki Dost Ki Zaroorat Har Pal Mehsus Hoti Hai

Waqt Ki Aandhi Main Toofan Badal Jatay HainZindagi Ki Rahoon Main Insaan Badal Jatay HainBadaltay Nahin Pyaar KabhiPyaar Karnay Walay Insaan Badal Jatay Hain

Zindagi Kya Kya Rang Dikhati HaiKabhi Hasati Hai To Kabhi Rulati HaiIs Zindagi Ka Bharosa Mat KarnaKuch Deti Hai Lekin Bahot Kuch Chheen Bhi Leti Hai.

Raat Se Jee Hai Sogwar BahutYaad Aao Na Aaj Yaar Bahut

Kabhi Kisi Ke Liye Mat Rona, Kyunkeh Woh Tumhare Aansuon Ke Kabil Nahi HogaAur Jo Is Kabil Hoga, Woh Tumhe Kabhi Rone Hi Nahi Dega..

Kayi Saal Se Kuch Khabar Hi NahiKahan Din Guzara, Kahan Raat Ki

Khubsurti Ko Sajne Sawarne Ke Kya ZaruratAapki Saadgi Hee Keher Dhaati Hain

Khuda se kya mangu tere vaste,Khushiyon se bhare ho tere raste.Hasi tere labon par ho is tarah,Khushbu fool ka sath nibhati hai jis tarah.