Muskura Kar Mila Karo Hamse,Kuch Kaha Aur Suna Karo Hamse..Baat Karne Se Baat Badhti Hai,Roz Baate Kiya Karo Hamse..Dekh Lete Hai Saaf Pardo Mai,U Na Parda Kiya Karo Hamse..

ZakmENasor Ban Jane Ki Adat H Unhe,Rula Kr Muskrane Ki Aadat H unheMilege Kbhi Unse To Bahut Rulayege Unhe,Suna H Rote Huye Lipat Jane Ki Aadat H UnheShare By : Gaurav Goyal

Thukra Ke Usne Mujhko,Kaha Ki Muskuraao!Maine Has Diya,Aakhir Sawal Uski Khushi Ka Tha.Maine Khoya Woh Jo Mera Tha Hi Nahi,Usne Khoya Wo Jo Sirf Usi Ka Tha.Share By : Bindu Mahajan

Unki Aankhon Main Andaz Bade Hi Gehre Rehte HainChhup Chhup Ke Wo Taaron Se Hamari Batein Kehte HainJab Koi Puchta Hai Unse Is LutfeZindgi Ki WajahNa Jane Kyu Wo Nazren Jhukaye Muskurate Rehte Hain

Har Din Har Pal Tu Yun Muskurati RaheAankhoo Mai Yu Hi Sapne Sazate RahiKanha Gunu Ka Sada Payr PaooSitaro Ki Tarh Mathe Per Bindi Chamakti RahiMahadev Ki Parvati Anjana Har Zanam Mai Ap Jesa Dost Hi Pau 

Dil jalne ke bat karte hoaashiyane ke bat karte hohum ko apni khabar nahi yarontum zamane ke bat karte hosari duniya ke ranjogam de karmuskurane ke bat karte hozikr mera suna to chid ke kahakis divane ke bat karte hohadasa tha guzar gaya hogakisake jane ke bat karte ho  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Javed Qureshi

Meri Dastan E Hasrat Woh Suna Suna K RoyeMeray Aazmanay Walay Mujhay Aazma K RoyeTeri Bewafaiyon Par Teri Kaj Adaiyon ParKabhi Sar Jhuka K Roye Kabhi Moonh Chupa K RoyeKoi Aisa Ehl E Dil Ho K FasanaEMohabbatMain Usay Suna K Roun Woh Mujhay Suna K RoyeJo Sunai Anjuman Main ShabEGham K Aap BeetiKai Ro K Muskuraye Kai Muskura K Roye

angadai bhi wo lene na paye utha ki hathdekha mujhe to chod diye muskura ki hathbesakhta nigahen jo aapas mein mil gainkya muh pe us ne rakh liye aankhen chura ki hathwo zanuon pe sina chupana simat ki hayaur phir sambhalana wo dupatta chuda ki hathdena wo us ka sagaremay yaad hai “nizam”muh pher ko udhar ko idhar ko badha ki hathPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nizam Rampuri

Dabi Dabi Si Wo MuskarahatLabon Pa Apna Saja Saja K,Wo Naram Lehja Main Baat KarnaAda Sa Nazrain Jhuka Jhuka K,Wo Aankh Teri Shararti SiWo Zulf Matha Pa Nachti Si,Nazar Hatay Na Ek Pal BiMain Thak Gya Hon Hata Hata K,Wo Tera Hathon Ki Unglion KoMilla Ka Zulfon Main Kho Sa Jana,Haya Ko Chehray Pa Phir SjanaPhool Chehra Khila Khila K,Wo Hath Horon Ka Ghar Hon JaisaWo Paon Paryon Ka Par Hon Jaisa,Nahi Ha Teri Misal Jana,Main Thak Gya Hon Bata Bata K…

Muskura Ke Saare Shikve Duur Kar Ke Chali Gayi, Who Hume Hassne Ki Liye Majbuur Kar Ke Chali Gayi, Bus Gayi Woh Dil Humare Chup Chaap Hee, Humne Sarejug Mein Mashurr Karke Chali Gayi Jis Ke Sahare Dehkha Karter Hum Unhe Baar Baar Humare Dil Ka Sheesah Chhakna Chur Kar Ke Chali Gayi Khud Hi Chumma Tan Ko Jaise Saaz Koi Surr Hi Ho Honth Humare Is Tarah Masrurr Kar Ke Chali Gayi Dheere Dheere Ho Gayi Who Humare Itne Kareeb Ke Humne Aapne Aap Se Hi Durr Kar Ke Chali Gayi Muskan Thi Hi Unki Itni Khushbudar Ki Unse Kaagzi Phoolon Ko Bhi Bharpur Kar Ke Chali Gayi