Qurb K Na Wafa K Hote HainSaray Jhagray Ana K Hote HainBaat Niyat Ki Sirf Hai WarnaWaqt Saray Dua K Hote HainBhool Jate Hain, Mat Bura KehnaLog Putlay Khata K Hote HainWo Bazahir Jo Kuch Nahi LagteUn Se Rishtay Bala K Hote HainWo Humara Hai Is Tarah Se FaizJaisay Banday Khuda K Hote Hain

Dard Ke Baad Dua Na Ho Jaana,Dekh Lena, Saza Na Ho Jaana,Mushkile To Beshumar Aayengi,Thak Na Jaana, Juda Na Ho Jaana,Ishq Ki Intiha Nahi Hoti,Ishq Ki Intiha Na Ho Jaana,Zindagi Dard Se Ibarat Hai,Zindagi Se Khafa Na Ho Jaana,Ek Tumhi Ko Khuda Se Manga Hai,Tum Kahi Bewafa Na Ho Jaana..!!!

Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kaafi HaiTamaam Umr Yehi Aasra Hi Kaafi HaiJahan Kahin Bhi Milo, Mil Ke Muskura DenaKhushi Ke Wastey Yeh Silsila Hi Kafi HaiMujhe Bahaar Ke Mausam Se Nahi Kuch LenaTumhare Pyar Ki Rangeen Fiza Hi Kaafi HaiYeh Log Kaun Si Manzil Ki Baat Karte Hain?Musaafiron Ke Liye Tu Raasta Hi Kaafi Hai

Kuch Dur Hamare Sath ChaloHum Dil Ki Kahani Keh Dain GeSamjhe Na Jise Tum Ankhon SeWoh Bat Zubani Keh Dain GePholun Ki Tarah Jab Hounton PeEk Shokh Tabassum Bikhre GaDheere Se Tumhare Kanoun MeinEk Baat Purani Keh Dain GeIzhareEWafa Tum Kia JanoIqrarEWafa Tum Kia JanoHum Zikr Karain Ge Ghairun KaAur Apni Kahani Keh Dain Ge

Vafaa Ke Khvaab Muhabbat Kaa Aasara Le JaaAgar Chalaa Hai To Jo Kuchh Mujhe Diyaa Le JaaMaqaamESuudOZiyaan Aa Gayaa Hai Phir JaanaanYe Zakhm Mere Sahii Tiir To Uthaa Le JaaYahii Hai QismatESaharaa Yahii Karam TeraaKi Buund Buund Ataa Kar Ghataa Ghataa Le JaaNadaamaten Hon To Sar BaarEDosh Hotaa Hai‘Faraz’ Jaan Ke Evaz Aabaruu Bachaa Le Jaa

jine wale qaza se darate hainzeher pikar dawa se darate hainzahidon ko kisi ka khauf nahisirf kali ghata se darate hainaah jo kuch kahe hamen manzurnek bande khuda se darate haindushmanon ke sitam ka khuaf nahidoston ke wafa se darate hainazmohimmat ke bavajud “shakeel”ishq ke ibtada se darate hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shakeel Badayuni

jab bhi nazmemaikada badala gayaek na ek jamehasin toda gayajab safina mauj se takra gayanakhuda ko bhi khuda yaad aa gayamain ne cheda qissaejaurefalakjane q un ko pasina aa gayadekh kar un ke jafaon ka khulusmain wafa ke naam par sharma gayaaap ab aayen hain aansu ponchanejab mere daman pe dhabba aa gaya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri

Ya to mit jaiye ya mita dijiyekijiye jab bhi sauda khara kijiyeab jafa kijiye ya wafa kijiyeaakhari waqt hai bas dua kijiyeapne chehare se zulfen hata dijiyeaur phir chand ka samana kijiyehar taraf phul hi phul khil jayengeaap aise hi hanste raha kijiyeaap ke ye hansi jaise ghungaru bajeaur qayamat hai kya ye bata dijiyePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Wajida Tabassum

