Khamosh zindagi jo bassar kar rahe hain hum, Gehre samandaron main safar kar rahe hain hum..

Najane zindagi badale gi apna rasta kab tak, Azal se hai nizam e khair o shar k sath wabaste.

Zindgi ko guzaarny k liye ik Bahaney ki Zarurt thi Log gham dety gaye aur hmari basar hoti rahi

Zindagi Ek Dukaan Khilono’n kee……. Waqt Bigraa Huwa Sa Bacha hai……!!!

Muje ye ijtamai khod koshi ka moor lagta hai, K log abb ghar nahin rakhate magar hathiyar rakhate hain.

Na afsos hai tujhe sahab na koi sharmindagi hai, Guzar rahi hai jo gunaahon mein yeh kesi zindagi hai..

Gam Na Karna Kabhi Zindgi MeKyuki Taqdeer Badalti Rehti HaiShesha Wahi Rehta HaiBas Tasveer Badalti Rehti Hai

Tere Ishq Ka Ya Sila HaMera Wajood Jo Mujh Ko Mila HaMera Paas Nahi Tu Ay HumsafarMujhy Zindagi Sa Ya Ghila Ha

Zindagi Chahiye Mohabbat MainYe Ghari Doo Ghari Ki Baat NahiAap Say Koi Bhi Nahi PehlayAap K Baad Koi Zaat Nahi

Moat Par Be Hay Yaqeen :   Eon Par Be Aetbar Hay :Dekhte Hay Pehle Kon Aata hay : Dono Ka Intezaar Hay?  

Humain Maloom Tha Anjaam Ishq Ka Lekin,Jawani Josh Par Thi, Zindagi Barbaad Kar BethayShare By : Umar Mahmood 

Zinda rehna hai to halaat se darna kaisa, Jangg laazim ho to lashkar* nahin dekhe jate.. (lashkar:group of fighters)

Tujh me bhi kuch adaayain khawhish’mandana aa gayin, Tujh se bhi bad’gumaan hain aye dil-e-deewana him..

Guzar na jaye kahin umar ehteyaaton main, Jo kaam karne hain woh deewana-war* kar daloon.. (deewana-war;like crazies)

Apni Zindagi Khud Banaai Jaati HaiDoosaron Ko Ye Kaam Na DoPyaar Nibhane Mein Kami Reh Jaati HaiLakeeron Ko Ilzaam Na Do