jab bhi nazmemaikada badala gayaek na ek jamehasin toda gayajab safina mauj se takra gayanakhuda ko bhi khuda yaad aa gayamain ne cheda qissaejaurefalakjane q un ko pasina aa gayadekh kar un ke jafaon ka khulusmain wafa ke naam par sharma gayaaap ab aayen hain aansu ponchanejab mere daman pe dhabba aa gaya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Fana Nizami Kanpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login