Wo Ajnabi Tha To Mujse Dil Lagaya Kyun?Is Gair Ko Apna Banaya Kyun ?Wo Mera Hota To Mujhe Chhod K Kyun Jata?Wo Mera Nahi Tha To Meri Zindagi Me Aya Kyun?

Hum Aa Ke Tere Shaher Se Wapas Na JayeYeh Faisla Kiya Hai Tughe Dekhne Ke BaadKehte Hai Tum Ko Log Maseha Mgr YahanEk Shaks Mar Gaya Hai Tumhein Dekhne Ke Baad

Dilme Me Aansuon K Siwa Koi Cheez Nahi TiktiKab Milegi Uski Yaadon Se Mujhe MukhtiZindegi Toh Mela Hai Ajnabiyon KaKisi Ajnabi K Chale Jane Se Zindegi Toh Nahi Rukhti

Woh Kaath Ke Purze Ura Raha ThaHawaoon Ka Rukh Dikha Raha ThaKuch Aur Bhi Ho Gaya NumaayanMain Apna Likha Mita Raha ThaWo Ek Din Ek Ajnabi KoMeri Kahani Suna Raha Tha

Ajnabi Si Rahon MeinAjnabi Musafir EkMujh Sy Poch Beitha HaiRasta Bata 2 GeAjnabi Si Rahoon KeAjnabi Musafir SunRasta Koi Bhi HoWasta Koi Bhi HoManzilein Nhi MiltinManzilein Toh Dhoka HainManzilain Jo Mil JainJostuju Nhi RehtiZindgi Ko Jeene KiArzoo Nhi Rehti

os pade bahar par aag lage kanar meintum jo nahi kanar mein lutf hi kya bahar meinus pe kare khuda raham gardisherozagar meinapni talash chodakar jo hai talasheyar meinhum kaheen janevale hain damaneishq chodakarzist tere huzur men, maut tere dayar meinPoet of the poem  / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi

Wo Ajnabi Sahi Koi, Rishta Zaroor HaiMene Kisi Jaghan Use Deikha Zaroor HaiYe Aur Baat Hai Wo Milta Nhi HumeinLakin Humare Pas Wo Rehta Zaroor HaiHum Hi Samajh Na Paye Tu, Us Ka Qasoor KiyaKuch Khamoshi Ke Lub Se Wo Kehta Zaroor HaiSansoon Ke Aane Jane Sy Milta Hai Ye EhsasEs Dil Mein Koi Aj Bhi Rehta Zaroor Hai..

Tabahi ka apni nishan chod aayevaraq dar varaq dastan chod aayehar ek ajanabi se pata puchate haintujhe zindagi hum kahan chod aayewohi log jine ka fan janate hainjo ehasasesudoziyan chod aayenikal aaye tanaha teri rahaguzar parbhatakane ko hum karavan chod aaye Poet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Kaif Azeemabadi

Bheer Main Ik Ajnabi Ka Saamna Acha LagaSub Se Chup Kar Wo Kisi Ka Dekhna Acha LagaSurmayi Ankhon K Neechay Phool Se Khilnay LagayKehtay Kehtay Kuch Kisi Ka Sochna Acha LagaBaat Tau Kuch B Nahi Thi Laikin Is Ka Aik DumHaat Ko Honton Pe Rakh K Rokna Acha LagaDil Main Kitnay Ahad Bandhay Thay Bhoolnay K UsayWo Mila Tau Sub Iraday Torna Acha Laga

Badala na apne aap ko jo the vahi rahemilate rahe sabhi se magar ajanabi raheduniya na jit pao to haro na khud ko tumthodi bahut to zahan mai narazagi raheapani tarah sabhi ko kisi ke talash thihum jisake bhi qarib rahe dur hi raheguzaro jo bag se to dua mangate chalojisamen khile hain phul wo dali hari rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nida Fazli

Sun Lii Jo Khudaa Ne Vo Duaa Tum To NahiiN Ho?Daravaaze Pe Dastak Kii Sadaa Tum To NahiiN Ho?Simatii HuIi SharmaaIi HuIi Raat Kii Raanii?SoIi HuIi KaliyoN Kii Hayaa Tum To NahiiN Ho?Mahasuus Kiyaa Tum Ko To Giilii HuIi PalkeN?Bhiige Huye Mausam Kii Adaa Tum To NahiiN Ho?In Ajanabii RaahoN MeN NahiiN KoIi Bhii Meraa?Kis Ne Mujhe YuuN Apanaa Kahaa Tum To NahiiN Ho?

Phir koi aaya dilezar nahi koi nahiraharau hoga kaheen aur chala jayegadhal chuki raat bikharne laga taron ka gubarladakhadane lage aewanon mein khwabida chiragso gai rasta tak tak ke har ek rahaguzarajanabi khak ne dhundala diye qadmon ke suraggul karo shamen bada do maiominaoayagapne bekhwab kiwadon ko muqaffal kar loab yahan koi nahin, koi nahi aayegaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz