Samandar Pir Ka Andar Hai Lekin Ro Nahin Sakta,Yeh Ansoon Pyar Ka Moti Hai, Isko Kho Nahin Sakta.Meri Chahat Ko Dulhan Tu Bana Lena, Magar Sun Le,Jo Mera Ho Nahin Paya, Woh Tera Ho Nahin Sakta.

Churi Ki Nok Se Zakhmo Pe Wo Marham Lagate Hain,Zkham Bhi Khud He Dete Hain Khud He Aansu Bhate Hain,Ye Kaisa Pyar Hai Unka Koi To Hmko Smjhao,Sitmgar Hain Ya Hain Dilbar Hain Wo Jo Yad Ate Hain

ek sham kisi bazm mein jute jo kho gayehum ne kaha bataiye ghar kaise jayengekahane lage ki sher sunate raho yun higinate nahi banenge abhi itane aayengePoet of the poem/ghazal or Nazam:  Saghar Khayyami

Tera Pyar Pane Ke Liye Kya Kya Na Bana MaiKabhi Tujhse Hara Kabhi Har Batt Per Jita MaiMai Har Ker Bhi Hara Jeet Ker Bhi HaraTere Pyar Ka Hu Mai MaraMila Mai Tujh Se Bar Bar ,Magar Mil Na Saka Khud Se Dobara,.

Yadoon Ki Dhun Mein Teri Perchaye Si Lagti Hai…Khaboo Mein Ghoonjte Youn Shenaye Si Lagti Hai…Tum Paas Hote Ho To Apna Pan Sa Lagta Hai…Warna To Seenay Mein Her Saans Paraye Si Lagti Hain..!!!

Hui Hum Se Yeh Nadani,Kay Teri Mehfil Mein Aa BaitheHo Kay Zameen Ki KhakhAasman Se Dil Laga BaitheDil Si Cheez Hai, Dene Ko Hai De DayMagar Koi Qabeel Bhi To HoHum To Jaan De Kay Bhi Khush HainMagar Koi Qateel Bhi To Ho

Kuch Is Tarah Se Use Pyar Karna Padta HaiKe Uske Pyar Se Inqar Karna Padta HaiAur Kabhi Kabhi Wo Itna Qareeb Hota HaiKe Khud Ko Deewar Karna Padta HaiIs Tarah Se Aakar Lagta Hai Wo Seene SeKe Khud Ko Beemar Karna Padta Hai

Aankhay Jub Aussay Char Hoti HainDil Ki Baatay Hazar Hoti HainPiyar May Pata Chal Raha Hay AbbKasay Nindhay Kharab Hoti HainZamana Kuo Dushman Banta HayKasa Sunna Baatay Azab Hoti HainSamajh May Kuch Nahi Aata MujheAqal Ki Batay Baykar Hoti Hain

Mere Kamre Ke Parde Ab Puraane Ho Gaye HainJo Apne The Ab Tak,Ab Begaane Ho Gaye HainRahti Thi Jin Galiyon Mein Hamdardon Ki AavajaahiUske Saare Padaao Ab Veeraane Ho Gaye HainJinhe Samjha Tha Humne Daastaan Sachhe Pyaar KiWohi Kisse Ab Bewafaayi Ke Afsaane Ho Gaye HainWoh Khwab Woh Ummeeden Woh Jazwa Aur Woh JoshLagta Hain Un Sab Se Mile Zamaane Ho Gaye HainKhula To Ab Bhi Hai Pyaar Ka MaikhaanaYeh Aur Baat Hai Ki Khaali Sab Paimaane Ho Gaye Hain

hamen koi gham nahi tha gameashiqi se pahalena thi dushmani kisi se teri dosti se pahalehai ye meri badanasibi tera kya qasur is meintere gham ne mar dala mujhe zindagi se pahalemera pyar jal raha hai ae chand aj chup jakabhi pyar tha hamen bhi teri chandni se pahalemain kabhi na muskurata jo mujhe ye ilm hotaki hazaron gham milenge mujhe ik khushi se pahaleye ajeeb imtehan hai ki tumhi ko bhulana haimile kab the is tarah hum tumhen bedili se pahale  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Faiyaz Hashmi

Tum Mera Pehla Pyaar Ho, Tum Chetna Ka Vistaar Ho, Tum Dhamaniyoon Ka Pravaah Ho, Tum Mera Prem Aatha Ho, Tum Saanso Ki Rahat Ho, Tum Meri Pehli Chahat Ho, Tum Jeevan Ke Sringaar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Ho. Tum Dil Ke Deep Ho, Tum Mere Man Meet Ho, Tum Dhadkan Ke Taar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Ho. Tum Meri Menka Ho Tum Dil Ke Yaar Ho Tum Meri Jeet Ya Haar Ho Tum Mera Pehla Pyar Ho. Yeh Pyaar Ki Paribhasha Jo Dil Ke Gehraai Se Nikli Hai, Shayed Tum Dil Ki Pukaar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Ho Itni Ruswaayiyaan Sehker Dil Jo Tumhe Aapnane Ko Hai, Kyn Tum Hi Mera Sansaar Ho Tum Mera Pehla Pyaar Ho.

Unse Keh Do K Apni Hifazat Kiya KareKyun Keh Sanse To Unki Par Jan To Hamari Hai..!!

Luv Is HeatYou r SweetWhen 2 Lips MeetLuv Is CompleteLots of kisses for u on this Kiss Day

Jine Hum Pyar Karte Hai, Une Hum Bta Bhi Nei SakteHumari Majbori Sonye,Khe Hum Une Pa Bhi Nei

Jo Mere Pyaar Main Shiddat Thi Kal, Woh Aaj Nahi ?Tumhara Weham Hai Aur Weham Ka Ilaaj Nahi !