Kuch Zakham Sadiyon Baad B Taza Rehte HainWaqt K Paas B Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti
Kuch Zakham Sadiyon Baad B Taza Rehte HainWaqt K Paas B Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti
Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya HaiKasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya HaiKyon Dosh Dete Hein Hum Kanto KoZakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
Diye Hain Zakham Toh Marham Ka Takaluf Na Karo,Kuch Toh Rehnay Do Meri Zaat Pe Ehsan Apna….!!!
Zindgi Zakhmo Se Bhari HaiWaqt Ko Marham Banana Seikh Lo,Harna Tu Mout Ke Saamne He,Filhaal Zindagi Se Jeetna Seekh Lo..
Main Zakhm Zakhm Hoon Ja Kar Miloon Kis SayNamak Say Tar Kapray Yahan Sab Pehnay Hue Hen
Kisi Dil Kusha Si Pukar Se Ussi Ek BadEBahar SeKahi Barg Barg Namu Mili, Kahi Zakhm Zakhm Hara Huwa
Mere Zakhmo Ka Ilzaam Unpr Kabhi Lagaya Hi NahiKasoor Tu Apna Tha Jo Bin Bataye Hi Unhe Apna Maan Baithe..!
Chahe Tujhe Hum Jaan Se Zyada,Tune Diye Zakhm Pyar Sy Ziyada,Humne Teri Aankhun Mein Dekha,Inkaar Mile Iqrar Sy Ziyada,
jati hai dhup ujale paron ko samet kezakhmon ko ab ginunga main bistar pe let kemain hath ke lakiren mitane pe hun bazidgo janata hun naqsh nahi ye slet keduniya ko kuch khabar nahi kya hadasa huaphenka tha us ne sang gulon mein lapet kephavvare ke tarah na ugal de har ek baatkam kam wo bolate hain jo gahare hain pet keik naqarai khanak ke siva kya mila ‘shakeb’tukde ye mujh se kahate hain tuti plet ke Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeb JalaliShakeb Jalali
ShiddatEDard Se Sharminda Nahi Meri Wafa..Jin Sy Dosti Gehri Ho, Woh Zakham Bhi Gehra Deite Hain……
Kuch Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte HaiWaqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti..Share By : Bindu Mahajan
Kon Kise Dil Me Jagah Deta HaiPed Bhi Sukhe Patte Gira Deta HaiWaakif Hai Hum Duniya Ke Rivaajo SeJo Bhi Milta Hai Ek Naya Zakhm Deta Hai
Zulm ke paon se jo phul masal jate hainkhar ban kar wohi pathar pe nikal aate hainphir baharon ke zarurat nahi rahati un koye khizan mein bhi badi shan se khil jate haingunche wo milati nahi hai jinhen aagosh koiwohi mitate hain to kichad mein kamal aate haindabdabai hui aankhon mein na aannkhen daloin mein tufan hain ched se machal jate hainwo jo kal raunaqefanus thi aiwan ke liyeaj us shamma se aiwan dahal jate haindhup thi tez to saye bhi the paron ke taleis ke dhalate hi rukh in ke bhi badal jate hainhum ne samajha hai zamane ko badi der ke badye wo khanjar hain jo apano pe bhi chal jate hainhamako aata nahi zakhmon ke numaish karanakhud hi rote hain tadapate hain bahal jate hainjo samajhate hain hawabis ko wo khilona ke tarahun se tufan bhi bachbach ke nikal jate hainazmvale kabhi himmat nahi hara karteashk ‘azra’ ke ye kah kah ke samhal jate hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Azra Adil Rashid
Gham Se Badker Dost Koi Dusra Hota NahiSub Juda Hote Hai Lekin Gham Dil Se Kabhi Juda Hota Nahi
Dil Ke Jakham Dikhae Nahi DeteGam Ke Aansu Mai Pee Jaata HooTeri Yad Dil Se Bhulaie Nahi JatiEshaliya Har Shal Giriting De Jataa Hoo