Kis Baat ka hai Nasha Tujhko,Kis cheez par Tujhe Ghuroor HaiHar Ek Neymat Khuda Ki Hai,Phir Kis Liye Tu Maghroor Hai…

Kyun na gharoor karta mein apney aap pey “FARAZ”Mujhe us ney chaha jis ka chahnay waly hazaron the.

Kasoor un ka b is ma koi nhi haiQaisarUnhain chahat hi itni mili k gharoor aa gya….

Rootha tha jis gharoor say wo bhi to yaad karAankhon main tairi aaj ye’ aansoo fazool hain

Aaundi samajh na saathu ki kasoor ho gayaSaade PYAR vaala sheesha choorchoor ho gayaAssi Sohneya de magar 4 din hi gayeUnna nu apne HUSN da garoor ho gaya

Chand ko garoor hai apni chandini,key uskey paas bahut noor hai,mein kis par garoor karon,,,,,,,,,mera chand hi mujhse bahut door hai.

Kitne guroor mein hai woh mujhe tanha chhod keUnhe maloom nahi mere aansu mujhe tanha hone nahi dete.

Kab tak raho ge aakhir yun door door hum seMilna pare ga aakhir ek din zaror hum seDaman bichaane wale ye be rukhi hai kesiKeh do agr hua hai koi kasoor hum se Hum cheen lenge tumse ye shanebynyziTum mangte phiro ge apna garoor hum se

meri rooh jesay kuchal gya,koi shaks aisy badal gya,ye kis ka harfe dua raha,k main girty girty sanbhal gya,teri yaad jab aany lagi,mera dard jesy behal gya,meri qismaton ka qaafla,kisi aur janib nikal gya,tumhain dekhty hain bysabab,koi khawab mera machal gya,mera patharon sa garoor tha,magar tery aqgy pighal gya.

Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab HuSawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab HuJo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab HuDuniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha AsSabse Nashili Aur Badnaam Sharaab HuSar Uthakar Dekho,Wo Dekh Raha Hai TumkoJisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab HuDil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu

Gharoorehusn serapa nayaz ho tera Taweel raaton mein tu bhe qarar ko tersayTeri nigah kisi gham gusaar ko tersayKhizaan raseedah tamanna bahar ko tersay Koi jabeen na teray sunnateaastaan pe jhukay Keh Jinseizzoaqeedat se tujh ko shaad kerayFarebewadah farda pe aitemaad kerayKhuda woh waqt na laye keh tujh ko yaad aye Woh dil keh teray liye beqarar ab bhe haiWoh aankh jis ko tera intezaar ab bhe hai

Gir Jaye Jo Dewar Tu Matam Nahi KertayKartay Hain Boht Log Magar Hum Nahi KertayHai Apni Tabiat Main Jo Khami Tu Yehi HaiHum Ishq Tu Kertay Hain Magar Kam Nahi KertayNafrat Se Tu Behter Hai Ke Rastay Hi Juda HoonBekar Guzar Gahon Ko Baham Nahi KertayHer Sans Mein Dozakh Ki Tapish See Hai Magar HumSoraj Ki Terhan Aag Ko Madham Nahi KertayKia Ilm Ke Roatay Hon Tu Mar Jatay Hoon AliWo Log Jo Kabhi Ankhon Ko Naam Nahi Kertay

chand ko garoor hai q ke us ke pass noor haimain q garoor karo mera chand toh dhoor hai

Koi to hai jo zulm kay hamlon say door haiKoi to hai jo zabt e wafa ka gharoor haiAb tak jo sar nigon na hua percham e HussainIss per kissi kay haath ka saaya zaroor hai.

Ye Jo Pani Mein Sunehera Garoor Utar Aya HaiZaroor Usne Pani Mein Payu Utara Hoga