Sakii Dum Se Tere Chalte Rahe Maikhane,Mere Pine Se Toote Rahe Paimane-Paimane,Tere Naaam Se Chalti Dil-E-Dhadkane Meri,Taufiiq-E-Nazar Sharab Mein Surat Hai Teri…

Dil Me Bhi Wohi Hai Mere Dil Me Bhi Nahi HaiWo Shaks Jo Mera Bhi Hai Mera Bhi Nahi HaiKuch Ajeeb Hai Yeah Meri Andaz-E-MohabbatPanna Bhi Nahi Hai Ussay,Khona Bhi Nahi Hai..

Kitne Dil Fanaa Hue Teri Raah-E-Aashiqii MeinDaur-E-Bewafa Ka Sil Sila Mein Loot GayeeHui Badnaam Qasur-E-Ishq Mein Mohabbat MeriHaal-E-Mahajuurii Mein Jaan Meri Niklati Gayee.

Gham-E-Dil Mein Dard-E-Tamanna Sulagti RahiHum Ghamkharon Ka Anjaam Maikhane Mein SahiKhuda Ab Tu Pila De Jane Kya Hashar Hai HamaraTune Piyas Bujhai Hamari Sharab Qaabil-E-Raham Rahi.

Mai Nee Uss Sey Aik Bar PoochaaKaa Dhoop Mai Barish Hootii HaiToo Woo Hasnee LagiiAur Hastee Hastee Ronee LagiiiAur Dhoop Mai Barish Hoona Lagi(bu zalim dunyada dogulma dialogue poetry)

Teri saanson ki thakaan, teri nigahon ka sukootDar haqeeqat koi rangeen shararat hi na hoMain jissay pyar ka andaz samajh baitha hoonWoh tabbasum, woh takkallum teri aadat hi na ho..!!!

Muddato baad yeh dil patthar se dil huwa hai, ise dil rahne do.Dil mein hai jo arman use zaban se kahe lene do,Pata nahi Zindagi ki Kab shaam Dhal Jaye Agar ajj Mile hai to Kahe lene Do!!!

Dil Mera Daagon Kii Bahaar Se Ubhar Hi GayaYaad-E-Yaar Ki Aah Mein Soz-E-Nihaan Ho GayaBin Tere Lamhaa Guzra Aatish-E-Khaamosh Jal GayaaJb Yaadon Ke Silsile Uthe Bemuhaabaa Sangeen Ho Gaya

Kashis-E-Dil Mera, Pyar Ka Quuvat-E-Namuu Tha,Yaqiin Na Hua, Tera Pathar Dil Pighal Na Saka,Duniya Ashkon Mei Dooby, Kaisa Mera Azaab Tha,Khud Ko Lagaya Rog, Tanhai Meri Mustaqil Bani. Aadaa

Chalo bant lete hain apani sazayenna tum yad aao na hum yad aayensabhi ne lagaya hai chehare pe cheharakise yad rakhen kise bhool jayenunhen kya khabar ho aanevala na aayabarasati rahin rat bhar ye ghatayen

Uske Ishq-E-Mohabbat Mein Tamanna Khuvvar HuiMuflis-E-Zindagi Mein Dil Ki Aakhri Dhadkan Tere Naam HuiMukaafaat-E-Amal Mein Gujaris Hai MeriKandha Nahi Mujhe ‘Sheikh’ Gusul-O-Kafan Maiyaat Mein Sahi.

Main kachi neend mein hunaur apne nimkhvabida tanaffus mein utaratichandani ke chap sunati hunguman haiaj bhi shayadmere mathe pe tere labsitare sabat karte hainPoet of the poem or ghazal or Nazam: Parveen Shaki

Vaada-E-Aitbar Kiya, Soz-E-Nihaa.N Dil Mera Tadap UthaIntezaar Mei Bhiigii Mizhgaan, Dahaliiz Pe Teri BaithaTumhaare Tagaaful Mei Kasak Uthi, Khoob Beqaraar Sa HuaKe Ab Na Hosh Havaas Raha, Teri Tasveer Chumta Hi Raha

Vahashat-E-Shabana Baad-E-Tund, Tum Lipat Gayee MujehSharm-O-Haya Se Balakhaake, Tum Kaske Simat Gayee MujehZulfon Se Barasata Paani, Dil Mein Kitne Toofaan UthayeTilismaat Ki Raat Mein, Mujh Mein Tu Dhire Basate Jaaye.

Chahat Se Teri Ankho Mein Dube, Nafrat Se Aansu Bankar UchleGire Jo Farsh Pe Toote Aise, Rehza Rehza Dil Bikhra JaiseUmeed-E-Wafa Kare Kaise, Zubaan-E-Haal Kahe Kis SeSalaam-E-Dil-E-Muztar, Khamosh Mohabbat Mein Hai Intezar.