Jhoote Waade Karke TuneMere Dil Se Khela HaiYahi Wajah Hai Ke Aaj TuItna Tanha Aur Akela Hai

Apni Khubsurti Ka Gurur Karna Achhi Baat NahiKisi Anjaan Ka Majak Udana Achhi Baat NahiTum Khubsurat Ho Yeah Tumhari Khusnaseebi HaiApni Khusnaseebi Ko Dusron Ki Badnaseebi Samajhna Achhi Baat Nahi

Mola HUSSAIN (AS)Khuda Hi Janta Hai Haqiqt Hussain (As) Ki,Muhammad Mustafa (Saw) Se Poch Izat Hussain Ki,Jibrael (As) Se Poch Khidmat Hussain (As) Ki,Qul Anbia (As) Se Poch Ibadat Hussain (As) Ki,Mola Ali (As) Se Poch Azmat Hussain (As) Ki,Bibi Fatmah (Sa) Se Pocch Fazilat Hussain Ki,Sakina (Sa) Se Poch Muhabat Hussain (As) Ki,Sajjad (As) Se Poch Wasiat Hussain Ki,Bahlol Se Poch Janat Hussain (As) Ki,Qul Karbala Se Poch Karamat Hussain (As) Ki,Yazid (Lanti) Se Poch Taqat Hussain (As) Ki.

Hum Khud Tarashte Hain Manazil Ke Sang-E-MeelHum Wo Nahin Hain Jin Ko Zamana Bana Gaya

Mujhe Maloom Hai Uska Thikana Fir Kahan HogaParinda Aasman Choone Mein Jab Nakaam Ho Jaye

Ali Se Me Milkar Nabi Se Mila HuMuhammad Se Milkar Khuda Se Mila HuHakeekat To Ye Hai Mujhe Peei-E-KamilTumhare Milne Se Zamaana Mila Hai

Koi Deewana Kehta Hai Koi Pagal Samajhta HaiMagar Dharti Ki Bechani Ko Bus Badal Samajhta HaiMein Tujhse Door Kaisa Hoon, Tu Mujhse Door Kaisi HaiYe Tera Dil Samajhta Hai Ya Mera Dil Samajhta Hai

KHoof ker kuch khuda kamujh se tu zindagikitny jhoot boly gi???

Pyar Nahi Karti Tumse Nafrat Karti HuDoor Ho Jaoo Meri Jindagi SeBus Khuda Se Yahi Dua Karti Hu

Kale gore ka bhed nahinHar dil se hamaara naata haiKuchh aur na aata ho hamkoHamen pyaar nibhana aata haiSaluting the Spirit of real india.Happy Independence Day

Parveen Shakir Once said :Mere Paas se jo Guzra Mera Haal tak na Pucha ,,,Main Kaise Maan lun Woh Door ja ke Rooya ???Ahmed FarazBeautifully repied :Tere Paas se jo Guzre to Junoon main the Faraaz ,,,Jab thodi Dur Pahuche To Zarra Zarra Roye

Kabhi Aayi Teri Yaad Maa Toh Hum Jee Bhar Ke Ro LiyeKabhi Jaageh Hum Saari Raat Toh Kabhi Din Mein Hi So LiyeAansuo Se Tumhare Na Hone Ka Gam Mita Raha HuKya Batau Kaise Jeeye Ja Raha HuTumhara Dulaar Bahut Yaad Aata HaiHar Baar Aankho Mein Aansu Chod Jata Hai.

Na Jee Bhar Ke Dekha, Na Kuch Baat KiBadi Arzoo Thi Mulaqat Ki

Teri Yaad Aa Rahi Hai Surror Badh Raha HaiSaans Tham Gayi Hai Bas Dil Dhadhak Raha Hai

Kisi Ko Apnay Aamal Ka Hasib Kiye Datay HainSawal Saray Ghalat Thay Jawab Kiye Detay Hain