Na Koi Kisi Se Door Hota Hai,Na Koi Kisi Ke Kareeb Hota Hai,Pyar Khud Chal Kar Aata Hai,Jab Koi Kisi Ka Naseeb Hota Hai….Share By : Umar Mahmood
Na Koi Kisi Se Door Hota Hai,Na Koi Kisi Ke Kareeb Hota Hai,Pyar Khud Chal Kar Aata Hai,Jab Koi Kisi Ka Naseeb Hota Hai….Share By : Umar Mahmood
Tumhari Aankhein Kabhi Nam Na Ho,Tumhare Zindegi Mein Koi Gham Na Ho,Tumko Mile Kismat Se Aisi Dulhan,Jiski Wajan 200 Kilo Se Kam Na Ho..?
ThodiThodi Sanso K Liye,Humne Zindagi Bechi,Parchhaiyon Se Tang Aa K,Humne Roshni Bechi,Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi BechiShare By : Diksha Mahajan
Tumhare Pyar Me Main Ji To Nahi Sakta Hun“Magar”Mar Bhi Gaya To Kabristan Me Dafana Dena“Agar”Meri Surat Tumhare Sapne Me Aaye To Aapna Lena..!!!
Kisi Ko Chaho To Is Aandaz Se ChahoK Uss Ko Jab Bhi Pyaar Mile To Tum Yaad Aa Jao…!!Share By : Umar Mahmood
Tumhari Aankhein Kabhi Nam Na Ho,Tumhare Zindegi Mein Koi Gham Na Ho,Tumko Mile Kismat Se Aisi Dulhan,Jiski Wajan 200 Kilo Se Kam Na Ho..?
Ghamzada Nahi Hota Ke Ishara Nahi HotaAnkh Un Se Jo Milti Hai To Kya Kya Nahi HotaJalwa Na Ho Ma,Nee Ka To Soorat Ka Asar KyaBulbul Gul – E Tasweer Ka Shaida Nahi HotaAllah Bachay Marz –E Ishq Se Mujh KoSuntay Hain Ke Yeh Aarza Acha Nahi HotaTash Beh Tere Chehre Ko Kya Doon Gul E Tar SeHota Hai Shugufta, Magar Itna Nahi HotaHum Aah Bhi Kartay Hain To Ho Jatay Hain BadnamWho Qatal Bhi Kartay Hain To Charcha Nahi HotaPoet : Akbar Allahabadi Urdu Version:غمزہ نہیں ہوتا کہ اشارہ نہیں ہوتاآنکھ ان سے جو ملتی ہے تو کیا کیا نہیں ہوتاجلوہ نہ ہو معنی کا تو صورت کا اثر کیابلبل گلِ تصویر کا شیدا نہیں ہوتااللہ بچائے مرضِ عشق سے دل کوسنتے ہیں کہ یہ عارضہ اچھا نہیں ہوتاتشبیہ ترے چہرے کو کیا دوں گُلِ تر سےہوتا ہے شگفتہ مگر اتنا نہیں ہوتاہم آہ بھی کرتے ہیں تو ہو جاتے ہیں بدناموہ قتل بھی کرتے ہیں تو چرچا نہیں ہوتا(سید اکبر حسین اکبر الہ آبادی)Share By : Muhammad Saeed
Aadat Mujhe Andheron Se Darne Ki Daal KarAik Shaks Meri Zindagi Ko Raat Kar Gaya
Jab Tak Na Lage Bewafai Ki Thokar DostHr Kisi Ko Aapni Pasaand Pr Naaz Hota HayHappy Kick Day
Chuppay Huay Hen Buhat Ashk Meri Aankho’n Me,Me Aaiena Hun Kisi Sogwaar Chehray Ka..!!!
Har Baat Par Kehte Ho Tum Ke Tu Kya HaiTumhi Batao Yeh AndazEGuftgu Kya HaiRagon Mai Daudane Ke Ham Nahi KayalJo Aankh Hi Se Na Tapka Woh Lahu Kya Hai
Nukta Chii Hai Gam E Dil,Ke Sunaya Na BaneKya Baat Bane Wahan,Jahan Baat Banye Na Bane….Ishq Par Zor Nahi Hai Yeh Woh Attish GalibJo Lagaye Na Lage Bhujhaye Na Bane…
gaye dinon ka surag lekar kidhar se aaya kidhar gaya woajeeb manus ajanabi tha mujhe to hairan kar gaya wokhushi ki rut ho ki gham ka mausum nazar use dhundhati hai har damwo buegul tha ki nagmaejan mere to dil mein utar gaya wowo maikade ko jaganevala wo raat ki neend udanevalana jane kya us ki jee mein aayi ki sham hote hi ghar gaya wokuch ab sambhalane lagi hai jan bhi badal chala rang aasman bhijo raat bhari thi tal gai hai jo din kada tha guzar gaya woshikastapa rah mein khada hun gaye dinon ko bula raha hunjo qafila mera hamsafar tha mislegardesafar gaya wobas ek manzil hai bulhavas ki hazar raste hain ahaledil kiye hi to hai farq mujh mein us mein guzar gaya main thahar gaya wowo jis ki shane pe hath rakh kar safar kiya tune mannzilon kateri gali se na jane q aj sar jhukaye guzar gaya wowo hijr ki raat ka sitara wo hamnafas hamsukhan hamarasada rahe us ka naam pyara suna hai kal raat mar gaya wobas ek moti si chab dikhakar bas ek mithi si dhun suna karsitaraesham ban ki aaya barangekhayalesahar gaya wona ab wo yadon ka chadhata dariya na fursaton ki udas barkhayun hi zara si kasak hai dil mein jo zakhm gahara tha bhar gaya wowo raat ka benava musafir wo tera shayar wo tera ‘nasir’teri gali tak to hum ne dekha phir na jane kidhar gaya woPoet of the poem/ghazal or Nazam:Nasir Kazmi
(.” ),_/ ! ) ) ~~~ Pooo_|,|Asi Khushboo Jo Ap ko Deewana Bana De.Hahaha…. :vHappy Perfume Day 2015
Mujhe Maloom Hai Mera Mukadar Tum NahiLekin Meri Takdeer Se Chup Kar Mere Ek Baar Ho JaoShare By : Umar Mahmood