Ishq ko benaqab hona thaaap apana javab hona thateri aankhon ka kuch qusur nahihan mujhi ko kharab hona thadil ki jis par hain naqsherangarangus ko sada kitab hona thahum ne nakamiyon ko dhund liyaaakhirash kamayab hona tha Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi

Tamanaon Ke Bahlaave Mein Aksar Aa Hi Jaate HainKabhi Ham Chot Khaate Hain Kabhi Ham Muskurate HainHam Aksar Doston Ki BeVafaaii Sah To Lete HainMagar Ham Jantey Hain Dil Hamaare Toot Jaate HainKisi Ke Sath Jab Bite Hue Lamhon Ki Yaad AaiThaki Aankhon Mein Ashkon Ke Sitaare JhilMilate Hain

Aasu Ko Aankhon Ki Dehliz Par Laya Na Karo,Aapne Dil Ka Hal Kisiko Bataya Na Karo,Log Muthi Mein Namak Liye Goom Rahe Hai,Apne Zakhm Kisiko Bataya Na KaroAankhe Kholun To Chehra Uska Ho,Aankhe Band Karu To Sapna Uska Ho,Maar Bhi Jaau To Koi Gam Nahi, Agar…Kafan Ke Badle Dupatta Uska Ho!

Aaj Na Jaane Aankhen Kyun Num HueEk Dost Ki Ruksat Ne Humen Rula DiJaan Kar Bhi Hum Uske Paas Na Ho SakeAise Rab Ne Humen Saza DiKhamosh Hai Aankhen Phir Bhi Kuch Na Kahe PayeJoh Kismat Mein Likha Tha Kudha Ne Humen Sikha DiAage Na Poochu Kaise Dard Badta GayaKe Aaj Uske Jaane Ki Kabhar Humen Rula Di

Aankhain Tanha Ho Jati HainDard Ka Sehra Ho Jati HainDil Ka Kia Hai Dil Ki BatainAksar Ruswa Ho Jati HainTo Hota Hai Lekin ShamainKaise Tanhaa Ho Jati HainTere Bin Ye Chandani RatainGhum Ka Naqsha Ho Jati HainAsl Ki Janib Laut K AksarNaslain Yakjaa Ho Jati HainKion Haar Bar Safar Ki ShamainTera Chehra Ho Jati Hain

Aap ko dekh kar dekhata rah gayakya kahun aur kahane ko kya rah gayaun ke aankhon mein kaise chalakane lagamere honton pe jo majara rah gayaaise bichde sabhi rah ke mod paraakhari hamsafar rasta rah gayasoch kar aao kuetamanna hai yejaneman jo yahan rah gaya rah gaya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Aziz Qaisi

Yeh Jhuki Jhuki AankheinYeh Ruka Ruka LehjaLab Pe Baar Baar Aa KToot’ta Hua FiqraGard Me Ati PalkeinDhoop Se Tapaa ChehraSar Jhukaaye Aaya HaIk Umr Ka Bhoola ..Dil Hazaar Kehta HaHath Thaam Loon UskaChoom Loon Yeh PeshaaniLautne Na Doon UskoKoi Dil Se Kehta HaSaare Harf Jhoote HainAitbaar Mat Karna!Aitbaar Mat Karna!

sans lena bhi kaisi aadat haijiye jana bhi kya ravayat haikoi aahat nahi badan mein kaheenkoi saya nahi hai aankhon meinpanv behis hain, chalte jate hainik safar hai jo bahata rehta haikitne barason se, kitni sadiyon sejiye jate hain, jiye jate hainaadaten bhi ajeeb hoti hain Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Gulza

Aaj Barsoon K Bad Dekhaa HaiAb Bhi Aankhon Ka Rang Gehra HaiAur Chehre Ki Sanwali Si LakeerDil Main Kitne Diye Jalaati HaiTeri Qaamat K Saye Ki KhushbooGuftugoo Main Bahaar Kaa MosumBe Sabab Aitbar Ka MousumKion Mujhe Sare Dhang Yad RaheKitni Heraan Ho Gai Khud PerMain Tujhe Aaaj Tuk Nahin BhooliPichle Mosum Ki Yaad Baqi Hai

main aarazuejan likhun ya janearazutu hi batade naz se imanearazuimanojan nisar teri ik nigah partu janearazu hai tu imanearazuik wo ke aarazuon pe jite hain umr bharik hum ke hain abhi se pashemanearazuaankhon se juekhun hai ravan dil hai daag daagdekhe koi baharegulistanearazuPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Akhtar Shirani

Tumhari In Siyah Aankhoun MainMeri Zindagi Ki Shama Jalti HaiJab Tum Kareeb SeMeri Taraf Deakhtay HoToMeri Zindagi Se Saansay Aur Barh Jati HainAur JabTum Musuratay HoToTumhari Is Muskurahat SeMera Dil Aur Zor Se Dharakta HaiAur Main Yeh Dua Mangti HoonKaash!KHUDA KarayTumhari Aankhoun KiAur Hountoo Ki MuskurahatSada Youn Hi Qaim Rahay

Aaj Barsoon K Bad Dekhaa Hai Ab Bhi Aankhon Ka Rang Gehra Hai Aur Chehre Ki Sanwali Si Lakeer Dil Main Kitne Diye Jalaati Hai Teri Qaamat K Saye Ki Khushboo Guftugoo Main Bahaar Kaa Mosum Be Sabab Aitbar Ka Mousum Kion Mujhe Sare Dhang Yad Rahe Kitni Heraan Ho Gai Khud Per Main Tujhe Aaaj Tuk Nahin Bhooli Pichle Mosum Ki Yaad Baqi Hai

Agar Jo Dil Ki Sunoge To Haar JaogeHum Jaisa Pyar Phir Kahan PaogeJaan Dene Ki Baat To Har Koi Karta HaiZindagi Banane Wala Kahan Se LaogeEk Nazar Humko Jo Dekhoge ToHar Taraf Sirf Humko PaogeYaqeen Apni Mohabbat Pe Hai Itna MujhkoMeri Chahhat Ko Dekhoge To Laut AaogeMeri Aankhon Ke Samander Mein Doob Gaye ToKahin Jana Bhi Chahoge Agar To Ja Na Paoge

Woh Aankhon Aankhon Mein Baat KarnaWoh Baatoon Baatoon Mein Raat KrnaHaansi Chupanee Ko Lub Ke AgeyHaseen Komal Sy Hath KrnaKbhi Hasanaa Kbhi RulanaaJo Yaad Aaon Tu Laut AanaHumein Tumhari Hi Justajoo HayTumhari Chahat Ki Arzoo HayYeh Baat Kbhi Tu SamjhooHumari Chup Mein Bhi Guftugoo HaySamajh Saako Tu Humein BatanaJo Yaad Aaon Tu Laut Aana..!!!

aankh jab band kiya karte hainsamane aap hua karte hainaap jaisa hi mujhe lagata haikhwab mein jis se mila karte haintu agar chod ke jata hai to kyahadase roz hua karte hainnaam un ka na koi un ka patalog jo dil mein raha karte hainhamane ‘rahi’ ka chalan sikha haihum akele hi chala karte hain Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi