Jab mein kehta hoon Ya’Allah mera haal dekh, Hukkam hota hai ke apna naama amaal dekh..
Jab mein kehta hoon Ya’Allah mera haal dekh, Hukkam hota hai ke apna naama amaal dekh..
Ya rab teri shan jal-e-jalaal hai, Meri maang rizq-e-halaal hai, Meri aajzii ko karo qabool, Meri zindagi ka sawaal hai..
Ki muhammad (s.a.w) se wafa tune to hum tere hain, Ye jahaan cheez hai kya loh-o-qalam tere hain.
Meray Bachpan Ke Din Bhi Kya Khoob The, Be-Namazi Bhi Tha Aur Be-Gunah Bhi…
Mitt jaye gunaahon ka tassawur hi jahan se Iqbal, Agar ho jaye yakeen ke khuda dekh raha hai..
Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf Khate Hain Jinhe Yakin Nahi Wo Doob Jate Hain Farishte Qabr Me Kuch Aur Poochhte Hi Nahi Zuban Pe Naam-E-Ali Sun Ke Laut Jate Hain
Mere aamal ka badla to jahannum hi tha Maii to jaata magar sarkar(s.a.w.)ne jaane na diya
“Anmol Bat” Jab “RAB” se baat karne ko dil chahe to “NAMAZ” parha karo, Or jab tm chahte ho k “RAB” tm se baat kare to “QURAN” parha karo.
Muhammad ki ghulami bara sila dy ge, Chahray ko gulab ki tarh khila dy ge, Mat chorna kbi dam-e-mustafa, Ye muhabbat tumhen Allah sy mila dy ge.
Aik muddat ke baad hum ne yeh jaana aye Khuda, Ishq teri zaat se sacha hai, baki sab afsaney..
Bahut Nawazaa hai Hamare KHUDA ne Hamein. . Hamare AMAAL ke barabar mil’ta. . Toh shayad kuch bhi na mil’ta. . .
Banai Kya KHUDA Ne Sohni Surat MUHAMMAD Ki Huye Aashiq Wo Jisne Dekh Li Surat MUHAMMAD Ki Kamal-E-Husn-E-Yusuf Pr Faqt Ashiq Zulekha Thi KHUDA Khud Jis Pe Ashiq Hy Wo Surat Hy MUHAMMAD Ki Muslamano Ko Jab Janat K Darwazy Pe Rokengy Hukum Hoga K Jany Do Ye Ummat Hy MUHAMMAD Ki
Mohabbat Kis Se Ki Jaye . .? Duniya Se .? Ye To Rulaati Hai . Phoolon Se .? Ye To Murjhaa Jaate Hain . Paise Se .? Ye To Rishte Torta Hai . Bulaandi Se .? Ye To Mun Ke Bul Giraa Deti Hai . Khushi Se .? Ye To Waqti Tor Ki Hoti Hai . Logon Se .? Ye To Bewafa Hote Hain . To Phir Akhir Mohobbat Kis Se Ki Jaye . .?. . . . MUHAMMED (S.A.W.W.) Se . . . Jo Us Din Bhie Saath Nibhaein Ge Jis Din Maa Baap Bhie Apni Awlaad Ko Bhool Jaein Ge. . . .=) Sub’Haan’ALLAH. . . =’)?
Karam jab Aaall-e-Nabi ka shareek hota hai, Bigar bigar ke har kaam theek hota hai..
Tere ikhteyaar mein kya nahin mujhe is tarah se nawaaz de, Meri yun dua’ein kubool kar ke mere lab pe koi dua na ho..