Aitbaar Toote TohWoh Bhi Aise Logon PerJinko Apna Hum ManeJab Bhi Gham Se Bojhal HoUnko Meherbaan MaaneinAitbaar Toote TohAise Zakhm Milte HainJo Kabhi Nahi Bhar SakteMaherbaan SaayeJab Humse Rooth Jayein TohAisi Dhoop Milti HaiAitbaar Toote TohDil Ke Aaine Jo HainWoh Bhi Toot Jaate HainWoh Jo Aks Apne HoWoh Bhi Rooth Jaate HainAitbaar Toote TohAise Zakham Milte HainAisi Dhoop Milti HaiAise Aks Khote HainLog Hans Bhi Lein ShayadDil Hamesha Roote Hain

Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya HaiDekh Aj Insaan Kitna Magroor Ban Gaya HaiLog Milte Tu Hain Badi Garm Joshi SeDekhawa Insan Ki Fitrat Ban Gaya HaiWho Khula Gasu Lakar Jo Bazam Mein AyaShayroon Ke Lab Par Share Jam Gaya HaiDekha Jo Us Hasin Pakara Jaan Ko HumDaud Te Lahoo Ragoon Mein Jam Gaya HaiDuniya Ki Is Kahdar Bhed Who Bhadka MeinMujhe Se Mera Ghar Ke Pata Gum Gaya HaiAgar Kisi Hasen Ka Zara Jo Dupata Sarak GayAn Ki An Mein Sara Taraffic Jam Gaya Hai

manindeshama majaliseshab ashkabar payaal qissa ‘meer ko hum ne beikhtiyar payashaharedil ek muddat ujada basa gamon meinaakhir ujad dena usaka qarar payaitna na dil se milate na dil ko kho ke rehtejaisa kiya tha hum ne vaisa hi yar payakya aitabar yan ka phir us ko khvar dekhajisne jahan mein aakar kuch aitabar payaaahon ke shole jis jan uthe hain ‘meer’ se shabvan ja ke subah dekha mushtegubar payaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Meer Taqi Mee

Ab To Kisi Bhi Baat Pay, Aitbaar Nahi HotaHote Hain Bass Samjhote Dilon Ke, Koi Pyar Nahi HotaKitna Bhi Samjha Leinn Hum, Iss DilENadaan KoEk Qatra Kabhi, Koi Saagar Nahi HotaDil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Ye Umar Guzar Jaati HaiKe Taqdeer Pay Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi HotaLagte Hain Jo Pal Suhane, Wo Hain Mere Bas Khaabon KeHaqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka, Deedar Nahi HotaDhal Jaate Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah LiyeInn Honthon Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota

Ab To Kisi Bhi Baat Pay, Aitbaar Nahi HotaHote Hain Bass Samjhote Dilon Ke, Koi Pyar Nahi HotaKitna Bhi Samjha Leinn Hum, Iss DileNadaan KoEk Qatra Kabhi, Koi Saagar Nahi HotaDil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Ye Umar Guzar Jaati HaiKe Taqdeer Pay Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi HotaLagte Hain Jo Pal Suhane, Wo Hain Mere Bas Khaabon KeHaqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka, Deedar Nahi HotaDhal Jaate Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah LiyeInn Honthon Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota

Ab To Kisi Bhi Baat Pay, Aitbaar Nahi HotaHote Hain Bass Samjhote Dilon Ke, Koi Pyar Nahi HotaKitna Bhi Samjha Leinn Hum, Iss DilENadaan KoEk Qatra Kabhi, Koi Saagar Nahi HotaDil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Ye Umar Guzar Jaati HaiKe Taqdeer Pay Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi HotaLagte Hain Jo Pal Suhane, Wo Hain Mere Bas Khaabon KeHaqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka, Deedar Nahi HotaDhal Jaate Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah LiyeInn Honthon Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota

Ab To Kisi Bhi Baat Pay, Aitbaar Nahi HotaHote Hain Bass Samjhote Dilon Ke, Koi Pyar Nahi HotaKitna Bhi Samjha Leinn Hum, Iss DilENadaan KoEk Qatra Kabhi, Koi Saagar Nahi HotaDil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Ye Umar Guzar Jaati HaiKe Taqdeer Pay Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahi HotaLagte Hain Jo Pal Suhane, Wo Hain Mere Bas Khaabon KeHaqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka, Deedar Nahi HotaDhal Jaate Hain Ye Ashk, Ek Aur Gham Ki Raah LiyeInn Honthon Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahi Hota

Ab To Kisi Bhi Baat Pey, Aitbaar Nahin HotaHotey Hain Bas Samjhotey Dilon Ke, Koi Pyar Nahin HotaKitna Bhi Samjha Lein Hum, Iss DilENadaan KoEkk Qatra Kabhi, Koi Saagar Nahin HotaDil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Ye Umar Guzar Jaati HaiKe Taqdeer Pey Kisi Ki Apni, Ikhtiyaar Nahin HotaLagtey Hain Jo Pal Suhaney, Woh Hain Mairey Bas Khaabon KeHaqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka, Deedar Nahin HotaDhal Jaatey Hain Ye Ashk, Ekk Aur Gham Ki Raah LiyeInn Honthon Ko Ab Kisi Hansi Ka, Intezaar Nahin Hota

