Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,Badi Aarzoo Thi Mulakat Ki,Mai Chup Thi To Hawa Bhi Tham Gayi,Zabaan Sab Samajhte Hai Jasbaat Ki,Sitaaron Ko Shayad Khabar Hi Nahi,Musafir Ne Na Jaane Kahan Raat Ki…

Zindagi Main To Musafir Hoon Teri Kashti Ka,Tu Jahan Mujhse Kahegi Mein Utar Jaaunga.

Musafir Manzil Se Kareeb Nahi To Kia,Kisi Humsafar Ki Umeed To Hai..Aapko Nahi Pasand Hamara Kalaam To Kia,Zamaana Aapse To Nahi Hai..

Uthti Rahi Hai Cheekh Aaj Samandar Me Saari Raat,Musafir Koi Humain Phir Nakaamyaab Lagta Hai…

Chand Lamhe Bache Hai Tumhare Hamare Saath KeMumkin Hai Ki Bichad Jaye Bina Mulaqat KeKahan Aasman Ki Yeh Saugaat HogiNaye Log Honge Nayi Baat HogiHum Har Haal Mein Muskurate RahengeAgar Tumhari Mohabbat Hamare Saath HogiChiragon Ko Mehfoos Rakhenge Aankhon MeinBadi Dur Tak Andheri Raat HogiMusafir Hai Hum Musafir Ho Tum BhiPhir Kahin Kisi Mod Pe Mulaqat Hogi

Hum Toh Musafir Hai ,Chod Jaaoogeh Hame Yuhi Kahe Zindagi Ki Raftaar Meh Hamare Khayal SehMuuh Mood Jaoogeeh Yuhi Kahi Andazza Kaha Hai Tumhe KitneKimteeh Ho Tum Mere Liye HaseeLaparwah Tanha Apna JahanBana Jaoogeh Yuhe Kahe

Ho Na Duniya Main Koi Hum Sa Bhi Piyaasa LogoG Main Aati Hay K P Jaayn Ye Darya LogoKitni Is Sheher K Sakhiyon Ki Suni Thin BaatenHum Jo Aaye To Kisi Ne Bhi Na Poocha LogoAb Koi Aaye To Kehna K “Musaafir To Gaya”Ye Bhi Kehna K,Bhala Ab Bhi Na Jaata Logo

Be Naam Musafir Hoon Be Naam Safar MeraKis Rah Nikal Jaon Kuch Kah Nahi SaktaBe Naam Meri Manzil Be Naam Thikana HayKis Dar Pay Main Ruk Jaon. Kuch Keh Nahi SaktaIss Paar To Roshan Hay Sara Mera RastaUs Paar Andhera Ho Kuch Keh Nahi SaktaTinkay Ki Tarah Main Bhi Beh JaonSamandar Main Mil Jaye Ga Kinara Kuch Keh Nahi SaktaMil Jaye Gi Tabeer Mery Khawaboon Ki Aik DinYa Khawab Bikhar Jayen Kuch Keh Nahi Sakta

Hoga Musafir Jo Jahan Me AayegaSafar Ka Jahan Muqaam Chor Jayega…..Iss Safar Me Hote Hain Sath Musafir BohutKoi Kisi Ke Sath Naa Aaya Jayega…..Jayenge Yeh Doulat Yahan Chor Kar SaareJism Ko Sirf Do Gazz Kafan Pehnaya Jayega….Sajaya Nahi Jayega Phir Heere Motiyoun SeZyada Se Zyada HaarEGul Pehnaya Jayega…Ek Hi Baat Hai Sachi Har DammRuhh Ka Sath Toh Rabb Hi Nibhayega…..

Admi Musafir Hai Aata Hai Jata HaiAdmi Musafir Hai Aata Hai Jata HaiAate Jaate Raste Main Yaadien Chur Jate HaiAdmi Musafir Hai Aata Hai Jata Hai

Iss RahEUlfat K Musafir K Sath Tu Ny Kia KiaKabi Apna Lia Kabi Tukhra Dia Meri Muhabat Patoon Ka Mahal Tu NahiKabi Bana Lia Kabi Gira Dia Main Teri KitabEZindgi Ka Woh Haraf Tu Nai Hn JisayKabi Likh Lia Kabi Mita Lia Mera Sath Tery Leya BahEsRuswaii Tu Nahi JisayKabi Dunya Ko Bitla Lia Kabi Chupa Lia Aj Kal Logoon Ka Yeahi Mashgala Hai ShanKabi Humain Soch Lia Kabi Bhula Lia

hath mera ae meri parachain tu hi tham leek muddat se mujhe to sujhata kuch bhi nahishahareshab mein kaunsa ghar tha na di jis par sadaneend ke andhe musafir ko mila kuch bhi nahiumr bhar umregurezan se na meri ban sakijo kare karati rahe main puchata kuch bhi nahiwo bhi shayad ro pade viran kagaz dekh karmain ne us ko aakhiri khat mein likha kuch bhi nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Zahoor Naza

aansuon ke jahan payamali rahiaisi basti charagon se khali rahidushmanon ke tarah us se ladate raheapani chahat bhi kitni nirali rahijab kabhi bhi tumhara khayal aa gayaphir kai roz tak bekhayali rahilab tarasate rahe ik hansi ke liyemeri kashti musafir se khali rahichand tare sabhi hamsafar the magarzindagi raat thi raat kali rahimere sine pe khushbu ne sar rakh diyameri banhon mein pulon ke dali rahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Bad

Mere Dil Mere MusaafirHuaa Phir Se Hukm SaadirKe Vatan Badar Hon Ham TumDen Galii Galii SadaayenKaren Rukh Nagar Nagar KaaKe Suraag Koi PaayenKisii YaarENaamaabar KaaHar Ek Ajanabii Se PuuchhenJo Pataa Thaa Apane Ghar KaaSarEKuuENaashanaayaanHamen Din Se Raat KaranaaKabhii Is Se Baat KaranaaKabhii Us Se Baat KaranaaTumhien Kyaa Kahun Ke Kyaa HaiShabEGam Burii Balaa HaiHamien Ye Bhii Thaa GanimatJo Koii Shumaar HotaaHamien Kyaa Buraa Thaa MaranaaAgar Ek Baar Hotaa

Musaffir K Rasstey Badltey RaheyMuqader Main Chalna Tha Chaltey RaheyKoi Phool Sa Haath Kandhey Pay ThaMere Paaon Magar Sholon Pay Chaltey RaheyMain Rasttey Main Uljha RahaDiyey Uski Rahoon Main Jaltey RaheyWoh Kya Tha Jise Hum Ney Thukra DiyaMager Umer Bher Haath Maltey RaheyMohabbat,Adavar, Wafa,BayrukhiKiraye K Gher The Badltey RaheySuna Hai Unhe Bhi Hawa Lug Gai HaiHawaon K Jo Rukh Badlatey RaheyLipat K Chiraghoon Sey Hum So Gaey Kuchh YunKi Banke Raakh Bhi Hum Jalte Rahe