Pura Dukh Aur Adha ChandHijr Ki Shab Aur Aisa ChandItane Ghane Badal Ke PicheKitana Tanha Hoga ChandMeri Karawat Par Jag UtheNind Ka Kitana Kachcha ChandSehara Sehara Bhatak Raha HaiApane Ishq May Sachcha ChandRat Ke Shayad Ek Baje HainSota Hoga Mera Chand

Ay Chand SunoKoch Baat KaroTeri Baat ChalayMeri Raat KatayBaat KaroUs Basti KiBadal Barish Aur Masti KiYa Baat KaroUs Bandhan KiPayal Chori Aur Kangan KiHawa Main Urtay Anchal KiJo Jab LehraiMera Chain ChuraiMeri Neend UraiAy Chand SunoKoch Baat KaroTeri Baat ChalayMeri Raat Katay

Kal Raat Ik Mahfil HoeMahfil Main Ik Baat HoeIk Chand Mujhay Nazar AayaBas Ankhon Say Molaqat HoeEs Chand Ki Naram Nigahon SayEs Dil Ki Har Ik Baat HoeEs Chand Ki Ghani Zulfon MainKab Sham Hoe Kab Raat HoeBas Yeahe Ik Baat HoeIk Naey Pyar Ki Shurwat HoeKal Raat Ik Mahfil HoeMahfil Main Ik Baat Hoe

chand se phul se ya meri zuban se suniyehar taraf aap ka qisa jahan se suniyesab ko aata hai duniya ko sata kar jinazindagi kya muhabbat ke dua se suniyemeri aavaz parda mere chehare kamain hun khamosh jahan mujhako vahan se suniyekya zaruri hai ki har parda uthaya jayemere halat apne apne makan se suniyePoet of the poem/ghazal or nazam : Nida Fazli

Raat Ka Aakhri Pehar Tha…!Mujh Se Chaand Ne KahaHumnasheen AlvidaMujh Ko Neend Aa Rahi HaiKal Milain Ge Isi JagahMen Sun Kar Muskura DiyaUs Ko Batla DiyaJaanay Walay Lout’tay NhiTum Nhi Aao GeMujhe Hai YaqeenMeri Baat Sun Ke Woh Ruk GayaAur Kehnay LagaTum Se Wada KaroonPhir Poora Na KroonAisa Mumkin NhiSun Aey HumnasheenMen CHAAND Hoon Insaan Nahi

hum ko dushman ke nigahon se na dekha kijepyar hi pyar hain hum hum pe bharosa kijechand yadon ke siva hath na kuch aayegais tarah umregurezan ka na picha kijeroshni auron ke aangan mein gavara na sahikam se kam apne hi ghar mein to ujala kijekya khabar kab wo chale aayenge milane ke liyeroz palkon pe nai shamaen jalaya kijePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Rais Akhta

chandani chat pe chal rahi hogiab akeli tahal rahi hogiphir mera zikr aa gaya hogawo barfsi pighal rahi hogikal ka sapana bahut suhana thaye udasi na kal rahi hogisochata hun ki band kamare maiek shamasi jal rahi hogitere gahanon si khankhanati thibajare ke fasal rahi hogijin havaon ne tujh ko dularayaun mai meri gazal rahi hogiPoet of the poem/ghazal or nazam : Dushyant Kuma

Ye haqiqat hai ki hota hai asar baton meintum bhi khul jaoge do char mulaqaton meintum se sadiyonki vafaon ka koi nata na thatum se milane ke lakiren thi mere hathon meintere vadon ne hamen ghar se nikalne na diyalog mausam ka maza le gaye barasaton meinab na suraj na sitare na shaman na chandapne zakhmon ka ujala hai ghani raton meinPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

Na ghar bar na koi thikana khanabadosh hainapna kam hai chalte jana khanabadosh hainchand aur suraj sathi sadiyon sadiyon kedonon se rishta hai purana khanabadosh hainrang badalate mausam jaisi apni hasti haibarish va dhup se kya ghabarana khanabadosh hainapne liye hain donon barabar ae duniya valokya butakhana kya maikhana khanabadosh hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

samane hai jo use log bura kahate hainjisako dekha hi nahi usako khuda kahate hainzindagi ko bhi sila kahate hain kahanevalejinevale to gunahon ke saza kahate hainfasale umr ke kuch aur bada deti haijane q log use phir bhi dawa kahate hainchand masum se patton ka lahu hai “fakir”jisako mahbub ke hathon ke hina kahate hain Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sudarshan Faaki

Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap kaho raha hai har taraf charcha hamara aap kachand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahichaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap kaishq mein aise bhi hum dube hue hain aap keapne chehare pe sada hota hain dhoka aap kachand suraj dhup subah kahkashan tare shamahar ujale ne churaya hai ujala aap kaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wajida Tabassum

tum se berangiehasti ka gila karana thadil pe anbar hai khungashta tamannaon kaaj tute hue taron ka khayal aaya haiek mela hai pareshan si ummidon kachand pazmurda baharon ka khayal aaya haipanv thak thak ke reh jate hain mayusi meinpurmahan rahguzaron ka khayal aaya haisaqiobada nahi jamolabeju bhi nahitum se kahana tha ki ab aankh mein aansu bhi nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Akhtar ul Iman

Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar KrnaUnhain Apni Aagosh Mein LenaUnhain Pyar Se Thapki DenaOr KehnaUnhain Koi Yad Krta HaAe Barish Apne Nanhe Qatron SeUn K Chehre Ko Bigho Dena Un KGalon Ko Chom Lena Un KHathon Pe Bosa Dena Or KehnaUnhain Koi Yad Krta HaiAe Pholo Apni Khusbo Se Un KAngan Ko Mehka Dena Un KGhar Ko Moatar Rakhna ApniPattian Un Pe Bikhra Dena UnhainHalka Sa Jagana Or KehnaUnhain Koi Yad Krta Ha

chand tanha hai aasman tanhadil mila hai kahan kahan tanhabujh gai aas chup gaya tarathartharata raha dhuan tanhazindagi kya isi ko kahate hainjism tanha hai aur jan tanhahamsafar koi gar mile bhi kaheendonon chalate rahe tanha tanhajalati bujhati si raushani ke paresimata simata sa ek makan tanharah dekha karega sadiyon takchod jayenge ye jahan tanhaPoet of the poem/ghazal or nazam : Meena Kumari ‘Naaz’

Tujh Sa Chand Pal Jo Bichron To Ghabara Jata Hy DilMasoom Si Ankhon K Liye Azaab Ban Jata Hy Dil Ay Mary Chand Kabi Nikal Ao Hijar Ki Raaton MainTeri Khatir To Her Sham Sa Pahly Doob Jata Hy DilTary Sath Kasa Rishta Hy Mujhy Khud B Maloom NahiBus Tara Naam Koi Or Ly Itni Si Bat Par Toot Jata Hy DilMain Na Suna Tha K Ishq Ik Samundar Hy LakinInsan Tarp Tarp K Marta Hy Or Payasa Rah Jata Hy DilShare By : Mujahid Khan