ham gulab ke phool hen tou kya hua,log hamien honton se , ankhon se lagatey hentou kya hua~!aap ko bhee tou paka ke khatey hen.bher bakrya kacha hi khatey heinkia baat hai Merey Gobi ke phool ki, kia bat hai ji shehzad hanif

Wafaa-E-Taqalluf Dil-E-Daastan-E-Ishq Ka Saaz Khamosh HaiKya Samjhega Woh Seene Mein Kitna Dard Samaye Baithae HaiMuje Phir Bhi Ahad-E-Tarab Pe Yaqinan_N Qaraar Hrdm RahaAfsos Hai Ek Bedard Ko Apna Humdard Banaye Baithae Rahi.

Na Bhoolenge Tumhe Vaadaa-E-Diidaar Humne Kiya Tha TumseMeri Saans Mei Teri Khushbu Aye, Har Kisi Me Tu Nazar AayeRone Pe Ikhtiyaar Nahi, Mere Dil Ko Taab Ab Kahi NahiGire Aksh Mere Sailaab, Phaili Mauj-E-Shamiim Yaadon Ke Saath.

Na Jane Log Hamme Kew Chhod Jate Hain”Hum Tou Unhain Yaad Rakhte Hai Par Woh Hamme Bhul Jate Hai”Shayad Sarzad Hoti Hai Hammi Se Khatayein Ja Ba Ja”Jo Hamare Hi Dost Hammari Maut Ke Liye Duayein Mangte Hain”

Tere Wada-E-Didaar Par Hum Kayam Thei,Intejar-E-Imtehaan Mein Zakhmi TheiAah-E-Aatashii Se Jal Gayaa Dil Nadim,Bikharii Yadoon Mei Tere Mauj-E-Shamiim,Andaz-E-Alvida Ye Kaisa Tha Zalima Tera,Mazdhaar Mein Hum Doobe Kinare Tum Lage.

Muddat Sey Chaha Hey Tumhain, Zakhm-E-Tamanna Dil-E-NishatDaagh-E-Firaaq Dil-E-Nadaan Kismat Se Churaya Hai AitbaarNazzaara-E-Jamaal Muzda-E-Wisaal Lafzon Ke Fasaane Bar_BarTu Zehr De Na Jam-E-Sharab Mujeh_De Ijaazat-E-Tasleem-E-Yaa

Ishq Ka Dariya Kitna Gehra Hai,Kareeb Se Dekho Usse Woh Sirf Dil Ko Sulgata Hai,Kya Bebasi Mein Ab Woh Ishq Ko Samajhte,Haalat Kuch Ab Milte Nahin Waqt Se,‘Masroor’ Woh Saahil Dikhta Hai Apna Lekin Kinara Khisak Jaata Hai.

Rasm-e-ulfat sikha gaya koidil ke duniya pe cha gaya koita qayamat kisi tarah na bujheaag aisi laga gaya koidil ke duniya ujad si q haikya yahan se chala gaya koivaqt-e-rukhsat gale laga kar “dag”hanste hanste rula gaya koi

Rishta-E-Ulfat Sajaane Aaye They, Tere Dil Ki Mehfil MeinTaskiin-E-Iztiraab Kasam Teri, Tujhe Apna Banane Aaye TheySazaa Di Tune Hume Kaisi, Phoolon Se Jakham-E-Dil Tapish MeinKhud Ko Bewafa Samajh Hum, Tera Dard-E-Dil Apnane Aaye They.

Chand nikale kisi janib teri zebai karang badle kisi surat shab-e-tanhai kadaulat-e-lab se phir ae khusrav-e-shirin-dahanaj riza ho koi harf shanasai kadida-o-dil ko sambhalo ki sar-e-sham-e-firaqsaz-o-saman baham pahuncha hai rusvai ka

Mausam Mein Kuch Nami Thi, Halki Halki Bunda Barish ThiBikhre Gesuu Tere Rukhsana, Hua Sharm-O-Haya Dil-E-NishaanaRukh Pe Tabassum Ki Lali, Nargis Nazrein Pyar Ki PyasiHont Shabnam-E-Shauq-E-Talab, Taskiin-E-Dil Rezaa Rezaa Alag…

Ghar hamara, jo na rote bhi, to viran hotabahr gar bahr na hotato bayaban hotatangi-e-dil ka gila kya, ye wo kafir dil haike agar tang na hota, to pareshan hotabad-e-yak umr-e-wara, bar to deta barekash rizawan hi dar-e-yar ka daraban hota

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahimarmari taron bhari raton mein kya hota nahijee mein aata hai ulat den un ki chehare se naqabhausla karte hain lekin hausla hota nahishama jis ki aabaru par jan de de jhum karwo patanga jal to jata hai fana hota nahi

Os pade bahar par aag lage kanar meintum jo nahi kanar mein lutf hi kya bahar meinus pe kare khuda raham gardish-e-rozagar meinapni talash chodakar jo hai talash-e-yar meinhum kaheen janevale hain daman-e-ishq chodakarzist tere huzur men, maut tere dayar mein

Ek nazar dekh ki hum jan gayeaap kya cheez hain pehchan gayephir bhi zinda hun ajab bat ye haikab se wo leke meri jan gayetum jo aaye the meri mahafil meindil gaye hath se iman gayejis rah par farishte na pahuncheus jagah aj se insan gayePoet of the ghazal/poem or Nazam: Ibrahim Ashk