Shabb Ki Tanhai Mein Gungunaati Rahin; Beeti Baatein Mujhe Yaad Aati Rahin

Jaaneman Aaj Tum Bahut Yaad Aaye Ho; Kuch Yaadon Se aur Kuch jhoothe Waadon Se

Bhuli Hui Rahoon Se Jo Guzre Hum Kabhi; Har Gham Par Khoyee Hui Ek Yaad Mili Hai

Tum Se Wabastgi Ka Ye Aalam Hai; Hum Woh Saans Nahi Lete Jisme Tumhari Yaad Na Ho

Bichri Hui Raahon Se Jo Guzrey Hum Kabhi; Har Gham Par Khoyi Hui Ik Yaad Mil Gayi

Bichhdi Hui Rahoon Se Jo Guzre Hum Kabhi; Har Gam Par Khoyee Hui Ek Yaad Mili Hai

Dunyaa Ne Teri Yaad Se Begaana Kar Diya; Tujh Se Bhi Dil-Fareb Hain Gham Rozgaar Ke

Ye kambakht hichkiyan thamti kyu nahin; Ye kis k zehan mein aaker atak gaye hain hum

Yaad Aati Hai Jo Marhoom Tamannaaon Ki; Bhool Jaata Hun Ke Mehroom-E-Tamanna Hun Main

Bhooli Huyi Subah Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye; Tum Se Kahin Milaa Hoon Mujhe Yaad Ki Jiye

Dil Mein Chahat Ka Hona Bhi Zaruri Hai; Warna Yaad To Dushman Bhi Roz Kiya Karte Hain

Maghrib Ki Waadion Mein Goonji Azaan Hamari; Thamta Na Tha Kisi Se Sail-E-Rawaan Hamara

Aj koi mujhko dilaye na mohabbat ka yakeen Jo mujhe bhool na sakte the wohi bhool gaye

Kisi ko chaho to itna chaho ki....
Ki wo kis or ko chahane ki soch bi na sake

Tum Bhi Ho Beetay Huye Waqt Ki Maanind Hu-Bahuu; Tum Ne Bhi Yaad Ana Hai Aana To Naheen Hai