Ek Zara Si Bhool Khata Ban GayiMeri Wafa Hi Meri Saza Ban GayiDil Lia Aur Khel Kar Torr DiaHamari Jaan Gayi Aur Un Ki Ada Ban Gayi
Ek Zara Si Bhool Khata Ban GayiMeri Wafa Hi Meri Saza Ban GayiDil Lia Aur Khel Kar Torr DiaHamari Jaan Gayi Aur Un Ki Ada Ban Gayi
Jo Wafa K Badle Sirf Bewafai Pate HaiDard Ko Chupakar Jo Hasna Sikh Jate HaiDik Tutne Ka Dard Kuch Isa Hme Sikha Jata HaiJo Ise Jamajte H Wo Ouro K Liye Ek Misal Ban Jate Hai
Gunah Karke Saza Se Darte HainZahar Pee Ke Dawa Se Darte HainDushmano Ke Sitam Ka Khauff NahiHum Toh Doston Ki Wafa Se Darte Hain..
Wafa Ka Naam Na Liya KarooWafa Dil Ko Dokhati HaiWafa Ka Naam Laytay HeeEk Bewafa Ki Yaad Ati Hai
Tere SheherEWafa K Logon Ne,Pehle Pyar Kiya Phir Chhor Dia,Mujhe Sagar Samajh K Peetey Thay,Jab Piyas Bujhi Tab Torr Diya…?
Hum Na Rahen Bhi Tou Humari Yaadain Wafa Karengi Tum SeYe Na Samajhna K Tumhain Chaha Bas 2 Din K Liye…
Roya Hai Dil Aankh Muskurai HaiYun Hi Humne Wafa Nibhai HaiJo Na Ek Lamha Bhi Humein De PayeUski Khatir Humne Saari Umar Gavai Hai
Muhabat Ko Dolat Ki Nazar Se Na Dekh Ae GHALIBAhlEWafa Aksar Gareeb Huwa Kartay Hain…!
Yahi Bohat Hai K Qayam Rahay Wafa Ka BharamKoi Kisi Ka Howa Bi Hai Ummer Bhar K Liyey
Mohabbat Kar Kay Dekhi Toh Mohabbat Ko Pehchana HaiWafa Buss Naam Ki, Bewafai Ka Fasana Hai
Wafa Ka Naam Na Lo YaroWafa To Dil Dukhati HaiAaj Bhi Koi Wafa Ki Baat Karta HaiTo Humhe Kisi Bewafa Ki Yaad Aati Hai
Qurb Key Na Wafa Key Hote HainSary Jhagre Ana Key Hote HainWo Humara Hai Is Tarha Se FaizJaise Bande Khuda Key Hote Hain
Ajab Tamasha Hai Matti Se Bane Logon Ka…..Bewafai Karo To Rote Hain, Agar Wafa Karo To Rulate HainShare By : Umar Mahmood
Apki Chahat Ki Qadar Karte HainSalam Apki Dosti Ki Nazar Karte HainJo Karte Hain Wafa Hum SeJaan Apni Hum un Ki Nazar Karte Hain
Zehar Maanga To Bas Duhayee MiliPyar Maanga To Sirf Ruswayee MiliSaath Maanga To Hame Tanhayee MiliAur Wafa Chaahi To Bewafayee Mili