Dosto Ki Mehfil Mai Ab Raha Kuch Bhi NahiEk Jurm Tha Muhabbat Ka Or Khata Kuch Bhi Nahi

Reh Na Pao Gay Kabi Bhula Kar Dekh LoYaqeen Nahi Ata To Azma Kar Dekh LoHar Jaga Mehsos Hogi Kami HamariApni Mehfil Ko Kitna B Saja Kar Dekh Lo

Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa DeteHar Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza DeteYe Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe WarnaDaastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete

Palkain Neend Se Bhojal Zaroor Hain Lakin. So Gaye Hum Tu Mehfil Ujarr Jaye Gi…

Aaj Fir Wo Izhar Karke Inkar Kar GayeFir Khamosh Nazron Se Var Kar GayeJab Poochi Mehfil Main Dil Todne Ki WajahMajboori Ka Aasra Dekar Sharmsar Kar Gaye

Mehfil Mein Aane Jaane Ke Kabil Nahi RahaWo Geet Ho Jo Gaane Ke Kabil Nahi RahaMein Kya Sunao Apni Tabahi Ki DastanDuniya Ko Main Dikhane Ke Kabil Nahi RahaUmar Bhar Pyasa Raha Hus Hus Ke Jeena Ke LiyaMeri Aankho Mei Bahut Aanshu Hai Pinee Ke LiyaKoi Saathi Nahi Koi Mera NahiMere Dil Mein Khushi Ka Basera NahiLikhne Wale Ne Likhi Hai NaakamiyaMeri Kismat Mein Koi Sawera Nahi

Layega rang zabtefugan dekhte rahophutegi har kali mein zuban dekhte rahobarpa sarehayat hai ik hashredarogirdeta hai kon kis ko aman dekhte rahodam bhar ko aastanetamanna pe hai hujumjaye bichad ke kon kahan dekhte rahomilane ko hai khamoshieahalejunun ke daduthane ko hai zamin se dhuan dekhte rahomahafil mein un ke shama jali hai ki janodilkhulata hai kab ye razenihan dekhte rahoaayi nigaregam ke sada ‘hosh’ hum chaletum imtiyazesudoziyan dekhte rahoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hosh Tirmazi

Mehfil Na Sahi,Tanhai To Milti Hai,Milna Na Sahi,Judai To Milti Hai.Kaun Kehta Hai Ki Pyar Mein Kuchh Nahi Milta,Wafa Na Sahi,Bewafai To Milti Hai.

Yun Mehfil Nahi Hoti Our Nazaare Nahi HoteYun Chand Ke Pehlu Main Sitare Nahi HoteHam Is Lye Karte Hen Aap Ki FikarKiunki Dil Ke Kareeb Sare Nahi Hote

Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane KoChale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane KoChalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara KoiTo Tum Bhi Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko

Veeraan Hai Mehfil Meri Jab Se Tum Gaye HoBujh Gayi Hai Saari Roshni Jab Se Tum Gaye HoAndheron Ke Saaye Mein Hai Rooh MeriRoshni Ne Chhora Daaman Jab Se Tum Gaye Ho.

Hum Ai Hai Ap Ki Mehfil MaiHumara Salam Kabool Kigeye GaHar Muskil Gari Mai AoHumara Sath Zaroor Digeye GaJab Ruhksat Ho Jai Is Duniya SeTo Humari Qabar Pe Dua Zaroor Kigeye Ga

Gham Na Kar Zindagi Bahut Badi Hai,Chahat Ki Mehfil Tere Liye Saji Hai,Bas Ek Baar Muskura Kar Tho Dekh,Taqdeer Khud Tujhse Milne Bahar Khadi Hai…Share By : Bindu Mahajan

Mehfil Hain Shairana, Naam Hamara Bhi Dharz Hain,Achi Si Ek Shayri Sunana Ab Hamara Bhi Farz Hain,Agar Aaj Na Sunaai To Hum Pe Tumhara Karz Hain,Par Suru Karney Seh Pehlay Ek Baar Adab Arz Hain,

Beetay Dino KiWoh YaadeinWoh BaateinWoh Larna JhagarnaAur Phir MilnaSab Yaad AaigaJab Bhi Dhundogay Mujh KoNahi Mil Sakunga Kisi DarmiyaanTo Ehsas HogaKoi KhogayaAbhee To Yaheen Tha Kidher Reh GayaNigahein Dhundnay Se Qasir RaheingeeKami Doston Main Aksar RahegeeJab Bhi Mehfil Sajegee