Islamic new year start at 1st Muharram. Following are some latest islamic new year shayari and poetry collection in Urdu.. * ( . ‘ *. .’ .* . . ‘ . * .’ . ‘.* , .*’Duaon k sath Zindgi ka 1 or HASEEN Saal Mubarak ho! “* . ‘ , . * ‘, ‘ .“*” KHUDA aap ko wo KHUShI dy jis ki dua aap hmesha krty ho“*” “.. *” NEW ISLAMIC YEAR”*I wish you a very warm and joyful new islamic year. May your journey always bring in many memorable times. Allah bless you with love and care. Share with us more islamic new year shayari /poetry in comments section below

Aankhon Ko Koi Khwaab Tou Dikhayi DeTabeer Me Imam Ka Jalwa Dikhayi DeAye ! IbnEMurtuza Tere SaamneSuraj Bhi Ek Chota Sa Zarra Dikhayi De

Kuch Barhami Hai Zara Is NoorEAin MainMilta Hai Iztiraab Yunhi Dil K Chain MainSelaab Dekhta Hoon Tou Ata Hai Ye KhyalPani Bhatak Raha Hai TalashEHUSAIN Main

Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi ZameenAya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN KaPhir Chand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh DekhHota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka

Tere Dil Main Kaisi Girah Pari Tujhay Us Se Itna Hasad Hai Kyun?Jo Nabi(S.A.W.) Ki Aankh Ka Noor Hai Jo Ali Ki Rooh Ka Chain HaiKabhi Dekh Apne Khameer Main Kabhi Pooch Apne Zameer SeWo Jo Mit Gaya Wo Yazeed Tha, Jo Na Mit Saka Woh Hussain Hai

Day Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaHasher Tak Koi Yazeede Sar Utha Sakta NaheenJis Ka Mutlab Zindagee Bher Deen Chuka Saktna NaheenFatima Key Lal Ney Aehsaan Aesa Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker DiyaDay Ker Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaTeri Qurbanee Sey Pehley Deen Ko Aya Na ChainUmbeya Sey Bhee Mukamal Jo Na Ho Paya HussainEk Sajdey Ney Tarey Woh Kaam Pora Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaAajj Bhee Nazan Wafaein Hain Tarey Abass PerNeahr Per Ghazi Key Donoon Kat Gaye Bazo MagerTaAbad Islam Key Percham Ko Ouncha Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaMaar Key IbnEAli Ko Cheeni Zenab Ki RidaJab Para Kalma Nabee Ka Phir SarEKabubalaAaalEAhmad Key Liye Kyuon Hashar Berpa Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaNaaz Senoon Key Sinnah Per Ubhrah Tha Jawad JoKasey Bholey Ga Zamana Fatima Key Chand KoSar Kata Key Us Ney Apna Youn Ujala Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaDay Key Saar Shabeer Ney Islam Zinda Ker DiyaKarbala Ko Jis Key Sajdey Ney MuAllah Ker Diya

You Ask Me Why I Cry,Because You Have No Idea WhyBut Its OkayYou Ask Me Why So LongYou Tell Me That Im Wrong,Because You Have No Idea WhyBut Its OkayIf The Angels CryThen Why Cant IThe Skies Cry Day And NightFor You Oh HussainFor You Oh AbbasFor You Oh ZainabAnd I Pray To You Ya Rab,For The Help Of HussainFor The Bravery Of AbbasFor The Patience Of ZainabI Ask, I Hope, I Wish To Be With ThemOn The Only Important DayWhere Money Doesn’t CountWhere The Poor Can Be RichWhere The Rich Are The PoorWhere I Prostrate To You Oh LordYou And Only YouAnd I Can Proudly Say,I Cried For HussainI Cried For AbbasI Cried For ZainabMay The Peace Of Allah Be Upon ThemAnd Those Who Cry For ThemBut When You Know WhyAnd You Ask Me Why Im SadThat’s When I’ll Get Mad!

Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Main Manaya Jaye GaMaqsadEShabeer Aalam Ko Bataya Jaye GaYaad Ker K Jo Na Roya Karbala Walon Ki PyaasQabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jaye Ga

Kat Kay Bhi Sab Se Jo Ooncha Hai Wo Sar Kis Ka HaiLut K Abaad Hai Ab Tak Wo Jo Ghar Kis Ka HaiTakht Walon Ne Muar’rikh Bhi Khareede HongeZikr Dunia Main Magar ShaamOSeher Kis Ka Hai

Jin K Sajdo’n Se Munawar Hai JabeeneAftabMere Harfo’n Ki Ibadat Un Khuda Walo’n K NaamMeri Shehrug Ka Lahoo, NazareShaheedaneWafaaMere Jazbo’n ki Aqeedat Karbala Walon K Naam..

Tareekh De Rahi Hai Ye Awaaz Dum Ba DumDashtESabatOAzm Hai DastEBalaOGhamSabrEMaseeh Wa Jura’at Suqraat Ki QasamIs Rah Main Hai Sirf Ek Insaan Ka QadamJis Ki Rago’n Mein AatishEBadrOHunain HaiUs Soorma Ka Isme Girami ”HUSSAIN” Hai

az ke baten likhi aur khat khula rahane diyajane kyon rusavaion ka silasila rahane diyaumr bhar mere sath rahakar wo na samajha dil ke baatdo dilon ke daramiyan ik fasala rahane diyaapni fitarat wo badal paya na isake bavajudkhatm ke ranjish magar gila rahane diyamain samajhata tha khushi degi mujhe “sabir” farebis liye main ne gamon se rabata rahane diyaPoet of The Poem / Ghazal or Nazam :Sabir Jalalabadi

Shah Ast Hussain, Badshah Ast HussainDeen Ast Hussain, Deen Panah Ast HussainSar Dad, Na Dad Dast, Dar DastEYazeedHaqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain(Khwaja Moinuddin Chisti)———————————————Islam Ke Daman Men Bas Is Ke Siva Kya HaiEk ZarbE Yadulla Hi Ek SajdaE Shabbiri(Allama Muhammad Iqbal)———————————————Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha JariJo Na Batil Se Daren Hain Vahi Shi’anE Hussain(Muhammad Ali Jauhar)———————————————QatlE Hussain Asl Men MargE Yazid HaiIslam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Ba’d(Muhammad Ali Jauhar)———————————————Jo Zulm Peh La’nat Na Kare, Aap La’een HaiJo Jabar Ka Munkir Nahi, Woh Munkire Deen Hai(Faiz Ahmed Faiz)