Chand Ko Jab Qareeb Say DekhaDoor Say Dekhney Ki Shey Nikli

Ahsaaan Agar Karo Tou Kisi Ko Khabar Na HoSooraj Ka Jesey Zikr Nahi Chandani K Saath

Tehra , Jhuka Hua Terey Dar Pey Nisaar ChaandNikla Jo Baadlo Sey Kabhi Sogwaar Chand

Mein Sitara Hoon Jal Kar Bhi Roshan Rahoo GiKhud Ko De Dilase Behlati Rahoo Gi

Sitare Toote Rehte Hain , Bujhte Rehte HaiTo Kya Umeed ,Sitara Shanaas Logo Se

Wohi Hasta Howa Chand Ye Pur Noor SitareTabinda Wa Painda Hain Zaroo Ke Sahare

Ye Kya Howa Ke Bhar Asmaan Ke Angun SeBichar Gaya Jo Sitaraa Hamare Naam Ka Tha

Chand Hasta HainChandi Muskurati HainTum Yaad Karo Ya Na KaroTumhari Yaad Aati Hain

Pura dukh aur aadha chandhijr ke shab aur aisa chanditane ghane badal ke pichekitna tanha hoga chandmeri karavat par jag utheneend ka kitna kacha chandsehra sehra bhatak raha haiapne ishq mein sacha chandraat ke shayad ek baje hainsota hoga mera chandPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Parveen Shaki

Zindagi se badi saza hi nahiaur kya jurm hai pata hi nahiitane hisson mein baat gaya hun mainmere hisse mein kuch bacha hi nahisach ghate ya bade to sach na rahejhooth ke koi inteha hi nahijad do chandi mein chahe sone meinaaina jhooth bolata hi nahiPoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Krishan Bihari Noo

Afraad Ke Hathoo Mein Hai Aqwaam Ki TaqdeerHar Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitara

Afraad Ke Hathoo Mein Hai Aqwaam Ki TaqdeerHar Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitara

Aandhiyon Me Bhi Jaise Kuch Chirag Jala Kartey HaiUtni Hi Himmat E Hausla Hum Bhi Rakha Kartey HaiManzilon Abhi Aur Dur Hai Hamari ManzilChaand Sitarey To Raahon Me Mila Kartey Hai

chand nikale kisi janib teri zebai karang badle kisi surat shabetanhai kadaulatelab se phir ae khusraveshirindahanaj riza ho koi harf shanasai kadidaodil ko sambhalo ki sareshamefiraqsazosaman baham pahuncha hai rusvai kaPoet of the poem/ghazal or nazam : Faiz Ahmed Faiz

Sham ko subahechaman yaad aayikis ke khushbuebadan yaad aayijab khayalon mein koi mod aayatere gesu ke shikan yaad aayiyaad aaye tere paikar ke khatootapni kotahiefan yaad aayichand jab dur ufaq par dubatere lahaje ke thakan yaad aayidin shuaon se ulajhate guzraraat aayi to kiran yaad aayiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi