Na Jane Kia Mujh Se ZAMANA Chahta HaiMera Dil Tor K Mujhay Hansana Chahta HaiNa Jane Kya Bat Jhalakti Hai Mera Chahre SeHar Shakhs Mujhe AZMANA Chahta Hai…

Marneka Tere Gam Me Irada Bhi Nai HaiHai Ishq Magar Itna Zyada Bhi Nahi HaiKyon Uski Taraf Dekh Kar Paanv Nai UthteWo Shaks Hasin Itna Zyada Bhi Nahi Hai…

Qudurat Ho To Sachi Baat Bhi Mani Nahi JatiKe Chashme Toor Tak Suraj Ki Tabaani Nahi JatiAb Itna Bhi Na Apne Ko Bigaro Bugze Haider MeKe Khud Tumse Tumhari Shakal Hi Pehchani Nahi Jati

Iss Se Pehlay K BeWafa Ho JayainKyun Na Ae Dost Hum Juda Ho JayainTu B Chehray Se Ban Gya PathharHum B Janne Kal Kya Se Kya Ho JayainBandgi Hum Ne Chorr Di Hai AbKya Karrain Jab Logg Hi Khuda Ho Jayain

Dil Mein Ho Zaroorat To Mohabbat Nahi MiltiKhairat Mein Itni Badi Daulat Nahi MiltiKuch Log Un Hi Shahar Mein Humse Khafa HainHar Ek Se To Apni Tabiyat Nahi MiltiDekha Tha Jise Maine Koi Aur Tha ShayadVo Kaun Hai Jisse Teri Surat Nahi MiltiHaste Huye Chehron Se Hai Baazar Ki ZinatRone Ko Yahan Vaise Bhi Fursat Nahi Milti

Wo Bulaain Toh Kia Tamasha HoHum Na Jain Toh Kia Tamasha HoWo Kinaron Se Khelne WaleDoob Jain Toh Kia Tamasha HoBanda Parwar Jo Hum Pe Guzri HaiHum Batain Toh Kia Tamasha HoAaj Hum Bhi Teri Wafaon PerMuskurain Toh Kia Tamasha HoTeri Surat Jo Itefaq Se HumBhool Jain Toh Kia Tamasha HoWaqt Ki Chaand Saatain SagarLout Aain Toh Kia Tamasha Ho ..

Ghareeb K Jo Bachay HainKia Ajeeb Hotay HainNeend Main To Hanstay HainJagnay Par Rotay HainGhareeb K Jo Bachay HainKhawahishon K Kachay HainKhawab Dil Main Botay HainDaant Kha K Sotay HainJhoolay Main Bhelaaway KRoz Jhool Jatay HainAatay K Khilonay SayZid Bhi Bhool Jatay HainKhawahishon Main Jeetay HainHasraton Main Martay HainAatay K Khilonay SayZid Ka Pait Bhartay HainFarooq Qaisar (Uncle Sargam)

Woh Pathar Dil Sahi Hamara Bhi Ye Dawa Hai Hamaray Lab Jinhe Chu Le Wo Pathar Bol Utte RaazEHasti Kuch Nahi Aksar Yehi Dekha Gia BeKhabar Hanste Rahe Aur BaKhabar Rote Rahe Me Khanay Ki Tauheen Hai Rindo Ki Hatak Kam Zarf Ke Haath Me Agar Jaam Diya Jayai Hum Karain Baat Daleelon Se To Rud Hoti Hai Is Ke Honton Ki Khamoshi Bhi Sanad Hoti Hai Abhi Mitti Na Khunki Thi Abhi Paani Na Barsa Tha Magar BazmEAnasir Me Tere Hone Ka Charcha Tha

Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya HaiDekh Aj Insaan Kitna Magroor Ban Gaya HaiLog Milte Tu Hain Badi Garm Joshi SeDekhawa Insan Ki Fitrat Ban Gaya HaiWho Khula Gasu Lakar Jo Bazam Mein AyaShayroon Ke Lab Par Share Jam Gaya HaiDekha Jo Us Hasin Pakara Jaan Ko HumDaud Te Lahoo Ragoon Mein Jam Gaya HaiDuniya Ki Is Kahdar Bhed Who Bhadka MeinMujhe Se Mera Ghar Ke Pata Gum Gaya HaiAgar Kisi Hasen Ka Zara Jo Dupata Sarak GayAn Ki An Mein Sara Taraffic Jam Gaya Hai