Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai SharaabShare By : Bindu Mahajan

Kabhi Kabhi In Ankho Main Nami Si Hoti HaiKabhi Kabhi In Honto Pe Hansi Si Hoti Hai..!!Ek Bahar Ban Ke Aayee Ho Tum Meri Jindagi Me,Ek Tumhi Ho Jisse Meri Zindgi, Zindgi Si Hoti Hai..!!Share By : Bindu Mahajan

Ye Dil Bhi Ajib Hai,Gairo Ko Apna Banana Chahta HaiJo Rishta Naamumkin Saa Hai,Use Hi Apnana Chahta HaiKoi Hota Hai Jo Yaad Rehkar Bhi Yaad Nahi KartaAur Ek Hum Hai Jo Roz Yaad Karke Bhi Use Bhuana Chahte Hai

Meri Guftagu Ke Har Andaaz Ko Samjhta HaiEk Wohi Hai Jo Mujpe Aitmaad Rakhta Hai…Door Hoke Bhi Mujse Hai Wo Itna Kareeb…Aisa Lagta Hai Mere AasPass Rehta Hai…..Share By :   Shabbir Abbas

Kuch Is Terha Guzarti Ab, Humaari Har Shaam Hai,Ek Haath Tasveer Unki To, Aik Haath Jaam Hai!Bekaar Hai Yaad Dilana ,K Shaye Ye Haraam Hai,Sab Kuch Bhool Jaate Hain ,Jab Koi Leta Unka Naam Hai!Share By : Bindu Mahajan

Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay HainShama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay HainTu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na AaPar Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..Share By : Bindu Mahajan

Zakham Nasoor Huwe, IlaajEDard Mumkin Na HuwaAshq Bahaane Ka Mera Silsila Bhi Dekho Kam Na HuwaMujhe Hairat Huwee Apne Zakhmon Ko Dekh Kar Kyun KiIn Masoomo’n Ke Liye Ab Tak, Koi EjaadEMarham Na HuwaShare By : Bindu Mahajan

Har Dil Ko Kisi Na Kisi Dilbar Ka Intezaar Hota HaiKayi Saari Raahon Se Gujarte Yeh Jeevan Paar Hota HaiHar Pal Dil Sapne Bunta Hai Tanhaiyon Ke Saaye MeinMohabbat Se Hi To Yaaro Jeene Ka Ehsaas Hota Hai…Share By : Sam Momin

Jo Ansu Ki Tarah Behta Gya Wo Raqt Hu MaiJise Qadam Qadam Par Ajmaya Gya Wo Waqt Hu MaiShayad Isi Tarah Likhi Meri Taqdeer Khuda Ne ….Jise Chahne Wala To Mila Par Chaha Na Gya Aise Shaqs Hu Mai…Share By : Bindu Mahajan

charageishq jalne ke rat aayi haikisi ko apana banane ke rat aayi haifalak ka chadd bhi sharma ke munh chupayeganaqab rukh se uthane ke rat aayi hainigahesaqi se paiham chalak rahi hai sharabpio ki pinepilane ke rat aayi haiwo aj aae hain mahafil mein chandani lekarki raushani mein nahane ke rat aayi hai Poet of the poem/ghazal or Nazam:  Faiz Ratlami

Sad Hindi Poetry on Dardey Ishq Bichrey To Dardey Ishq Ka Chara Na Kar SakeYoon Tarqe Aashiqi Bhi Gawara Na Kar SakeVerna Vo Intezaar Me Sadiyaa GuzarteyHum Hi Chale To Unko Ishara Na Kar SakeJo Aatishi Parasti They Vo Bhi Na Jaane KyonApne Hi Ghar Me Aag Gawaraa Na Kar SakeUsko Agar Thi Shehar Ki Gar Rounaqke AgarTanhaiyon Se Hum Bhi Kinara Na Kar SakeKuch Is Tarah Se Usne Bikhera Hume YahanHum Aur Zindagi Me Bharosa Na Kar SakeShare By : Haji Inayat Ali

kya kahun tum se main ke kya hai ishqjan ka rog hai, bala hai ishqishq hi ishq hai jahan dekhosare aalam mein bhar raha hai ishqishq mashuq ishq aashiq haiyani apna hi mubtala hai ishqishq hai tarzotaur ishq ke tainkaheen banda kaheen khuda hai ishqkon maqsad ko ishq bin pahunchaaarzoo ishq va mudda hai ishqkoyi khvahan nahi mohabbat katu kahe jinsenarawa hai ishqmeerji zard hote jate hainkya kaheen tum ne bhi kiya hai ishq?Poet of the poem/ghazal or Nazam: Meer Taqi Mee

meri teri nigah mein jo lakh intazar hainjo mere tere tan badan mein lakh dil figar hainjo meri teri ungaliyon ke behisi se sab qalam nazar hainjo mere tere shahar ke har ik gali meinmere tere naqshepa ke benishan mazar hainjo meri teri raat ke sitare zakhm zakhm hainjo meri teri subah ke gulab chak chak hainye zakhm sare bedava ye chak sare berafukisi pe rakh chand ke kisi pe os ka lahuye hain bhi ya nahi bataye hai ki mahaz jal haimere tumhare ankabutevaham ka buna huajo hai to is ka kya karennahi hai to bhi kya karenbata, bata, bata, bataPoet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz