Waqt Say Kon Kahay Yaar Zara AhistaGar Nahin Vasal To Yeh KhuaabERafaaqat Hi Zara Dair RahayWaqfaEKhuaab Kay Paaband HainJab Tak Ham HainYeh Jo Toota To Bikher Jaaeyn Gay Saaray Manzar(TeergiZaad Ko Moj Hay Fana Ki Taleem)Heest Aur Neest Kay Maabain AgarKhuwaab Ka Pal Na RahayTo Kuch Na RahayWaqt Say Kon KahayYaar Zara Aahista…Amjad Islam Amjad

Waqat Chala Apni RaftarEJunoonOr Koi Mast Raha Apni Hi Masti MainSarnighoon Ho Gia WaqtEMisalOr Koi Mast Raha Apni Hi Hasti MainGardishEWaqat K Talatum Main Log Milte RaheOr Koi Ajnabi Hi Raha Apni Hi Basti MainTufaneEWaqat Main Bohat Log JiyeOr Koi Doob Gia Apni Hi Kashti MainJazirey Qaim Rahe Mohabat K Hunar Se HussainOr Pahaar Doob Gaye Apni Hi Pasti Main

aankh se aankh mila bat banata q haitu agar mujhase khafa hai to chupata q haigair lagata hai na apanon ke tarah milta haitu zamane ke tarah mujhako satata q haiwaqt ke sath halat badal jate hainye haqiqat hai magar mujhako sunata q haiek muddat se jahan kafile guzri hi nahiaisi rahon pe charagon ko jalta q hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saeed Rahi

Jab NamaazEMuhabbat Adaa KiijiyeGair Ko Bhii ShariikEDuaa KiijiyeAankh Vaale Nigaahen Churaate HainAa_Iinaa Kyuun Na Ho Saamanaa KiijiyeAankh Men AshkEGam Aa Bhii Jaayen To KyaaChand Qatre To Hain, Pii Liyaa KiijiyeAap Kaa Ghar Sadaa Jagamagaataa RaheRaah Men Bhii Diyaa Rakh Diyaa KiijiyeZerEPaa Hain Samandar Kii Gaharaa_IiyaanAb To Saahil Pe Bhii Tajurbaa Kiijiye

Ye Safar Nahi Azaab Hai,Yahan Her Kisi Pe Naqaab Hai,Yahan BadGumaani Ka Raaj Hai,Yahan BeWafaai Rivaaj Hai,Abhi Hosh Khoney K Din Nahi,Abhi Tere Roney K Din Nahi,Abhi Waqt Hai Inhey Chorr Ja,Abhi Saari Nagri Andhair Hai,Abhi Din Nikalne Main Dair Hai,Abhi BahaarEIshq Main Na Utar,Abhi Shehar Sara Hai BeKhabar,Abhi Waqt Hai InheyChhor Ja,Abhi Waqt Hai InheyChhor Ja…!!!

mil bhi jate hain to katara ke nikal jate hainhaye mausam ke tarah dost badal jate hainhum abhi tak hain giraftaremuhabbat yarothokaren kha ke suna tha ki sambhal jate hainye kabhi apni jafa par na hua sharmindahum samajhate rahe pathar bhi pighal jate hainumr bhar jin ke vafaon pe bharosa kijewaqt padane pe wohi log badal jate hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Bad

hairat se tak raha hai jahanevafa mujhetum ne bana diya hai mohabbat mein kya mujhehar manzilehayat se gum kar gaya mujhemud mud ke rah mein wo tera dekhana mujhekaifekhudi ne mauj ko kashti bana diyahoshekhuda hai ab na gamenakhuda mujhesaqi bane huye hain wo ‘sagar’ shabevisalis waqt koi meri kasam dekhata mujhePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sagar Nizami 

kisane wada kiya hai aane kahusn dekho garib khane karuh ko aaina dikhate haindarodivar muskurate hainaj ghar, ghar bana hai pahali bardil mein hai khush saliqagi bedarjama saman hai aishoishrat kakhauf dil mein farebeqismet kasozeqalbekalim aankon meinashkeummidobim aankhon meinchashmbarraheshauq ke marechand ke intazar mein tarePoet of the poem/ghazal or nazam : Josh Malihabadi

