Barbad Karne Ke Aur Bhi Raaste TheFARAZNa Jane Unhe Mohabbat Ka Khayal Q Aya

Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid SaktaFaraz,..Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar Dekh Ke..?

Chalo Us Ka Nahi To KHUDA Ka Ehsan Laitay Hai FRAZWo Minnat Se Nahi Mana To Mannat Se Mang Laty Hain

Meri Khushi Ki Mudat Itni He FarazGuzar Jati He Mere Muskurani Se Pahle

Tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjthe Ho FarazDost Hota Nahi Har Haath Milanay Waala

Wo Baat Baat Pay Deta Hai Parindoun Ki Misal FarazSaaf Saaf Nahi Kehta Mera Sheher Hi Chor Do

Log Pathar Ke Buton Ko Poj Kar Bhi Masoom RaheFarazHam Ne Aik Insan Ko Chaha Or Gunehgar Ho Gaye 

Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho GayaFarazHazaroon Chahene Wale Th Kis Kis Se Wafa Karta

Dolat e Dard Do Dunya Se Chupa Kr RakhnaAankh Mein Boond Na Ho Dill Mein Samundar Rakhna..?

Hum Say Bichar Kay Us Ka Takabbur Bikhar Gaya FarazHar Ek Say Mil Raha Hai Bari Aajzi K Sath

Zamanay K Sawalon Ko Main Huns K Taal Du FarazLakin Nami Ankhon Ki Kehti Hai “Mujhe Tum Yaad Aate Ho”

Is Dafa To Barishein Rukti Nahin FarazHum Ne Ansu Kia Piye K Saray Mosam Ro Paray

Wo Tu Milta Hay Mujhse Mehdood Se Lamhon Me FarazYeh DIL Hay Kitni Fursat Se Sochta Hay Usay

Apna Hissa Shumar Karta ThaMujhse Itna Wo Pyar Karta ThaWo Banata Tha Meri TasveerainUnse Batein Hazaar Karta ThaMera Dukh Bhi KhuloosENiyat SeApna Dukh Hi Shumar Karta ThaSuch Samjhta Tha Jhoot Bhi MeraYun Mera Aitbaar Karta ThaPehle Rakhta Tha Phool Raste MeinPhir Mera Intazaar Karta ThaAj Pehlu Main Wo Nahi FarazJo Mujhe Pe Jaan Nisaar Karta Tha.

Ankh MasrufeNazara Thi To Hum Khush Thy FarazTum Ney Kia Zulm Kia Dil Mein Thikana Ker K