koi samajhayiye ki kya rang hai maikhane kaaankh saqi ke uthe, nam ho paimane kagarmieshama ka afasana sunanevaloraqs dekha nahi tum ne abhi paravane kachashmesaqi mujhe har gam pe yad aati hairasta bhool na jaun kaheen maikhane kaab to har sham guzarati hai isi kuche meinye natija hua naseh tere samajhane kaab to har manzil se guzarna to hai aasan “iqbal”ishq hai nam khud apne se guzar jane kaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Iqbal Safi Puri

Ab Ke Hum Bichde To Shaayad Kabhi Khwaabon Mein MileJis Tarah Sookhe Huye Phool Kitaabon Mein MileDhoond Ujde Huye Logon Mein Wafa Ke MotiYe Khazane Tujhe Mumkin Hai Kharabon Mein MileTu Khuda Hai Na Mera Ishq Fariston JaisaDono Insaan Hain To Inum Itne Hijaabon Mein MileGhamEDuniya Bhi GhamEYaar Mein Shaamil Kar LoNasha Behta Hai Sharaabon Mein To Sharabon Mein MileAb Labon Mein Hoon Na Tu Hai Na Wo Maaji Hai FaraaqJaise Do Saaye Tamaana Ke Saraabon Mein Mile

DayarEGair Mein Kaise Tujhe Sada DeteTu Mil Bhi Jata To Tujhe Ganwa DeteTumhin Ne Ham Ko Sunaya Na Apna Dukh WarnaDua Wo Karte K Ham Asman Hila DeteHamein Ye Zom Raha Ab K Wo PukarengeUnhen Ye Zid Thi K Har Bar Ham Sada DeteWo Tera Gam Tha K Tasir Mere Lahje KiK Jis Ko Hal Sunate Use Rula DeteTumhen Bhulna Hi Awwal To Dastaras Mein NahinJo Ikhtiyar Bhi Hota To Kya Bhula DeteTumhari Yad Ne Koi Jawab Hi Na DiyaMere Khayal K Ansu Rahe Sada DeteSamton Ko Main TaUmr Kosta SyedWo Kuch Na Kahte Magar Honth To Hila Dete

Woh Samnee Aayee To Nazroon Ko Jhukaa Lon GaDekhon Ga Nahee Phir Bhi Tasveer Bana Loon GaAana Hai To Aajao Ruswayee Nahee Ho GiiiDekhee Ga Nahee Koi Palkon Men Chupaa Lon GaJo Hum Per Guzarni Hai Aik Baar Guzer JayeeeHer Ghum Ki Tarha Tugh Ko Seene Se Laga Loon GaVeeran Ger Dil Ho Aankhon Men Andheera HoYaadon Ke Dyiee Apni Palkon Men Saja Lon GaManzoor Ger Ho Gi Ruswai Teri Mugh KoMen Beth Sahil Se Tofan Uthaa Lon GaNaraaz Ger Woh Hain Meree Nasheman SeMen Nasheman Ke Tinkoon Ko Hata Doon GaKyoun Mugh Se Khafaa Ho Ker Woh Door GayeeBahoon Men Woh Aajayeen Men Un Ko Mana Loon Ga

Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya HogaMeri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya HogaBaat BeBaat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee HogiUss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya HogaSocha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar MujhayNaam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya HogaJahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi SayUss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya HogaRaat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi TujhayTunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya HogaHokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay JaanaMeri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya HogaPoocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka SabbabTunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga

Mein Khayal Hoon Kisi Aur KaMujhe Sochta Koi Aur HaiSarEAeenah Mera Aks HaiPasEAeenah Koi Aur HaiMein Kisi Keh DastETalab Mein HoonTo Kisi Keh HarfEDua Mein HoonMein Naseeb Hoon Kisi Aur KaMejhe Maangta Koi Aur HaiAjab AitabarOBey AitabareeKeh Darmayan Hai ZindagiMein Qareeb Hoon Kisi Aur KehMujhe Jaanta Koi Aur HaiMujhe Doston Ka Pata NahinMujhey Dushmanon Ki Khabar NahinMeri Daastan Koi Aur ThiMera Waaqaya Koi Aur HaiJo Milen Kabhi Unhen PoochnaDekhna Unhen Ghaur SeyJinhen Raastey Mein Khabar HuiKeh Yeh Raasta Koi Aur HaiJo Meri ReyazatENeem ShabKo Saleem Subh Na Mil SakiTo Is Key Mani To Yeh HueKeh Yahan Khuda Koi Aur Hai

Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na KarnaGhar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay SamanderTum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na KarnaPholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada SayDaikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro DainIs Bar Bharoon Say Mera Zikar Na KarnaShayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah DikhayTum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na KarnaKaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai DainAfsana Nigaroon Say Mera Zikar Na KarnaGehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha KerDarya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na KarnaWoh Shaks Melay To Usay Her Bat BatanaTum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna

Apnay Ehsaas Say Choo Kay Mujhay Sandal Kar DoMain Kay Sadiyon Say Adhoora Hoon Mujhay Mukkammal Kar DohNa Tumhay Hosh Rahay Na Mujhay Hosh RaheIss Qadar Toot Kay Chaho Mujhay Pagal Kar DoTum Hatheli Ko Meray Pyar Ki Mahndi Say RangoApni Aankhon Mein Meray Naam Ka Kajal Kar DoIs Ke Saye Tallay Mere Khwaab Dhakk Uthain GeMere Chehray Pe Chamkta Hua Anchal Kar DohDhoop he Dhoop Hoon Main Toot Ke Barso Mujh PerIs Kader Barso Merii Rooh Main Jal Thal Kar DohJaise Sehrahoon Main Her Shaam Hawa Chalti HaiIs Tarah Mujh Main challo Aur Mujhe Thall Kar DohTum Chuppa Lo Mera Dil Oat Main Apne Dil KiAur Mujhe Meri Nighaoon Se Bhi Ojhall Kar DohMaslaa Hoon Toh Nighain Na Churao Mujh SeApni Chahat Se Tawajjah Se Mujhe Hall Kar Doh

Kash Main Tere Hasin Haath Ka Kangan HotaTu Bade Pyar Sy Bade Chao Sy Bade Araman K SathApni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh KoOr Betabi Sy Furqat Ke Khizan Lumhon MeinTu Kisi Soch Mein Dobi Jo Ghumati Mujh KoMain Tere Hath Ki Khushboo Se Mehak Sa JataJb Kbhi Mud Mein Aaa Kr Mujhe Chumaa KartiTere Honton Ke Shiddat Sy Main Dahak Sa JataRaat Ko Jb Bhi Tu Nindoon Ke Safar Pr JatiMarmari Haath Ka Ek Takiya Banaya KaratiMain Tere Kan Se Lag Kar Kai Batein KartaTeri Zulfoon Ko Tere Gal Ko Chuma KartaJab Bhi Tu Band Qaba Kholane Lagti JananApni Aankhon Ko Tere Husn Se Khera KartaMujh Ko Betab Sa Rakhta Teri Chahat Ka NashaMain Teri Ruh Ke Gulashan Mein Mahakata RehtaMain Tere Jism Ke Aangan Mein Khanakata RehtaKuch Nahi To Yahi Benam Sa Bandhan HotaKash Main Tere Hasin Hath Ka Kangan Hota…!!!

Suna Hai Log Use Aank Bhar Ke Dakte HeinSo Us Ke Shehar Mein Kuch Din Tehar Ke Dakte HeinSuna Hai Dard Ki Gahak Hai Chashme Naaz UskiSo Hum B Us Ki Gali Se Guzar Ke Dakte HeinSuna Hai Usko B Hai SherOShayari Se SharafSo Hum Mojzay Apne Hunar Ke Dakte HeinSuna Hai Bolay To Baaton Se Phol Jarte HeinYeh Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dakte HeinSuna Raat Ko Use Chand Takta Rehta HaiSitare BaamEFalak Se Utar Ke Dakte HeinSuna Hai Din Ko Use Titliyan Satati HaiSuna Hai Raat Ko Jugno Tehar Ke Dakte HeinSuna Hai Uski Siah Chashmagi Qayamat HaiSo Usko Sorma Farosh Aah Bhar Ke Dakte HeinSuna Hai Ayena Thamsal Hai Jabin UskiJo Saada Dil Hein Use Bansawar Ke Dakte HeinSuna Hai Uski Badan Ki Tarash A C HaiKe Phool Apne Qabahe Qatar Ke Dakte HeinRuke To Gardeshe Uska Tawaf Karti HainChale To Ose Zamane Tehar Ke Dakte HeinKise Naseeb Ke Bepairahan Ose DakheKabhi Kabhie Daro Deewar Ghar Ke Dakte HeinKahaniyan He Sahi Sub Mubaalge He SahiAgar Wo Khuwaab Hai To Tabeer Kar Ke Dakte HeinAb Us Ke Shehar Mein Tehre Ke Khooj Kar JaeFARAZ Aao Sitaare Safar Ke Dakte Hein

