Jis Jaan Ki Khatar Jaan Qurban KiUs Bewafa N Kai Khoob Saza DiHum Us K Shukar Guzar Hai KeUs N Kuch Pal K Liye Hume Dil Mai Pana Di

Khamosh Fiza Thi Kahin SAYA Bhi Nahi ThaEs Shehar Mein HUMSA Koi Aaya Bhi Nahi ThaKis Jurm Mein CHEENI Gai HUM Se HansiHum Ne To Kisi Ka DIL Dukhaya Bhi Nahi Tha…

Mujhe DardEIshq Ka Maza Malum Hai,DardDeDil Ki Inteha Malum Hai,Zindagi Me Kabhi Muskurane Ki Dua Na Dena,Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Malum Hai.Share By : Sohail Ahmad

Ho Sake To Tum Muje Maf Kar DenaMere Moqadar Mai Apni Dua Kar DenaSocho To Bahut Taqlif Di Hai TmhePar Maire Dil Ki Tum Dawa Kar DenaMairi Bewafai Ki Yahi Saza Hai KafiK Apne Ansooho Ko Mairi Saza Kar Dena

Abhi Talkh Ki Nisbat Mujhey Bekrar Kiya HayIs Hararat Mein Jaam Nafsh Nisar Kya HayArzmand Bhi Tha Mein Pr Nazarah Kuchh Ajeeb HowaYeh Manzaar Usney Kayam Sarao Bazaar Kya HayKya Paata Tha Badle Ki Aag Sulag Uthegi AjUsney Bade Mijaz Sey Yeh Waar Kya HayZehan Mein Aabad Hay Beete Fasane Aaj BhiAjeeb Waqt Ki Fitrat Ne Yeh Qaraar Kya Hay.!!

Tere ishq ke intaha chahata hunmeri sadagi dekh kya chahata hunsitam ho ki ho vadaebehijabikoi baat sabrazama chahata hunye jannat mubarak rahe zahidon koki main aap ka samana chahata hunkoi dam ka mehaman hun ae ahalemahafilchiragesahar hun, bujha chahata hunbhari bazm mein raz ke baat kah dibada beadab hun, saza chahata hunPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal

manaedasht navardi koi tadabir nahiek chakkar hai mere paon mein zanjir nahihasaratelazzateazar rahi jati haijadaherahevafa juz dameshamshir nahiranjenaummidiejaved gavara rahiyokhush hun gar nala zabuni kashetasir nahisar khujata hai jahan zakhmesar acha ho jayelazzatesang baandazaetaqarir nahijab karam rukhsatebebakiogustakhi dekoi taqasir bajuz khaslatetaqasir nahi“ghalib” apna ye aqida hai baqaulenasikhaap bebehara hain jo motaqidemir nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mirza Ghali

Mein Nay Samjha Tha Itnay Barsoon MeinWaqt Nay Kuch Asar Kia Hoo GaYaadien Sab Tu Miti Nahin Hoon GiUn Ko Madham Tu Ker Dia Hoo GaAbb Tu Meri Kami Na Hoo Gi UssayKuch Tu Who Bhi Sambhal Gaya Hoo GaShidaatEDard Ghat Gai Hoo GiZakhm Dil Ka Bhi Bhar Gaya Hoo GaBerukhi Meri Dekh Ker Uss NayBewafa Mujhko Keh Dia Hoo GaKitni Khush Fhem Thi Ya Soochti ThiUss Nay Mazi Bhula Dia Hoo GaHaan Mager Aaj Dekh Ker Uss KoDil Mein Pehli Se Kasak Jag UthiUss Ki Aankhoon Mein Jhank Ker DekhaMeri Tu Rooh Tak Bhi Kaanp UthiKitni Khamoshi Se Aankhoon Mein NamiiAbb Bhi Bewajha Uter Aati HeyJo Faramosh Ker Chuki Hoon MeinAaj Bhi Dard Bhari Aankhoon MeinUss Mohabbat Ki Saza Baqiii Heyyy!!!!!

Phir Kisi Yaad Nay Raat Bhar Hay Jagaya Mujh KoKiya Saza Di Hay Mohabat Nay Khudaya Mujh KoDin Ko Aaram Hai Na Rat Ko Hay Chain KabhiJanay Kis Khaak Say Kudrat Nay Banaya Mujh KoDukh To Yeh Hay Keh Zamanay Main Milay Ghair SabhiJo Mila Hay Woh Mila Ban Kay Paraya Mujh KoJab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Ronay KoGhar Ki Deewaron Nay Seenay Say Lagaya Mujh KoYub To UmeedEWafa Tum Say Nahein Hay KoiPhir Charaghon Ki Tarah Kis Nay Jalaya Mujh KoBewafa Zindagi Nay Jab Chor Diya Hay TanhaMaot Nay Piyar Say Pehloo Main Bithaya Mujh KoWoh Diya Hoon Jo Mohabat Nay Jalaya Tha KabhiGham Ki Andhi Nay Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh KoKaisay Bhoolon Ga Tere Saath Guajare LamhayYad Aata Raha Julfon Ka Hi Saya Mujh Ko

aap bevajah pareshansi kyon hain madamlog kahate hain to phir thik hi kahate hongemere ehabab ne tahazib na sikhi hogimere mahaul mein insan na rehte hongenuresaramaya se hai ruetamaddun ke jilahum jahan hain vahan tahazib nahi pal sakatimufalisi hisselatafat ko mita deti haibhuk aadab ke sanche mein nahi dhal sakatilog kahate hain to logon pe t’ajjub kaisasach to kahate hain ki nadaron ke izzat kaisilog kahate hain – magar aap abhi tak chup hainaap bhi kahiye garibon mein sharafat kaisinek madam! bahut jald wo daur aayegajab hamen zist ke adavar parakhane hongeapni zillat ke qasam, aap ke azamat ke qasamhamako ta’zim ke mear parakhane hongehum ne har daur mein tazalil sahi hai lekinhum ne har daur ke chehare ko ziya bakhshi haihum ne har daur mein mehanat ke sitam jhele hainhum ne har daur ke hathon ko hina bakhshi hailekin in talkh mubahis se bhala kya hasillog kahate hain to phir thik hi kahate hongemere ehabab ne tahazib na sikhi hogimere mahaul mein insan na rehte honge Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi