ThodiThodi Sanso K Liye,Humne Zindagi Bechi,Parchhaiyon Se Tang Aa K,Humne Roshni Bechi,Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi BechiShare By : Diksha Mahajan

Hindi Shayari of Aankhon & Eyes Teri Chahat Ab Meri Aankhon Me HaiTeri Khushbu Meri Sanson Me HaiMere Dil Ko Jo Ghayal Kar JayeAisi Ada Sirf Teri Baaton Me Hi HaiShare By : Abdul Jawad

 Jo Poochta Hai Koi Surkh Kiun Hain Aj AnkhainTo Ankh Mal Ke Kheti Hon Ke Raat So Na SakiHazar Chahon Magar Yeh Na Khe Sakon Gi Kabhi BhiKe Raat Ronay Ki Khuwhish Thi Magar Roo Na Saki

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane DeTera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane DeZakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain MujhkoSonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De……

Aansu Na Hote Aankhon MeinTo Aankhen Khubsurat Na Hoti,Dard Na Hota Duniya MeinTo Khusiyon Ki Kimat Na Hoti,Sab Muraadein Hoti Puri Chahne SeTo Khuda Ki Zaroorat Na HotiShare By : Bindu Mahajan

Mehakti Hai Teri AankhenMadhosh Karti Hai Kyo MujheSagar Se Teri AankhenUns Jagati Hai MujhmeTakti Mujhe Teri AankhenIshq Ka Jaam Pilaye MujheTeri Aankhen Yeh Teri AakhenDeewana Banati Hai Mujhe

Unki Aankhon Main Andaz Bade Hi Gehre Rehte HainChhup Chhup Ke Wo Taaron Se Hamari Batein Kehte HainJab Koi Puchta Hai Unse Is LutfeZindgi Ki WajahNa Jane Kyu Wo Nazren Jhukaye Muskurate Rehte Hain

Lahoo Ronay Se Darta Hoon , Juda Honay Se Darta HoonMeri Aankhain Batati Hain K Main Sonay Se Darta HoonMeri Unggli Pakar Laina Mujhe Tanha Nahi KarnaYe Dunya Aik Maila Hai Tumhain Khonay Se Darta Hoon

Chadenge Jab Pyare RangEk Meri Dosti Ka Rang Bhi ChadhanaLagne Lagenge Tumhe Suhane Sare RangAur Meri Dosti Ka RangChamkega Hurdum Tumhare Sang.Bolo Sarararara….Wish You A Very MastifulAnd Colourful Happy Holi!

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hun, Na Kisi Ke Dil Ka Karaar HunKisi Ke Kaam Na Aa Sake, Main Wo Ek MushteGubaar HunMera RangRoop Bigad Gaya, Mera Yaar Muzse Bichhad GayaJo Chaman Khiza Se Ujad Gaya, Main Usi Ki FaslleBahaar Hun

Sham Se Ankh Main Nami Se HaiAaj Phir Aap Ki Kami Se HaiDaffan Kardoo Hamien K Sanss MillyNabz Kuch Deer Se Thami Se HaiWaqat Rahta Nahi Kahien Tik KarUss Ki Addat Bhi Aadmi Se HaiSham Se Ankh Main Nami Se HaiAaj Phir Aap Ki Kami Se Hai

ulati ho gain sab tadabiren, kuch na dawa ne kam kiyadekha is bimariedil ne aakhir kam tamam kiyaahdejavani roro kata, piri mein lin aankhen mundyani raat bahot the jage subah hui aaram kiyaPoet of  the Poems / Ghazal or Nazam :Meer Taqi Mee

Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki HaiUsay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki HaiKoi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana TumTumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki HaiBala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie LekinMere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab B Baki Hai

Aankhon Main Jal Raha Hai Kio Bujhta Nahi DhuhaanUthta To Hai Ghata Sa Barasta Nahi DhuhaanAankhon K Ponchne Se Laga Aanch Ka PataYun Chehra Peher Lene Se Chuhpta Nahi DuhaanAankhon Se Aanso’on K Marasim Poorane HainMehmaan Yeh Ghar Main Aayen To Chubhta Nahin Duhaan

Neeli Neeli Ghata Barasti HayGum Ki Mati Meri Sanwarti HayAur Hay Kon Jis Ko Sochon MienDil Mien Bus Aik Tu Dhrakti HayAah Hoti Tu Nikal Bhi JatiDil Say Khwahish Kahan Nikalti HayDil Ki Basti He Jal Gai SajidAankh Say Raakh Si Barasti Hay(Poet: Sajid Hadayat +92 333 4123685)