Unke Karmo Ka Main Hoon Barson Se MuntazarHo Gaya Ye Karam Mujh Pe, Aitbaar Nahi RahaAwaz De Raha Hoon Patharon Ke Seher MainTha Woh Bhi Kabhi Khuda, Aitbaar Nahi RahaTakaraoge Sir Patharon Se, To Aur Kya HogaNikal Aayega Lahoo Bhi, Aitbaar Nahi RahaBarson Se Sambhal Rakh Tha Iss Dil Ko MaineAbb Uss Per Bhi Mujhko, Aitbaar Nahi RahaHo Gaye The Hum Unn Julfon Ke AaseerWahi Julf Banegi Nagin, Aitbaar Nahi RahaKhaaye Fhareb Itne, WafaEBeemar Nahi RahaAbb Hume Khud Pe Hi, Aitbaar Nahi Raha

Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha HotaAitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha HotaSabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney KaSahara Na Kisi Ko Samjhtey To Acha HotaYaqeen Apni Kamyabi Ka Kisi Ko Kab Hota HaiTaqdeer K Muqabil Na Hotey To Acha HotaSochtey They Aitbar Andha Ho Ga Dewana Tum PerNa Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha HotaNa Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen PoojtaNa Achey Kisi Ko Lagtey To Acha HotaDarya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai DostNa Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota

Dil Karta Hai K Pyaar KaroonDil Karta Hai K Shararat KaroonDil Karta Hai K Baitha RahoonDil Karta Hai K Dekhta RahoonDil Karta Hai K Khamosh RahoonDil Karta Hai K Kuch KahoonDil Karta Hai K Baat KaroonDil Karta Hai K Tareef KaroonDil Karta Hai K Iqraar KaroonDil Karta Hai K Naraz KaroonDil Karta Hai K Razi KaroonDil Karta Hai K Chupa RahoonDil Karta Hai K Intizar KaroonDil Karta Hai K Phir Yaad KaroonDil Karta Hai K Khayal KaroonDil Karta Hai K Khooya RahoonAur KabhiDil Darta Hai K Toba Karoon

Wo Waqt Mein Kesy Bholoon AbeJo Sang Tumharey Guzra HyWo Waqt To Merey Jiwan MeinIk Asha Bun Ky Thehra HyJub Hasti Basti Dunya MeinDo Praymi Pagal Rehty TheyGar Bichrey To Mer Jaein GyIk Dujey Sy Wo Kehtey TheyPer Waqt Para Or Bichrey ToIk Bhol Gaya Sub Wadoon KoOrr Ik Ny Barh Ker Tham LiyaSub Bholi Basri Yadoon KoIk Nikla Aesa HerjaiKy Orr Kisi Ka Bun BethaOrr Duja Pagal KehlayaKy Sudh Bujh Apni Kho BethaPagal Ka Abe Ye Haal Hy KyAnkhon Sy Ansoo Behty HeinPagal Ko Janna Chaho ToPagal Ko Mehro Kehtey Hein

Aitbaar Tootay TouWo Bhi Aisay Logon ParJin Ko Apna Ham JanainJab Bhi Gham Say Bhojhal HonUn Ko Mahraba’n ManainAitbaar Totay TouAisay Zakhm Miltay HainJo Kabhi Nahi BhartayMahraban Sayee Jab Ham Say Rooth Jayen To Aisii Dhoop Miltii HayJis Main Rooh Jalti HayAitbaar Tootay TouDil K Aainay Jo HainWo Bhi Toot Jatay HainWo Jo Aks Apnay HonWo Bhi Rooth Jatay HainAitbaar Tootay TouAisay Zakhm Miltay HainAisee Dhoop Milti HayAisay Aks Khotay HainLoog Hans Bhi Lain ShayadDil Hamaisha Rotay HainAitbaar Tootay Tou

Wafa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtayaar Karna HaiWoh Sach Kahay Na Kahay Aitbaar Karna HaiYeh Tujh Ko Jagtay Rehnay Ka Shouq Kab Se Huwa?Mujhay Tow Khair Tera Intezaar Karna HaiHawa Ki Zad Mein Jalanay Hein Ansouon K ChiraaghKabhie Yeh Jashan Sir E Raahguzaar Karna HaiWoh Muskura K Naye Waswason Mein Daal GeyaKhiyaal Tha K Ussay Sharmsaar Karna HaiChalo Yeh Ashk Hi Mooti Samajh K Baich AyenKisi Tarah Tow Humein Roozgaar Karna HaiKhuda Khabar Yeh Koi Zid K Shouq Hai MohsinKhud Apni Jaan K Dushman Se Piyaar Karna(Mohsin Naqvi)