Bheegi Palkon Ke Sang Muskurate Hain Hum; Pal Pal Dil Ko Kuch Aur Behlate Hain Hum; Tu Door Hai Humse To Kya Hua Mere Dilbar; Har Saans Mein Teri Aahat Paate Hain Hum

Kya Wajha Hai Mere Darne Kee; Ab To Khwaish Hai Unki Yaadon Mein Marne Kee; Na Jane Unhein Kyon Itna Yaad Karta Hai Dil; Jinhe Fursat Hi Nahi Hai Humein Yaad Karne Kee

Khata Ho Jaati Hai Jazbaat Ke Saath; Unka Pyaar Yaad Aata Hai Har Baat Ke Saath; Khata Kuchh Bhi Nahi Mahaz Pyaar Kiya Hai; Unka Pyaar Yaad Aata Hai Har Alfaaz Ke Saath

Gehri Thi Raat Lakin Hum Khoye Nahi; Dard Bahoot Tha Dil Mein Lakin Hum Roye Nahi; Koi Nahi Hamara Jo Puche Humse; Jag Rahe Ho Kisi Ke Liye Ya Kisi Ke Liye Soye Hi Nahi

Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi; Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi; Mehkti Fiza Kee Khushboo Mein Jo Dekha Pyaar Ko; Bas Yaad Unki Aayi Aur Rulati Chali Gayi

Wo hamri choti - choti bato se naraj ho jate h..
...
...
Usne kaha ham kisi or ko chahate h to hamne muskura k kaha ase majak mat kiya karo

Nikli Mohabbat Ki Baat To Tum Yaad Aa Gaye; Uthe Dil Mein Wo Zazbat To Tum Yaad Aa Gaye; Garmi Ne Sukha Diya Tha Teri Yaadon Ko; Hui Jab Pyaar Kee Barsat To Tum Yaad Aa Gaye

Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi; Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi; Mehkti Fiza Kee Khushbu Mein Jo Dekha Pyaar Ko; Bas Yaad Unki Kee Aayi Aur Rulati Chali Gayi

Jaane Uss Shakas Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai; Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai; Mein Uski Yaad Se Niklon Toh Kahaan Jaun; Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai

Chori pataavange suit pahran aali
.....
jins aali hmne pasand koni......
na mili to kle rahlyaange ....kle bhe
ham gane tang konya

Jane Kitni Umeedein Thi Tujhko Meri Yaadon Se; Ki Jab Bhi Aayengi Haal Suna Jaya Karengi; Hum Bhi Tere Liye Ek Khilona Bhar The; Ki Yaadein Aayengi Aur Dil Behla Jaya Karengi

Jannat mein sab kuchh hai lekin maut nahi hai, Gita mein sab kuchh hai lekin jhooth nahi hai, Duniya mein sab kuchh hai lekin sukoon nahi hai, Insaan mein sab kuchh hai lekin s

Jahan yaad na aaye teri,Woh tanhaai kis kaam ki. Bigde rishte na bane,To khudaai kis kaam ki. Beshak apni manzil tak jana hai hamein, Lekin jahaan se apne na dikhein, Woh oonchaai

Mai uski har bat ko hans kar manta raha..
........
.....
Or Mane usko ik bar muskurane ko kaha
Or wo hasne ki jagah gusa ho ke chale gye.

Jab Raat Kee Tanhayi Dil Ban Ke Dhadakti Hai; Yaadon Ke Jharokhon Mein Chilman Si Sirakti Hai; Lobaan Mein Chingari Jaise Koi Rakh Jaye; Yun Yaad Teri Shab Bhar Seene Mein Sulagti Hai