Hum Nay Kaanton Ko Bhi Narmii Say Chuhwaa HayAksar Log BeDard Hain Phoolon Ko Massal Detay Hain
Hum Nay Kaanton Ko Bhi Narmii Say Chuhwaa HayAksar Log BeDard Hain Phoolon Ko Massal Detay Hain
Tarif Karen Kya Aapki Alfaz Nahi Milte Aap Jaise Chaman Ke Phool Baar Baar Nahi MilteChand se hasen hai chandni, Chaandni se hasen hai raat, Raat se hasen hai zindgi, Aur woh zindagi hain aap…!Share with us more tareef shayari in Hindi /Urdu in comments section below so that others can do tarif of their lovers as well.Tareef shayari is really important for lovers because they think their boyfriend or girlfriend is the most cute person in the world to themm them they need tarif shayri or poetry. Sms msgs are the most common way to tell girs that they are most beautiful.Urdu and Hindi Poets most use phrases like chand / moon , flower etc for beauty and if you say a girl like chand of phool it means its height of khubsurti ki tarif.Tarif shairy is not only for lovers but husband wife , ofice workers and others can also praise each other through these by sms messages
Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya HaiKasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya HaiKyon Dosh Dete Hein Hum Kanto KoZakham To Humne Phulo Se Paaya Hai
Kaun Sa Phool Paish Karon,Koi Phool Gulab Nahin,Aap To Khud Aik Gulab Hain,Jiska Koi Jawab Naheen…
Phool Khud Apney Husn Mai Gum Hain Unko Kab Chahne Ki Fursat HaiAao Kaanton Sey Dostee Ker Lein Jinko Hamdardon Kee Zaroorat Hai
Mitti Ki Anokhi Murat Ho Tum,Zindagi Ki Ek Zarurat Ho Tum,Phool To Khubsurat Hote Hai,Phoolon Se Bhi Khubsurat Ho Tum.
Aaj Socha K Jawab Kya BhejooAp Jaise Logo Ko Khitab Kya BhejoKoi Aur Phool Ho To Mujh Ko Nahi MaloomJo Khud Ghulab Ho Ose Ghulab Kya Bhejo
Phool Sa Aik Kalaam Or SahiAik Ghazal Usky Naam Or Sahi
BreBahar NePhool Ka ChehraApne Banafshi Hath Main Le KarAise ChoomaPhoolk Sare DukhKhushboo Ban Kar Beh Nikle
wohi jhuki hui belen wohi daricha thamagar wo phulsa chehara nazar na aata thamain laut aaya hun khamoshiyon ke sahara sevahan bhi teri sada ka gubar phaila thaqarib tair raha tha baton ka ek jodamain aabju ke kinare udas baitha thabani nahi jo kaheen par kali ke turbat thisuna nahi jo kisi ne hawa ka nauha thaye aaditirchi lakiren bana gaya hai konmain kya kahun ki mere dil ka varaq to sada thaudhar se barha guzra magar khabar na huiki zeresang khunuk paniyon ka chashma thawo us ka aksebadan tha ki chandani ka kanvalvi nili jhil thi ya aasaman ka tukada thaPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Shakeb Jalali
Dosti Ki Andekhi Surat Ho AapKisi Ki Zindagi Ki Zarurat Ho AapKhubsurat To Phool Bhi Bahut HaiPar Phulo Se Bhi Ziyada Khubsurat Ho Aap
Bewafaa Voh Nahi Hum Hi Kharab TheZeher Ki Zarurat Nahi Mar Jayenge Shrab SeKaante Mehsus Hi Nahi Hue KyonkiPyar Hi Itna Tha Uss Gulab Se
Tumhari Is Ada Ka Kya Jawaab DuApna Dost Ko Uphaar Kya DuKoi Acchha Sa Phool Hota Toh Mali Se Mangva LeteJo Khud Gulaab Ho., Usko Kya Gulaab Du
Lafzon Mein Fasaane Dhoondte Hai Hum Log,Lamhon Mein Zamaane Dhoondte Hai Hum Log,Tu Zeher Hi De Sharaab Keh Kar Saqi,Jeene Ke Bahaane Dhoondte Hai Hum Log,Har Zakhm Ko Seene Pe Saja Lete Hai,Har Dard Ko Hum Dil Mein Basa Lete Hai,Tum Phoolon Pe Sote Ho To Dukhta Hai Badan,Hum Kaanto Ko Aankhon Se Laga Lete Hai..!!!
Tamaam Shehar Main Ab Tu Hai Raaj Kaantoon KaMujhay Qubool Nahi Yeh Samaaj Kaantoon KaChalo K Kuch Tu Tassalli Hoi Meray Dil KoIsi Main Khush Hon K Paya Khiraaj Kaantoon KaHamaray Phool Se Chehroon Ko Nochnay WalonKabhi Tu Tum Pe Bhi Uteray Anaaj Kaantoon KaSunmbhal Sektay Nahi Ham Yeh Ghum Ki JaageerainUtaar Lijiay Ser Se Yeh Taaj Kaantoon KaYeh Aur Baat K Gul Ki Tarah Mehaktay RahayWagerna Rakhtay Thay Hum Bhi Mizaj Kaantoon KaBuhat Ajeeb Se Lehjay Main Baat Kerta HaiHai Aaj Phool Main Kuch Imtezaaj Kaantoon Ka