Maine To Tumse Pyar Kiya ThaDil Jaan Apna Tum Pe Nissar Kiya ThaChorhogi Na Saath Mera Saari ZindagiWafa Ka Tumne Bhi Ikraar Kiya ThaHamne To Tumhari Rahon Par Phool Bichaye TheUn Rahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye TheMagar EyBewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila DiyaGair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula DiyaMain Koun Hoon Tumhara Jo Mujhe Yaad Karo TumApne Do Aansoo Bhi Mujh Par Barbaad Karo TumKhud Ki Naav To Kinaare Par Laga LiMujhe Beech Manjhdhaar Main Hi Chod DiyaIs Dil Main Jo Basa Tha Pyar TeraMaine Bhi Us Dil Ko Hi Tod DiyaJo Gali Tere Ghar Tak Jaati ThiUs Gali Se Hi Maine Mooh Morh LiyaBadnaam Na Ho Jaaye Tu Dunia Main KaheenIsliye Tera Naam Lena Hi Chod DiyaJab Kabhi Bhi Yaad Aayegi TumhariSamjhain Ge Kabhi Tumhe Chaha Hi NahiJab Bhi Tum Rahon Main Nazar AayogiSochainge Tumhe Dekha Hi NahiTu Jahaan Bhi Rahe Sada Khush RaheTujhe Dil Se Main Bhula Raha HoonTere Pyar Ki Jo Haseen Yaadain Hain Dil MainUn Yaadon Ko Louta Raha HoonTumhari Bewafai Ka Kya Charcha KaroonApni Wafa Pe Sharma Raha HoonMujhe Tumhari Bewafai Se Koi Shikwa NahiMain Tumhari Zindagi Se Ja Raha Hoon

Saya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiRona Chahoon To, Rona Chahoon ToAansoon Na Aayein, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiJo Aise Chod Ke Mehboob JaayeTo Jeene Se Na Kyoon Dil Oobh JaayeSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai…Paya Humne Ye Bin TereRanj Ki Raahein Aur Gam Ke AndhereRanj Ki Raahein Aur Gam Ke AndhereWoh Bhi To Humse, Woh Bhi To HumseKho Gayee Hai, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai…Yaad Aate Hain, Beetey ZamaaneJab Tum Aaye The Humko ManaaneJab Tum Aaye The Humko ManaaneAbh To Dil Roothey, Abh To Dil RootheyDard Manaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiRona Chahoon To, Rona Chahoon ToAansoon Na Aayein, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai TanhaiSaya Bhi Saath Jab Chod Jaaye, Aisi Hai Tanhai…

Bulla Ki Jaana Main Kaun [ Punjabi Version ]Bulla Ki Jaana Main KaunBulla Ki Jaana Main KaunNa Main Moman Vich MaseetanNa Main Vich Kufar Dian ReetanNa Main Pakan Vich PaleetanNa Main Andar BedKitabanNa Main Rehnda BhangSharabanNa Main Rehnda MastKharabanNa Main Shadi Na GamnakiNa Main Vich Paleetan PakeenNa Main Aabi Na Main KhakiNa Main Aatish Na Main PaunBulla Ki Jaana Main KaunNa Main Arabi Na LahouriNa Main Hindi Shahar NagouriNa Hindu Na Turk PashouriNa Main Bhet MazhabDa PayaNa Main AadamHavva JayaNa Koi Apna Naam DharayaAvvalAkhar Aap Nu JanaNa Koi Duja Hor PahchanaMaithon Na Koi Hor SayanaBulla Shah Kharha Hai KaunBulla Ki Jaana Main KaunNa Main Moosa Na PharoahNa Main Jagan Na Vich SaunNa Main Aatish Na Main PaunNa Main Rehnda Vich NadaunNa Main Baithan Na Vich BhaunBulle Shah Kharha Hai KaunBulla Ki Jaana Main Kaun [ English Version ]Bulla! I Know Not Who I AmBulla! I Know Not Who I AmNor Am I The Believer In MosqueNor Am I In Idol WorshipNor Am I In The Pure Or The ImpureNor Am I In The VedasNor Am I In The IntoxicantsNor Am I In The Carefree DeviantNor Am I Union Nor GriefNor Am I In The Pure/ImpureNor Am I Of The Water Nor The LandNor Am I Fire Nor AirBull! I Know Not What I AmNor Am I Arabic Nor From LahoreNor Am I The Indian City Of NagaurNor A Hindu Or A Peshawari TurkNor Did I Create The DifferenceOf FaithNor Did I Create AdamEveNor Did I Name MyselfBeginning Or End I Know Just The SelfDo Not Recognize ‘The Other One’There’s None Wiser Than IWho Is This Bulla ShahBulla! I Know Not Who I AmI Am Neither Moses Nor A Pharoah (Egyptian King)I Am Not Awake Nor In SleepI Am Neither Fire Nor WindI Do Not Stay In Nadaun (City Of Innocents)Neither Am I Sitting (Idle) Nor In A StormWho Is This Bulla ShahNote : Request for Urdu Version !! We’ll Add soon upon request .

