Salon Ke Baad Aisa Din Aaya HaiMuddaton Ki Baad Kaliyon Ne Muskurayee HaiNaseeb Se Mila Hai Din Mujhe Mere Yar KaAaj Mana Lene Do Bahot Hua Din Intezar KaTujh Par Khuda Ka Noor Yunhi Baraste RaheMere Yaar To Yunhi Haasta Rahe !!!

kyonkar us but se rakhun jan azizkya nahi hai mujhe iman azizdil se nikala pa na nikala dil sehai tere tir ka paikan aziztab laye hi banegi ‘ghalib’baqia sakht hai aur jan azizPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali

Tumhari Chahhat Ka Aidrak Hoa Tha MujhayTum Say Piyar Yohi To Nahi Hoaa Tha MujhayTumhari Razamandi Ka Yaqeen Hooa Tha MujhayTum Say Aiqrar Yo Hi To Nahi Hoa Tha MujhayTumhari Wafa Ka Hosla Mila Tha MujhayTum Say Ainkar Yonhi To Nahi Hoa Tha Mujhay

Mai Karta Raha Tujh Se Payar Ka IzharTu Todti Rahi Mera Dil Bar BarTadapta Raha Mai Teri Ek Haan K LiyeAur Ye Zamana Husta Raha Mujh P Hur BaarHato Ki Lakiro Ko Bhi Na Tha GawaraMeri Kismat Me Kahan Thi Teri MohabbatMere Mukaddar Me Kahan Tha Tera Pya

PAS Aao, Ik Ilteja Sun LoPyar Ha BePanah Sun LoEk Tumhi Ko Khud Sa Manga HaJab B Koi Dua Mangi Sun LoIbteda Ishq Ki How Tum SaTum Ko Chahat Ki Inteha Sun LoBin Tere Je Nahi Sakunge MainLot Ao Mere Sada Sun LoDekh Lo Zindagi Adhuri HaNa Raho Aur Ab JUDA Sun Lo..

Dil Maray Mujh Say Sanbhalnay Ka Wada Ker LaySamnay Bhaytayn Hain Unsay Milnay Ka Erada Ker LayKoiee Baat Bhi Ais Waqat Aun Say Ker LayPass Anay Ka Unsay Koiee Bahana Ker LayJazbaat Per Appnay Pahaylay Zara Qaboo Ker LayAizharay Piyar Ka Thoray Sa Ahtaymam Ker Lay

Dil Jala Hoon Bauhat Mein Saari Dunya Jala DoonUss Ki Raahon Ki Saari Roshni Mein Bujhadon!!Janay Her Baar Mere Sath Yeh Hojata HaiMai Jissay Chahta Hoon Mujhse Woh Kho Jata HaiYah Bata Day Hamaray Pyar Mai Kiya Kami HaiMere Ankhoon Mai Dekhoo Ajj Kitnee Nami Hai!!

Mian Wohi Hon Jisay Tum Piyar Kiya Kartey TheenDin Main 100 Bar Mera Naam Liya Kertey TheenAaj Kya Baat Hay Kiyo Mujh Say Khafa Bethy HoKya Kisi Aur Ko Dildar Apna Bana Bethey HoFasley Itney Tu Pehley Na Huwa Kertey TheyMian Wohi Hon Jisay Tum Piyar Kiya Kartey Theen

ghar hamara, jo na rote bhi, to viran hotabahr gar bahr na hotato bayaban hotatangiedil ka gila kya, ye wo kafir dil haike agar tang na hota, to pareshan hotabadeyak umrewara, bar to deta barekash rizawan hi dareyar ka daraban hotaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mirza Ghali

“tu mujy chor jaye mujy manzoor hy”“mgr etna yaad rakhna k m tera intizar kru ge”“tere yadyn hamesha mery sath wabsta rahyn ge”“tere har khushi m he mere khushi hy”“is leye m tmy kbi roku ge nae”Shared by : Iqra Zara

Her Hud Guzar Chuki Hay Mari Tujh Say Piyar KiZindagi Mangi Hay Ager Aur, To Tujh Say Piyar KiHer Khoshi Hogaiee Hay Mari Wabasta Tujh SayJab Say Ibtada Ki Hay May Nay, Tujh Say Piyar KiTaray Siwa Mujh Ko Abb Kuch Aur Nazer Nahi AataIntaha Dekh Li Hay Sub Nay Meri, Tujh Say Piyar Ki

ek nazar dekh ki hum jan gayeaap kya cheez hain pehchan gayephir bhi zinda hun ajab bat ye haikab se wo leke meri jan gayetum jo aaye the meri mahafil meindil gaye hath se iman gayejis rah par farishte na pahuncheus jagah aj se insan gayePoet of the poem/ghazal or Nazam: Ibrahim Ashk

go sab ko baham sagarobada to nahi thaye shahar udas itna ziyada to nahi thawaiz se rahorasm rahi rind se sohabatfarq in mein koi itna ziyada to nahi thathak kar yun hi pal bhar ke liye aankh lagi thiso kar hi na utthen ye irada to nahi thaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz

Chahi Bitani Zindagi Jab Bhi Kushi Se,Mile Na Koi Kushi Kahin Se,Mil Kar Laga Usse Ki Wo He Kushi Hai Meri,Per Mil Ker Bhi Na Wo Mili Is Zami Pe,Suna Tha Unse Ki U Nki Khwaish Kabhi Poori Nahi Hoti,Khwaish Na Milne Ki Mujhse,Unki Poori Na Ho…Ab Yahi Dua Ke Hai Dil Se….Harish Sharma

Ab Hogaya Jo Hona ThaBas Itna Hi Mujhko Rona ThaJis Dil Mein Rahe Ho Tum Salon SeWo Tumhare Liye To Ik Khilona ThaTumhe Paa Ke Khushi Se Jo Khil Si GayeenUn Aankhon Ko To Yunhi Bhigona ThaWo Pyar To Nikla Pathar JaisaJo Door Se Lagta Sona ThaAisa Pyar Hume Mila Hi KyuJisse Ab Humne Aake Khona Tha