Mita Dain Gay Yeh Duri, Yeh Faslay SabhiKaho Gi Ik Baar Kay Milo Aa Kay KabhiNa Hon Gay Durr Phir Tum Say Is Zindagi MainKhula Rakho Tum Dar Apna, Hum Atay Hain Abhi!

Sar se chadar badan se qaba le gaizindagi hum faqiron se kya le gaimeri mutthi mein sukhe huye phul hainkhushbuon ko udakar hawa le gaimain samundar ke sine mein chattan tharaat ek mauj aayi baha le gaihum jo kagaz the ashkon se bhige huyekyon chiragon ke lau tak hawa le gaichand ne raat mujhko jaga kar kahaek ladaki tumhara pata le gaimeri shoharat siyasat se mahafus haiye tavayaf bhi ismat bacha le gaiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad

Sheher ki be charagh galion me, Zindagi tuj ko dhondati hai abhi.

Hasil agar hoi thi to hasil nahin hai kuch, Be ihtiat cheez hai dunia kahen jaise.

Zindagi aa tuje qatil k hawale kar don, Muj se abb khon e tamana nahin daikha jata.

Hasna Zindagi Hai,Has Kar Gum Bholana Zindagi Hai,Jeet Kar Hanse To Kya Hanse,Haar Kar Khushiyan Manaana Zindagi Hai

Mushkilen Dil K Irade Aazmayen GiNigahon Se Khuwabon K Parde Hataye GiGir Kar Kabhi Himat Na HarnaYehi Thokren Tumhain Zindagi Main Chalna Sikhayen Gi

Sahil Per Khare Khare Humne Shaam Kar Di,Apna Dil Or Duniya Aap K Naam Kar DYe Bhi Na Socha Kaise Guzregi ZindagiBina Soche Samjhe Her Khushi Aap K Nam Kar Di

Zindagi Ka Safar Toh Ek Haseen Safar Hai Her Kisii Ko Kisii Na Kisii Ki Talash Hai Kisii Ke Pass Manzil Hai Toh Raah Nahi Aur Kisii Ke Pass Rah Hai Toh Manzil Nahi

Zindagi Ka Matlab Aapne Bata Diya,Har Gam Ka Matlab Aapne Samjha Diya.Aap To RoKar Bhi Apne Gamon Ko Halka Na Kar Sake,Humne Khushi Ki Aaadh Mein Apne Ghamon Ko Chupa Liya.Share By : Bindu Mahajan

Pathar sulag rahe the koi naqshepa na thahum us taraf chale the jidhar rasta na thaparchaiyon ke shahar ke tanhaiyan na puchapna sharikegam koi apne siva na thayun dekhati hai gumshuda lamhon ke mod seis zindagi se jaise koi vasta na thacheharon pe jam gai thin khayalon ke ulajhanenlafzon ke justaju mein koi bolata na thakhurshid kya ubharate dil ke tahon se humis anjuman mein koi saharashana na thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mumtaz Rashid

Ek Sitara Bano Jagmagate RahoZindagi Mein Sada Muskurate Raho

Zindagi hai ya koi tofan hai, Hum to iss jene k hathon mar chale.

Tumhe Kya Pata Kaise Jeete Hai HumZahar Jindagi Ka Kaise Peete Hai Hum

Zindgi jin tasawar se jala pati thi, Hay kia log the jo daam e ajal me ae.