Ye Dil Bhi Ajib Hai,Gairo Ko Apna Banana Chahta HaiJo Rishta Naamumkin Saa Hai,Use Hi Apnana Chahta HaiKoi Hota Hai Jo Yaad Rehkar Bhi Yaad Nahi KartaAur Ek Hum Hai Jo Roz Yaad Karke Bhi Use Bhuana Chahte Hai

Rang Hai Khushboo Hai Saba Hai KoiMausamEGul Ki Tarah Mujhse Mila Hai KoiHusn Ho Kar Mohabbat Hai Wafa Hai KoiAisa Lagta Hai Zamane Se Juda Hai KoiApni Pehchaan Hui Jati Hai Mushkil Mujh Ko,Yun Aaj Meri Taraf Dekh Raha Hai KoiShare By : Bindu Mahajan

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTarkeTa’alluqaat Ka Charcha Na KijiyeJurmOSitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na KijiyeAisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse VaadaeFardaa Na KijiyeHamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

Aaj Main Door Hoon SabsePar Sabki Yaadon K Saath HoonBhula Chukka Hoon Main Khud KoPar Apne Saaye K Saath HoonJab Main Tanha Tha Bhari Mehfil MainKoi Kehne Na Aaya Main Tere Sath HoonAaj Jab Dukha Hai Dil TumharaTo Phir Se Fariyaad Karte HoKya Main Bas TumhaareZakhmo Ka Ilaaj HoonHaqeekat Main Na Sahi Tum MereKhwabon Main Mere Saath Ho

Tum Mere Koi Nahin HoKoi Rishtaa Nahin Meraa Tum SeBus Ke Ik Stop SeDoosre Stop TakkMuhar Balab Ye KhamoshiKyaa Koi Ta Alluq HaiKyon Mere Ehsaas PerIss Kaa Bojh Rahtaa HaiKyon Khalish Ki Kirchen SiJaan O Dil Main Chubhti HainStop Oer Uoter Ke JabRaaste Badalte HainDoor Tak Dabe PaaonTum Bhi Saathh Aate HoTum Ke Bhool Jaate HoMain Bhi Bhool Jaati HoonTum Mere Koi Nahin HoKoi Rishtaa Nahi Mera Tum Se

O Sanam O SanamKash Hota AgarTum Nibhah Jate Yeh Zindagi Ka SafarHum Bhi Tanha Na Rehte Yun Hi Omar BharTum Saath Hote AgarItni Mujhe Hai Khabar Tanha Bikhar Jaaon GaTeri Tamanna Liye Main Kuch Bhi Kar Jaaon GaKash Hum Ko Bana Lete Tum HamsafarTum Saath Hote AgarApne Labon Ki Hansi Aye Kaash De Doon TujheMeri Khushi Lai Le Tu Gham Apne Dai De MujheKash Hoti Tumhein Mere Dil Ki KhabarTum Saath Hote Aga

Mere Kamre Ke Parde Ab Puraane Ho Gaye HainJo Apne The Ab Tak,Ab Begaane Ho Gaye HainRahti Thi Jin Galiyon Mein Hamdardon Ki AavajaahiUske Saare Padaao Ab Veeraane Ho Gaye HainJinhe Samjha Tha Humne Daastaan Sachhe Pyaar KiWohi Kisse Ab Bewafaayi Ke Afsaane Ho Gaye HainWoh Khwab Woh Ummeeden Woh Jazwa Aur Woh JoshLagta Hain Un Sab Se Mile Zamaane Ho Gaye HainKhula To Ab Bhi Hai Pyaar Ka MaikhaanaYeh Aur Baat Hai Ki Khaali Sab Paimaane Ho Gaye Hain

jism apna hai koi aur na saya apnajane is zist mein hai kon sa rishta apnatune kis mod pe choda tha mujhe umreravantak raha hun kai sadiyon se main rasta apnahum rahe bhi to badalate hue mausam ke tarahteri aankhon mein koi aks na thahara apnaik tera gham tha baharrang jo shadab rahais shajar ne giraya koi patta apna[shajar = tree;kitne asanam tarashe hain teri surat kejhank kar dekh zara mujh se sarapa apnaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Musavvir Sabzwari

