Shikvay Bhi Hazaron Hain Shikayat Bhi Bohat HaiIs Dil Ko Magar Os Say Mohabbat Bhi Bohat HaiAa Jata Hai Milne Woh Tasawer Mein SareShamIk Shaks Ki Itni Si Enayat Bhi Bohot HaiYe Bhi Hai Tammanna K Osay Dil Se Bhola DeinIs Dil Ko Magar Us Ki Zarorat Bhi Bohat Hai

hum gazal mein tera charcha nahi hone deteteri yadon ko bhi rusava nahi hone detekuch to hum khud bhi nahi chahate shoharat apniaur kuch log bhi aisa nahi hone deteazamaten apne charagon ke bachane ke liyehum kisi ghar mein ujala nahi hone detemujhko thakane nahi deta ye zaroorat ka pahadmere bache mujhe budha nahi hone detePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meraj Faizabadi

Yahan Sabko Miley Pyar Ye Zaroori To Nahi HaiHo Qismat Par Ikhtiyar Ye Zaroori To Nahi HaiDard Dil Mein Agar Hoo Tho Rooh Roti HaiAankhein Roye Zaar Zaar Ye Zaroori To Nahi HaiPhoolon Ki Chubhan See Joo Daman Howa ChalniHo Usmey Koi Khar Ye Zaroori To Nahi HaiJo Harghari Khatey Hain Sang Marney Ki KasmeinHo Sang Jeeney Ko Taiyaar Ye Zaroori To Nahi HaiUmeed Mee Jiski Teri Palkein Howi PathharUsey Hoo Tera Intezar Ye Zaroori To Nahi HaiYaqeen Karke Jis Ko Apni Zindagi BanownUsey Tujhpar Hoo Aitbar Ye Zaroori To Nahi HaiBand Ker Rona Khwab Badnaseebi Par ApneyZiist See Hoo Sab Bezar Ye Zaroori To Nahi Hai