Har Taraf Noor Hai Khushboo HaiTeri Ankhon Mei Kaisa Jadu HaiSari Duniya Hai Meri Jholi MeiOur Duniya Meri Bus Tu Hai

Meri Khushbu Tumhein Kho Legi Gulabo Ki TarahTum Agar Khud Se Na Bolo Ge To Yaad AaongaSard Raato Ke Mahkte Huey Sanato MeinJab Kisi Phool Ko Chumoge To Yaad Aaonga

Teri Hasti Se Teri Zaat Se Khushbu AayeTu Jo Boly To Teri Bat Se Khushbu Aaye ,TujhKo Dekhon To Meri Aankh Mehak Si Jaye ,TujhKo Sochon To Khyalaat Se Khushbu Aaye ,Tu Chambeli Hy’ Nargis Hy K ! Raat Ki Rani ,TujhKo Chuu Lon To Mere Hath Se Khushbu AayeSHAKEEL MURAD ARMANI

Teri Zulf Nahi Jo Khul Kar Bikhar Jayu Ga MainMaut Aayegi To Ek Din Ek Phul Se Mar Jayu Ga MainGamEZindgi Mein Khuch Kadam Sath Chal Kar To DekhPhool Ban Kar Teri Raho Me Bikhar Jayuga Main

Bas Gayi Hai Ye Mere Ahsaas Main Kaisi MahakKoi Khushboo Main Lagaoon Teri Khushboo Aaye

Rangat Teri Zulfo Ki Ghatao Ne ChuraiKhusboo Tere Anchal Se Hawao Ne UdaiPaimane Ka Dil Na Tut Jaye To Kahu MainHai Cheez Gazab Ki Jo Nigaho Ne Pilai

Sada Deti Hai Khushbu Chand Tare Bol Padate HainNazar Jaisi Nazar Ho To Nazare Bol Padte HainTumhari Hi Nigahon Ne Kha Hai Hum Se Yeh AksarTumhare Jism Par To Rang Sare Bol Padte HainMehak Jate Hain Gul Jaise Saba Ke Chuum Lene SeAgar Laharen Mukhatib Ho Kinare Bol Padte HainZuban Se Baat Karne Mein Jha Rusvai Hoti HaiWha Khamosh Ankhon Ke Ishare Bol Padte HainChupana Chahte Hain Un Se Dil Ka Haal Hum LekinHamare Ansuon Mein Gum Hamare Bol Padte HainTeri Pabandiyon Se Ruk Nhi Sakti Yeh FariyadenAgar Hum Chup Rahe To Zakhm Sare Bol Padte Hain !

Phoolon Se KhushbooKhushboo Mein TumZindagi Hai Saanson MeinSaanson Mein Ho Tum

Bas Gayi Hai Meray Ehsaas Mein Yeh Kaisi MehakKoi Khushboo Lagaon Teri Khushboo AyeUs Ney Chu Ke Mujhay Pathar Se Phir Insaan KiaMuddaton Baad Meri Ankh Mein Ansoo Aye

Nikal Aaye Idhar Janab KahanRaat Ke Vaqt Aaftab KahanMeri Aakhein Kisi Ke Aansoo HainVarna In Pathron Mein Aab KahanSeb Khile Hain Kisi Ke Gaalon PerIs Baras Bagh Mein Gulab KahanMere Hothon Pe Teri Khushboo HaiChhoo Sakegi Inhe Sharab Kahan

Nikal Aaye Idhar Janab KahanRaat Ke Vaqt Aaftab KahanMeri Aakhein Kisi Ke Aansoo HainVarna In Pathron Mein Aab KahanSeb Khile Hain Kisi Ke Gaalon PerIs Baras Bagh Mein Gulab KahanMere Hothon Pe Teri Khushboo HaiChhoo Sakegi Inhe Sharab Kahan

Har Saans Jeene Ke Lie Bani HaiHar Dhadkan Me Khudaai Hi Khili HaiShikwe Shikayat Karen Bhi To Kisse KarenHume Apne Aayine Ki Bhi To Padi HaiGile Kahne Se Bhi Aakhir Kya MilegaHar Ghadi Khuda Ke Mutabik Chal Rahi HaiPhool Hai Zindagi Ek Aisa Jiski Ye KhasiyatJitna Ikhlaaq Baanto Uski Khusbu Aur Badhti Hai

lakhon shaklon ke mele mein tanha rahana mera kambhes badal kar dekhte rahana tez hawaon ka koharamek taraf aavaz ka suraj ek taraf ik gungi shamek taraf jismon ke khushbu ek taraf is ka anjamban gaya qatil mere liye to apni hi nazron ka damsab se bada hai naam khuda ka us ke bad hai mera naamPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Munir Niazi

mausam ko isharon se bula q nahi leterutha hai agar wo to mana q nahi letedivana tumhara koi gair nahi haimachala bhi to sine se laga q nahi letekhat likh kar kabhi aur kabhi khat ko jalakartanhai ko rangin bana q nahi letetum jag rahe ho mujh ko acha nahi lagatachupke se meri neend chura q nahi letePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Zafar Gorakhpuri

Sath Chalte Ja Rahe Hain Paas Aa Sakte NahiIk Nadi Ke Do Kinaro Ko Mila Sakte NahiDene Wale Ne Diya Sab Kuch Ajab Andaaz SeSaamne Duniya Padi Hai Aur Utha Sakte NahiUski Bhi Majbooriyan Hain, Meri Bhi MajbooriyanRoz Milte Hain Magar Ghar Mein Bata Sakte NahiUski Yaadon Se Mehkane Lagta Hai Sara BadanPyar Ki Khushboo Ko Seene Mein Chupa Sakte Nahi– Bashir Bad