Aaj Kal Mein Dhal Gayaa, Din Huaa TamaamToo Bhee So Jaa, So Gayee Rangabharee ShaamSo Gayaa Chaman Chaman So Gaee Kalee KaleeSo Gaye Hain Sab Nagar, So Gaee Galee GaleeNeend Kah Rahee Hain Chal Meree Baahen ThaamHain Buzaa Buzaa Saa Dil Boz Saans Saans ParJee Rahe Hain Fir Bhee Hum Sirf Kal Kee Aas ParKah Rahee Hain Chaandanee Le Ke Teraa NaamKaun Aayegaa Idhar, Kisakee Raah Dekhe HumJin Kee Aahate Sunee, Jaane Kisake The KadamApanaa Koee Bhee Nahee, Apane Hain To Hum

Maire Jazbo Ko Tum Rahega Na KarnaMuje Beech Rah Mai Tum Tanha Na KarnaMairi Sub Manzale Tumhi Se Hai Sanam!Tumhi In Rastho Ka Nishan Mita Na DenaJin Zahkmo Ko Seh Na Sako Mai KabhiTum Muje Isi Koi Kari Saza Na DenaTum Maire Siwa Kisi Or Ko Na Chaho GeyYe Diwangi Hai Mairi,Ise Shikwa Na SamjnaAgar Zindagi N Sath Na Diya Kisi Mor PeTo Tum Muje Argaz Bewafa Na KehnaDuniya Mai Hazaro Dil Totate Ho Gai ParHum Safar Tum Muj Se Kabhi Juda Na HonaKhuda Kare Mairi Maut Bi Tere Sath HoYe Ishq Hai Mariam Ka Ise Bad Dua Na Kehna

apne hamarah jo aate ho idhar se pahaledasht padta hai miyan ishq mein ghar se pahalechal diye uth ki sueshaharevafa kuehabibpuch lena tha kisi khak basar se pahaleishq pahale bhi kiya hijr ka gham bhi dekhaitane tadape hain na ghabraye na tarase pahalejee bahalata hi nahi ab koi sa’at koi palraat dhalati hi nahi char pahar se pahalehum kisi dar pe na thithake na kaheen dastak disaikadon dar the meri jan tere dar se pahalechand se aankh mili jee ka ujala jagahum ko sau bar hui subah sahar se pahale Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Ibn E Insha

Kash Hath Tumhara Hamara Yuhi Sada Mila RaheKash Pyara Sa Ye Rishta Yuhi Barqarar RaheChalti Hai Dhadkane Sanson Ke Chalne SeKash Yuhi Tum Mere Dil Mein Basi RaheNanhi Si Muskaan Hothon Ki TumhariKash Yuhi Hamein Zindagi Jine Ka Bahana Deti RaheJuki Juki Tumhari Ye Shararat Bhari AankheinKash Yuhi Hamein Dunia Se Bekhabar Karti RaheChehre Ki Wo Masumiyat, Baaton Ki Wo NazakatKash Yuhi Mere Dil Ko Bhati RaheSangit Ho Tum Meri Veraan Zindagi KaKash Dhadkan Tumhari Yuhi Sargam Banti RaheChandni To Nahi Bichadti Kabhi Chand SeKash Yuhi Sada Tum Mera Sath Deti RaheRawani Ye Pyaar Ki Jo Sansoo Mai HaiKash Yuhi Mohabbat Ke Har Mukam Se Guzarti Rahe

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab DeKYon Wo Chala Gaya Mujhko Chor KeHum To Uski Jhalak Ke Deewane TheUske Chand Se Chehre Ke Parwane TheUski Baaton MainDil Lagai Bethe HenUska Naam Bar Bar Kehte HenWo, Jo Bina Bolay Baat Samjah DeAur Hume Humise Chura LeUske Saath Hum Apne Sapne Saja LenAj Is Tanhai Mai Rota Hai Ye DilTujhko Bulata Hai Ke Ek Dafa MilTum Na Aai, Aai Gi Tumari Yaad HumeTumne Chor Diya, Choren Ge Nahi Ghum HumeTere Bin Zamane Ka Saamna Na Kar Paen GenTere Bin Hum Yun Hi Duniya Se Chale Jaen GenYe Sun Kar Tum Meri Kabar Pe Mat AnaNa Hi Koi Phool Lekar Koi Ansoo BahanaKyon Ke Hum Tujhse Apna Rishta Tor Len GeMera KHUDA Tera Saath Kisi Aur Se Jor De Gen….