Dabdaba aayi wo ankhen jo mera naam aayaishq nakam sahi phit bhi bahot kam aayalazzatemargemohabbat koi us se puchejisake lab par dameakhir bhi tera naam aayazindagi tere tasavvur se alag rah na sakinagma koi ho magar saz yahi kam aayahum pe aisi bhi gameishq mein raten guzarinjab tak aansu na bahe, dil ko na aaram aaya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Taskeen Qureshi

Doob Jata Hun Unki Aankhon MeinGahri Jheel Hain Unki AankheinBah Jata Hun Unki Aankhon MeinBahti Nadiya Hain Unki AankheinKho Jata Hun Unki Aankhon MeinAtha Sagar Hain Unki AankheinJal Jata Hun Unki Aankhon MeinJwala Mukhi Hain Unki AankheinBheeg Jata Hun Unki Aankhon MeinKali Ghata Hain Unki AankheinKya Se Kya Ho Jata Hun Unki Aankhon MeinKaisi Aur Kya Balaa Hain Unki Aankhein.

Kisi Ki Aankh Main Mujh KoKabhi Aanay Nahin DainaKe Qeematt Aansooon Ki AbbAdaa Tum Se Nahin Ho GeeNahin…Tum Yun Nahin KehnaMujhay Aansoo Nahin KehnaaMujhay Aankhon Main BastaaIk Haseen Sapnaa He Keh DainaKe Sapnay Aankh Main..Taaron Ki Tarhaa Jhilmilaatay HainMagar Thehro!Mujhay Sapnaa Nahin KehnaaKe Sapnay Toot Jaatay HainMujhay Apnaa Nahin KehnaKe Apnay Rooth Jaatay Hain

Ankhain Dekhi To Mein Dekhta Reh GayaJaam Dou Aur Donon Hi Do AatishaAnkhain Ya Maykadey K Wo Dou Baab HainAnkhain Un Ko Kahun Ya Kahun Khuab HainAnkhain Neechi Huyeen To Haya Ban GayenAnkhain Oonchi Huyeen To Dua Ban GayenAnkhain Uth Ker Jhukeen To Adaa Ban GayeenAnkhain Jhuk Ker Utheen To Khata Ban GayeenAnkhain Jin Mein Hain Qaid AasmanOZameenNergisii Nergisii, Surmageen Surmaeen

Mairi Ankhoon Mein Ansoo Ke Tarhaan Aik Raat Aa JaooTakaluf Say Banawat Say Adaa Say Choot Lagti HaiMein Shapnam Ke Zubaan Say Pholoon Ke Awaz Sunta HoonAjab Ehsaas Hai Apni Sadda Say Choot Lagti HaiAaj Ham Bichhre Hain To Kitane Rangiile Ho GayeMerii Aankhen Surkh Tere Haath Piile Ho GayeKab Kii Patthar Ho Chukii Thii Muntazir Aankhen MagarChhuu Ke Dekhaa To, Mere Haath Giile Ho Gaye

Eyt Pe Naqsh Banaya ThaKal Koi  Sapno Mein Aaya ThaAankhon Mein Ab Bhi Tasveer Hai UskiUski Aankhon Sey Jaam Churaya ThaShab Ko Tarey Ginta Hoon MainChanda Ko Chooney Ki Koshish Hooon KartaSuraj Ki Garmi Mein Tapta Hoon DinbharTaroon Ney Merey Sang Naghma Gaaya ThaNa B Naghma Hai Na Koi Naqsh HaiTasveer Nahin Hai Aankhon MeinTaron Ka Ginna Choot Gaya HaiHai Woh Kaisa Dard Paaya Tha.Mudassi

Ankhain Tarsain Teri Soorat,Dill Hai Soona Teray Bina,Aangan Bhi Soona,Kaisay Bhujay PyasIs Soonay Mann Ki,Tu Hi Batla Gauri,Kaisay Bhujay Pyas Is Mann Ki?Mann Hai Pyasa..Jewan Hai Pyasa ..Kaisay Bhujay Pyas Is Mann Ki?Sawan Ab K Baras Bhi Aya Tha..Boondain Ab K Baras Bhi Barsi Thein..Par Pyas Bhujhi Na Is Mann Ki…..Jewan Laagay Tujh Bhin Adhoora..Tu Hi Batla Gauri..Kaisay Bhujhay Pyas Is Mann Ki?

