Din bhar khafaa thi mujh se magar chaand raat ko, Mehendi se mera naam likha us ne haath per..

Gile shikwe mittaa kar muskurao, eid ka din hai, Purani ranjishon ko bhool jao, eid ka din hai..

Bohat ronaq hai bahir, ghar mein udaasi chaayi hai, Karo koi taaza bahana jaana, Eid phir se aayi hai..

Chaand nikla to main logon se lippat lippat kar roya, Gham ke aansuu they jo khushiyon ke bahaney nikley..

Na Dehkne Ki Umeed Hogi,,Na Milne Ki Bt Hogi,:Ab Tafseel Se Bat Jis Se B Hogi,Bakra Eid K Baad Hogi 😛 

Kitni Eidain Guzar Gai Tum Bin,Ab Khuda Kay Liye Na Tarpana,Dekho Phir Eid Anay Wali Hai,Eid Kay Sath Tum Bhi Ajana

Is Ke Aanay Se Howay Zakham Haray Kitnay “Batool” Eid Se Kehdo Mere Sheher Mein Aya Na Karay……….!

Eid Ke Din Bhi Tanha HunMein Phir Bhi G Raah HunTeri Eid Khushiun Bhri HooRub Sy Karta Yeh Duaa HunAshkun Ka Sagur Jo Pey GiyaMein Ek Aisa Diya HunMujhe Es Baat Ka Ghum HayEid Ke Din Tum Sy Juda HunTum Sy Gila Hay Na ShikyatApne Muqaddar Sy Khfa Hun..!!!

Yun teri chahtain sambhaali hain, Jese eidi ho mere bachpan ki..

Is bache ki eid na janey kesi ho gi Jis ki janat nangey paon phirti hai

Kitne tarse huye hain khushiyon ko, Woh jo eido’n ki baat karte hain..

Eid ShayariTujhse Bichhre To Ab Hosh NahinKab Chand Hua Kab Eid Huyi….

Eid aayi hai sulagti hui yaaden le ker, Aaj phir apni udaasi pe taras aaya hai..

Us meherban ki nazar -e- inayat ka shukria Tohfa diya hum ko eid pe firaaaq ka..

Jo kho geya hum se andher raton mein Usi ko dhoond ke lao ke eid aayi hai…