Tujhe Pyar Karna Nahi AataMujhe Pyar Ke Siwa Kuch Nai AataYaaronZindagi Main Jeene Ke Do Hi Tareeqe HainEk Tujhe Nahi Aata Ek Mujhe Nai Aata..!!! 

Ek Pal Ki Khushi Aur Sau Palo Ka Gum,Milegi Na Zindagi Durbara…R Chale Jayenge Sb Hum,Khusiyo K Daur Me Naa Samil Kar Mujhe..Par Dukho Me Chalna ChahengeApke Sung Kadam Se Kadam

Mehak Dosti Ki Ishq Say Kam Nahi HotiIshq Pe Zindagi Khatam Nahi HotiSath Agar Ho Zindagi Mein Doston KaToo Zindagi Jannat Say Kam Nahin Hoti

wo mujhe zindagi smjhta hy, kia usy mera aitbar nahi,

Zindagi hum tere daghon se rahe sharminda, Aur to hai k sada aina khane mange.

Waqt Badal Jata Hai Insan Badal Jate Hai;Waqt Waqt Pe Rishtun Ke Andaaz Badal Jate Hai;Kabhi Keh Diya Apna Tu Kabhi Kr Diya Paraya;Din Aur Raat Ki Tarh Zindagi Ke Ehsas Badal Jate Hai!

Zindagi ki baat sun kar kia kahen, Ik tamana thi taqaza ban gea.

Husan ke samjane ko umer chaheye janan, Do ghari ki chahat me larkian nahin khiltin.

Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Milte HeinJahaan Mein Logo Ko Sahare Bhi Milte HeinDuniya Mein Sab Se Pyari Hai ZindagiKuch Log Zindagi Se Pyare Bhi Milte Hein

Zindagi ek kiraye ka ghar hai ek na ek din badalana padegamaut jab hum ko aavaz degi ghar se bahar nikalana padegadher matti ka har aadmi hai bad marane ke hona yahi haiya zaminon mein turbat banenge ya chitaon pe jalana padegaraat ke bad hoga savera dekhana hai agar tum ko din suneharapaon phoolon pe rakhane se pahale tum ko kanton pe chalana padegaaitabar un ke vadon ka mar kar warna ae dil mere zindagi bhartujh ko bhi mombatti ke tarah qatara qatara pighalana padegaye javani hai pal bhar ka sapana dhund le koi mahbub apnaye javani agar dhal gai to umr bhar hath malana padegaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Surender Malik Gumnaam

Gar na ho suurat to seerat hi sahi, Kuch to hona chahiye insaan main..

Zindage Har Pal Khas Nahi HotiPhuloon K Khusbu Hamesha Pass Nahi HotiMilna Hamare Taqdeer Me Likha ThaWarna Itni Payari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti

Is Zindagi Ko Jeene Ki Aarzoo,Bin Tere Hai Adhuri,Tera Sath Jo Mil Jaye,Meri Zindagi Ho Jaye Puri

Guzr hum ne yun zindagi ki hai, Har qadam hum ne aashiqi ki hai..

Wo roya to bohat mgr dil toor kr roya koi majboori ho gy jo moh mor k roya mere samane kar diye meri tasveer ke tokre pata chala mere jane k bad wo un ko jor kar roya jo muskaraya tha meri mot ki kabar son kar lash dekh k wo apni Jaan toor k roya jab howa use ehsas apni sangin galti ka sona Rauf kabar pe meri wo haat jor k roya:(Rauf Zahoor)