Uski Aankhon Mein Mohabbat Ka Sitara Ho GaEk Din Aayega Wo Shakhsh Hamara Ho GaYe Achanak Jo Ujala Sa Hua Jata HaiDil Ne Chupke Se Tera Naam Pukara Ho GaIshq Karna Hai To Din Raat Usse Sochna HaiAur Kuch Zehan Mein Aaya To Khasara Ho GaJis Ke Hone Se Meri Saans Chala Karti ThiKis Tarah Uss K Bagair Apna Guzara Ho GaKaam Mushkil Hai Magar Jeet Hi Loonga Uss KoMere Maula Ka VASI Junhi Ishara Ho GaWasi Shah

Khamosh palko py dariya ru ka ha abi WATumhary intzar main ek lamha ru ka ha abi WASadiyon ka fasla to tay karliya hum nySirf do Qadmo ka safar ru ka ha abi WAWaqt ky sagar pa rawan ho tum ye jan loTumhary piyar k liye ek shaks ru ka ha abi WAAjao k zindgi tamam na ho jaey meriBary ehtamam say mot ko tala ha abi WASadaen de de k bayawaz na hojaon kahi mainAjao laut k ek jumla meri zuban pe ruka ha abi WA..

Samandar Mein Otar Ti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati HainTeri Aankhon Ko Parti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati HainTera Naam Likhne Ki Ijazat Cheen Gai Hai Jab SeKoi Bhi Lafz Likhti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati HainNa Jane Ho Gai Hoon Is Qadar Hasas Main Kab SiKisi Se Baat Karti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati HainHazaroon Mausamon Ki Hukmarani Hai Mere Dil ParLekin Jab Bhi Hansti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain

Saada Se Ik Chehray PerKia Jadooger Si Aankhain HainJo Daikhay Un Ka Ho JayeJo Uteray Woh Thah Na PaayeKitnay Sapnay Jaag Rahay HainUn Palkoon K Saaye SaayeShama Sehar Si, Chara Ger Si, Naama Ber Si Aankhain HainAnjaani Pehchani BhiApni Aur Baigaani BhiAik Hi Manzer Ka Hissa HainAks Bhi Aur Hairaani BhiSahil Jaisi Lagti Hain Aur Bhenwra Jaisi Aankhain HainSaada Se Aik Chehray Per Kia Jadooger Si Aankhain Hain

Samandar Mein Otar Ti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain Teri Aankhon Ko Parti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain Tera Naam Likhne Ki Ijazat Cheen Gai Hai Jab Se Koi Bhi Lafz Likhti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain Na Jane Ho Gai Hoon Is Qadar Hasas Main Kab Si Kisi Se Baat Karti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain Hazaroon Mausamon Ki Hukmarani Hai Mere Dil Par Lekin Jab Bhi Hansti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain

Kuch Khood B They Afsurda Se,Kuch Tum B Hum Se Rooth GayeKuch Khood Hi Zakhm K Aadi The,Kuch Sheeshey Haath Se Choot GayeKuch Khood B They Hassas Boht,Kuch Apne Muqaddar Rooth GayeKuch Tum Ko Such Se Nafrat Thi,Kuch Hum Se Na Bole Jhoot GayeKuch Logo Ne Uksaya Tumhein,Kuch Apne Muqaddar Phoot GayeKuch Khood Itne Mohtat Na They,Kuch Log B Hum Ko Loot GayeKuch Talkh Haqaa’iq They Itne,K Khuwab Hi Sarey Toot Gaye

Ham Wo Bedard Hain KKhwab Luta Ker Bhe Jinheen Nend Ajatii HaSouch Souch Ker Bhi Ae Jin K Zehnun Ko Kuch Nahe HotaRo Ro Ker Bhe Jin Ki Ankheen Muskurana Nahe BholteenTot Phot Ker Bhe Jin K DilDhrakna Yaad Rakty HainHam Wo Bedard Hain KJin K AnsuuAnkhun Ka Rasata Bhool KerDil Per Girty HainTot Ker Ronay Ki Kosesh Main JoBat Be Bat Muskuraty HainRoz Mar Jany Ki Khwahis Main JoJeety Hain Aur Jeet Hi Chaly Jaty Hain!!!!

Kia Baat Kahon Un Ankhon KiJin Ankhon Pe Main Marta HoonWoh Ankhen Jheel Si Ankhen HainJin Main Doob Ke Rooz Ubherta HoonMujhe Dekhne Ke Liee Uthiti HainMiltey Hi Nazar Woh Jhuktin HainSare Jahan Main Aesi Ankhen NahiJin Ankhon Pe Main Marta HoonIn Ankhon Main Koi Ansoo Na Aee KoiKabhi Koi Gham Na Pass Aae KoiSada Muskuratin Rahen YeHar Dam Ye Dua Main Karta HoonKia Baat Kahon Un Ankhoon KiJin Ankhon Pe Main Marta Hoon