Ghamzada Nahi Hota Ke Ishara Nahi HotaAnkh Un Se Jo Milti Hai To Kya Kya Nahi HotaJalwa Na Ho Ma,Nee Ka To Soorat Ka Asar KyaBulbul Gul – E Tasweer Ka Shaida Nahi HotaAllah Bachay Marz –E Ishq Se Mujh KoSuntay Hain Ke Yeh Aarza Acha Nahi HotaTash Beh Tere Chehre Ko Kya Doon Gul E Tar SeHota Hai Shugufta, Magar Itna Nahi HotaHum Aah Bhi Kartay Hain To Ho Jatay Hain BadnamWho Qatal Bhi Kartay Hain To Charcha Nahi HotaPoet :  Akbar Allahabadi  Urdu Version:غمزہ نہیں ہوتا کہ اشارہ نہیں ہوتاآنکھ ان سے جو ملتی ہے تو کیا کیا نہیں ہوتاجلوہ نہ ہو معنی کا تو صورت کا اثر کیابلبل گلِ تصویر کا شیدا نہیں ہوتااللہ بچائے مرضِ عشق سے دل کوسنتے ہیں کہ یہ عارضہ اچھا نہیں ہوتاتشبیہ ترے چہرے کو کیا دوں گُلِ تر سےہوتا ہے شگفتہ مگر اتنا نہیں ہوتاہم آہ بھی کرتے ہیں تو ہو جاتے ہیں بدناموہ قتل بھی کرتے ہیں تو چرچا نہیں ہوتا(سید اکبر حسین اکبر الہ آبادی)Share By : Muhammad Saeed

Ya Rab GhamEHijraan Mein, Itna Tu Kiya HotaJo Haath Jiger Per Hai, Woh DastEDua HotaIk Ishq Ka Gham Afat Aur Uss Oe Yeh Dil AfatYan Gham Na Diya Hota, Yan Dil Na Diya HotaNakaam Tammana,Dil Iss Soch Mein Rehta HaiYun Hota Tu Kya Hota, Yun Hota Tu Kya Hota?Umeed Tu Bandh Jaati, Taskeen Tu Ho JaatiWaada Na Wafaa Karte ,Waada Tu Kya HotaGhairoon Se Kaha Tumne, Ghairoon Se Suna HumneKuch Humse Kaha Hota, Kuch Humse Suna HotaPoet : Charagh Hassan HasratUrdu Version:یا رب غمِ ہِجراں میں اِتنا تو کِیا ہوتاجو ہاتھ جِگر پر ہے وہ دستِ دُعا ہوتاایک عِشق کا غم آفت اور اُس پہ یہ دِل آفتیا غم نہ دیا ہوتا یا دِل نہ دیا ہوتاغیروں سے کہا تم، نے غیروں سے سُنا تم نےکچھ ہم سے کہا ہوتا، کچھ ہم سے سُنا ہوتاناکامِ تمنّا دِل اِس سوچ میں رہتا ہےیوں ہوتا تو کیا ہوتا، یوں ہوتا تو کیا ہوتاامّید تو بندھ جاتی، تسکین تو ہوجاتیوعدہ نہ وفا کرتے، وعدہ تو کِیا ہوتا(چراغ حسن حسرت )Share By : Muhammad Saeed