Huyi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai; Har Ek Baat Pe Kahna Ke Yun Hota To Kya Hota

Kaash Unko Kabhi Fursat Mein Yeh Khayal Aa Jaye; Ke Koi Yaad Karta Hai Unhey Zindagi Samajh Ka

Apani Yaadon Ke Ujallon Ko Mere Pass Rahne Do; Baki Hayat-E-Safar Inki Roshni Mein Guzaar Leinge

Maana Wafa Hai Aj Bhi Har Dil Me
Lekin Itna Btao K Nibhata Kon
Hai..?? : )

Saarey Maahol Mein Khusboo Hai Teri Yaadon Ki; Hum Ne Gham-Khaney Ko Bhi Phoolon Sey Saja Rakha Hai

Badi Tabdiliyan Laye Hain Hum Apne Aap Main; Lekin Tumhaari Yaad Main Rehne Ki Aadat Abb Bhi Bakki Hai

Abhi Mashroof Hun Kafi Kabhi Fursat Mein Sochunga; Ke Tujhko Yaad Rakhne Me Mai Kya-Kya Bhool Jata Hun

Meri Saanson Ko Aadat Hai Teri Yaadon Se Chalney Ki; Ruk Jayeingi Yeh Saansein Jiss Din Tum Yaad Na Aaoge

Tu Bhi Chup Hai Main Bhi Chup Hun Yeh Kaisi Tanhayi Hai; Tere Saath Teri Yaad Aayi Kya Tu Sach-Much Aayi Hai

Subah aakhe kholne se pahle ham uski tasvir dikhte h
Or bagwan ka nam lene se pahle uska nam lete h

Bahut khubsoorat unka andaz hai, Haqiqat hai ya khwab hai.. Khushnaseebon ke pass rehte hain woh Mere pass to bus un

o kisi par itna, ki waqt ke Faasle par aapko bhi afsos ho jaaye. Kal kya pata aap miss kare, aur wo hamesha ke liye m

Teri kami bi hamri saso ko rok deti h
...........
Par koi tera nam bi llele to sase chalne lagti h

Vo Mera Waham Tha Ki Mera Hamsafr Tha,
Vo Chalta To Mere Sath Tha, Par Kisi Aur Ki Talash Me...!!!

Teri Yaad Ne Bura Haal Kar Diya, Tanhayi Me Jeena Dushbar Kar Diya, Socha Jo Tumhe Yad Na Kare To, Is Dil Ne Dhadkne Se Ink