Khoobsurat Tumhari Aankhen, Aankhon Mein Haya Bhi Hai Inpe Duniya Main Vaar Deta, Par Ye Cheez Khuda Ki Hai
Khoobsurat Tumhari Aankhen, Aankhon Mein Haya Bhi Hai Inpe Duniya Main Vaar Deta, Par Ye Cheez Khuda Ki Hai
Aankoun Mein Neend Na Dil Mein QararAye Door Rahnewale Har Waqt Tera Hi Inteza
Mohabbat Ka Raaz Bataya Nahi JataNighaein Samajh Lete Hay Samjaya Nhi Jata
Terey Jaisi Aankhon Waley, Sahil Per Jab Aatey HainTo Lehrain Shoor Machati Hai, Loo Aaj Samandar Dhob Gea
Tere Pyaar Bhari Aankhon Mein Aansoo Achche Nahin LagteChaahe Jitnaa Bhi Roye But Kabhi Sachche Nahin Lagte
Tumhari Aankhon Ki Kya Taarif KaronBas Inme Doob Jane Ki Khwahish HaiPehle Hi Teri Ada Ke Deewane HainAb Kis Baat Ki Gunjaish Hai
Tumhari Aankh Se Bhar Loon Suroor Aankhon MeinNazar Nazar Se Milaao Ke Main Sharaab Hoon
Go Rozaye Aqdas Ki Talab Gar Hain AankhainSach Poocho To Khud Rah Ki Deewar Hain AankhainAllah Re Ye Jurratain Be Taab NigahainBe Noor Hain Aur TalibE Deedar Hain AanakhinJis Shahar Mai Bik Jatey Hain Khud Akai KharedarUs Shahar Mai AwaraE Bazar Hain Aankhain
Aapse Door Hokar Hum Jayenge Kahan,Aap Jaisa Yaar Hum Phir Payenge Kahan,Dil Ko To Kaise Bhi Samjha Hi Lenge,Par In Aankhon Ke Aansuon Ko Chupayenge Kahan.!Share By : Gaurav Goyal
Na Jane Kyun Anhon Me Bas Gaya Hai WoHum Ne To Use Badi Be Dili Se Dekha Tha
Piyar Men Rone Wali Aankhen Khushk Bhi Hon To Kese HonJitne Men Ek Aanso Tapka Utne Men Do Aur Bane
Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hun,Na Kisi Ke Dil Ka Karaar HunKisi Ke Kaam Na Aa Sake,Main Wo Ek MushteGubaar HunMera RangRoop Bigad GayaMera Yaar Muzse Bichhad GayaJo Chaman Khiza Se Ujad Gaya,Main Usi Ki FaslleBahaar Hun
Jis Nazar Se Dekhte Rahe Is Duniya Ko HumUn Aankhon Mein Hamari Koi Pehchaan Bhi Naa Thi
Unki Aankhon Mai Bhi Halki Si Nami Rehti HaiBaatain Karte Hain Jo Oron Ko Hansane Ke Liye
Jane Kya Apki Aankon Ne Kaha Hai HumseAaj Kal Shaher Mein Har Shakhs Khafa Hai Humse