Mutalba Humara Un Sy Kuch Bhi Zyda NahiMurta To Hai Hum Py Woh Aur Khabi Jutata NahiHum Ny Kub Chaha Jee Jan Sy Woh Chahy Humein BhiPer Woh To Itna Zalim Hai Dykh K Bhi Muskrata NahiKerta To Hai Roshniyaon Ki Barish Ka Wada AkserFilhaal To Andhyry Mein Hath Bhi Barhata NahiAye Dil To Hi Yaqeen Dilla Us K Ahed E Wafa KaJo Hai Sung Zamany K Aur Hum Sy Nazr Bhi Millata Nahi

Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor DiyaHar Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor DiyaWoh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula DetaUsi Ka Kam Tha Usi Ki Raza Pe Chor DiyaUs Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala RakheCheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor DiyaUs Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan KarteYeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor DiyaIss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum KoK Hum NE Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya

kisane wada kiya hai aane kahusn dekho garib khane karuh ko aaina dikhate haindarodivar muskurate hainaj ghar, ghar bana hai pahali bardil mein hai khush saliqagi bedarjama saman hai aishoishrat kakhauf dil mein farebeqismet kasozeqalbekalim aankon meinashkeummidobim aankhon meinchashmbarraheshauq ke marechand ke intazar mein tarePoet of the poem/ghazal or nazam : Josh Malihabadi

Mujhey Deewana Sa Laghtey Hain Terey Sheher Ke LogMerey Daa An Se Ulajhtey Hain Terey Sheher Ke LogMain Gaya Waqt Hoon, Wapas Naheen Aaney WalaKiun Mera Raasta Taktey Hain Terey Sheher Ke LogJab Bhi Aata Hey Mera Naa Terey Naa Ke SaathMeri Qismat Pey Sulagtey Hain Terey Sheher Ke LogAur Kiyaa Doon Tujhey Ain Apni Wafaaon Ka SubootAb Merey Haal Pey Hanstey Hain Terey Sheher Ke Log

Yehi Wafaa Ka Silaah Hai, To Koi Baat NahiYeh Dard Tum Ne Diya Hai, To Koi Baat NahiYehi Bohot Hai Ke Tum Dekhte Ho Sahil SeSafeena Doob Raha Hai, To Koi Baat NahiRakha Tha AashiyanaEDil Main Choopa Ke TumkoWoh Ghar Tumne Chor Diya Hai To Koi Baat NahiTum Hi Ne AayenaEDil Mera Banaya ThaTum Hi Ne Tor Diya Hai To Koi Baat NahiKise Majaal Kahe Koi Mujh Ko DeewanaAgar Yeh Tumne Kaha Hai To Koi Baat Nahi

chashmemayagun zara idhar kar dedastekudarat ko beasar kar detez hai aj dardedil saqitalkhiemay ko teztar kar dejoshevahashat hai tishnakam abhichakedaman ko tazagar kar demeri qismat se khelane walemujh ko qismat se bekhabar kar delut rahi hai meri mataeniyazkash! wo is taraf nazar kar de‘faiz’ takmilearazu malumho sake to yun hi basar kar dePoet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz

Ae Ishq Na Ched Aa Aa Ke HumeinHum Bhooley Hoon Ko Yaad Na KarPehle Hi Bahut Nashad Hai HumTu Aur Humein Nashad Na KarQismat Ka Sitam Hi Kafi HaiYe Taza Sitam Iijaad Na KarYun Zulm Na Kar Bedaad Na KarRaaton Ko Uth Uth Kar Rote HainRo Ro Ke Dua’ein Karte HainAankhon Mein Tasavvur, Dil Mein KhalishSar Dhunte Hain Aahein Bharte HainAi Ishq Ye Kaisa Rogg LagaJeete Hain Na Zalim Marte HainIn Khwabon Se Yun Azaad Na Ka