Do Chaar Nahi Mujh ko Faqat Ek Hi Dikha Do.. Woh Shakhs Jo Baahir Se Bhi Andar Ki Tarha Ho.
Do Chaar Nahi Mujh ko Faqat Ek Hi Dikha Do.. Woh Shakhs Jo Baahir Se Bhi Andar Ki Tarha Ho.
Pani Main Aaks Dekh Kar Khush Ho Raha ThaPather Kisii Nay Mar Kar Manzar Badal Deaa
Kisi Aankh Ko Sada Do Kisi Zulf Ko Pukaro! Barri Dhoop Parr Rahi Hai Koi Saayebaan Nahi.
Piyasay Hontoon Say Bohat Kerta Hai Meethi BaatainHo Kay Sairaab Badal Jata Hai Lehjaa Uska
Hum Na Hote To Aapko Gazal Kaun KehtaApke Chehre Ko Kanwal Kaun KehtaYe To Karishma Hai Pyar Karne Walo KaWarna Pattharon Ko Taj Mahal Kaun Kehta
Kerker K Minnate Teri Adat Bigald DiZalim Hamne Tughe Sitamgar Bana Diya
Pathar Tha Magar Baraf Ke Galon Ki Tarah ThaIk Shakhs Andheron Mein Ujalon Ki Tarah ThaKhawabon Ki Tarah Tha Na Khiyalon Ki Tarah ThaWoh Ilm_E_Riyazi Kay Sawalon Ki Tarah ThaUljha Hua Aisa Keh Kabhee Sulajh Nahi PayaSuljha Hua Aisa Keh Misalon Ki Tarah ThaWoh Mil To Gaya Tha Magar Apna Hee MukaddarShatranj Ki Uljhi Hui Chalon Ki Tarah Tha
Sanam Ne Diya Zeher Toh Hum Has Ke Nigal GayeJab Hum Na Mare, To Humko Hi Humara Humshakal Keh Gaye!!!!!
Janti Hoon Dost,Tumhari Duniya Se Rukshati Ka Woh Din.Door Khade Main Apne Barbadi Ka Nazara Dekh Raha Tha,
Chalay Aao Kabhi Tooti Hui Choori K Tukray Se,Wo Bachpan Ki Tarhan Phr Se Mohabat Naap Lety Hain…(,”)
Fakhat Ke Is Khatir Teri Khabar Kyon Na LaiKai Bar To Seher Ki Fiza Se Bhi Ulajh Baithey Hain
Qasid Ne Khabar Di Thi k Aain Ge Shab Ko WohChiragaan Itna Kia Hum Ne k Ghar Ko Jala Dala
Ik Zara Sa GardisheDaoraan Ka Haq Hai Jis Per Mein Ne Woh Sans Bhi Tere Liye Rakh Chori Hai…
YA Kysa Khof Tha Rakhty Safar Bhi Bhool GayWO Kon Log Thy Jo Apna Ghar Bhi Bhool GayYa Kysi Kotahi Parwaz Nay Paida KiParindy Orty Howy Apny Par Bhi Bhol Gay
Ujrai Howai Logoon Sai Guraizan Na Howa KerHalat Kai Kabroon Kai Katbai Be Perha KerHer Wakt Ka Hansna Barbad Na Ker DaiTanhai Ke Lamhoon Main Kabi Ro Be Lia Ke