Kabhi Waqt Mile To Aajao,Ham Jheel Kinare Ja Baithen,Tum Apne Sukh Ki Baat Karo,Hum Apne Dukh Ki Baat Karain,Aur Un Lamhoon Ki Baat Karain,Jo Sung Tumhare Beet Gaye,Aur EhdEKhizan Ki Nazar Howy,In Sabz Ruton K Daman Mai,Hum Pyar Ki Khushbo Mehkain,In Bikhray Sabz Nazaron Ko,Ham Aankhon Men Tasveeer Karain,Phir Apne Pyar K Jado Se,Hum Lamhoon Ko Jageer Karain,Kabhi Waqt Milaye To Ajao?

Sochate aur jagate sanson ka ik dariya hun mainapne gumgashta kinaron ke liye bahata hun mainjal gaya sara badan in mausamon ke aag meinek mausam ruh ka hai jis mein ab zinda hun mainmere honton ka tabassum de gaya dhokha tujhetune mujhko bag jana dekh le sehra hun maindekhiye meri pazirai ko ab aata hai konlamha bhar ko waqt ke dahaliz par aaya hun mainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Athar Nafees

Mere Dil Ki Hai Ik Ajab KahaniWoh Tha Raja Main Thi RaniWaqt Ke Ghuzre Lamhe Soch Rahi ThiKe Zindagi Thi Meri Kitni SuhaniPal Pal Beetay Bojh Sa Hai Mann PeBay Rabt Si Hai Ab Dharkan Ki RawaniSamundar Ki Dhar Main Hai Kyon KhamoshiAnay Wali Hai Koi Raat ToofaniLafz Tehar Gaye Hain LabEBaam Tak Ate AteJese Abshaar Se Ruk Jaye Behta PaniChup Kar Ja Sabina Apne Alfaz Na LikhTeri Yahan Aj Tak Kisne Hai Maani

Aye Waqt Gawahi De,Hum Log Na They Esay,Hein Jese Nazar Aatay,Aye Waqt Gawahi De,Hum Log Na They Esay,Yeh Shehar Na They Esay,Yeh Log Na They Esay,Deewar Na They Rastay,Zindaan Na Thee Basti,Aazad Na They Rishtay,Aashob Na Thee Hasti,Yoon Maut Na Thee Sasti,Yeh Aaj Jo Surat He,Haalaat Na They Esay,Yoon Ghair Na They Mausam,Din Raat Na They Esay,Tafreeq Na Thee Esi,Sanjog Na They Esay,Aye Waqt Gawahi De,Hum Log Na They Esay

angadai par angadai leti hai raat judai kitum kya samajho tum kya jano bat meri tanahai kikon siyahi ghol raha tha waqt ki behte dariya meinmain ne aankh jhuki dekhi hai aj kisi harajai kivasl ki raat na jane q israr tha unko jane parwaqt se pahale dub gae taron ne badi danai kiudate udate aas ka panchi dur ufaq mein dub gayarote rote baith gai aavaz kisi saudai ki  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Qateel Shifai

Agarchey Waqt Marham HaiAbhi Woh Dard Baqi HaiAgarche Waqt Marham HaiMagar Kuch Waqt Lagta HaiKisi Ko Bhool Janey MeinDobara Dil Basaney MeinAbhi Kuch Waqt Lagna HaiAbhi Woh Dard Baqi HaiMein Kaise Naii Ulfat MeinApni Zaat Ko Gum Kar DoonKe Mere JismOWajdaan MeinAbhi Woh Fard Baqi HaiAbhi Us Shakhs Ki Mujh PerNigahESard Baqi HaiAbhi To Ishq Ke Raston KiMujh Per Gard Baqi HaiAbhi Woh Dard Baqi Hai..SachAbhi Woh Dard Baqi Hay..

jab kabhi bolana waqt par bolanamuddaton bolana mukhtasar bolanadal dega halaqat mein ik din tujheae parinde tera shakh par bolanapahale kuch dur tak sath chal ke parakhphir mujhe hamsafar hamsafar bolanaumr bhar ko mujhe besada kar gayatera ik bar muh pher kar bolanameri khanabadoshi se puche koikitna mushkil hai raste ko ghar bolanaq hai khamosh sone ke chidiya batalag gai tujh ko kis ke nazar bolanaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Tahir Faraz