Kambkt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya,Jis Pe Marta Tha Usne Hi Bhula Diya,Me Bhi Uski Yaad Bhulane K Liye Pita Gaya,Ek Din Zalim Ne Usme Bhi Zehar Mila Diya.”

Shikwe B Hazaron Hai Shikayat B Boht Hai,Is Dil Ko Magar Usse Mohabat B Boht Hai. Aa Jata Hai Milne Wo Tasawwoor Mai Hamare,Ek Shakhs Ki Itni Si Inayat B Boht Hai. Yeh B Hai Tamanna K Use Dil Se Bhula Dein,Is Dil Ko Magar Uski Zaroorat B Boht Hai. Dekhein To Zara Pee Ke Hun ZehrEMohabbat,Sunte Hain K Is Zehr Mai Lazzat B Boht Hai.

Tum itna jo muskura rahe hokya gham hai jis ko chupa rahe hoaankhon mein nami hansi labon parkya hal hai kya dikha rahe hoban jayenge zeher pite piteye ashk jo pite ja rahe hojin zakhmon ko waqt bhar chala haitum kyon unhen chede ja rahe horekhaon ka khel hai muqaddarrekhaon se mat kha rahe hoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Kaifi Azmi

Sach Ka ZeharTujhay Khabar Bhi NahiKe Teri Udaas AdhooriMohabbaton Ki KahaaniyanJo Bari Kushaada Dili SeHans Hans Ke Sun Rahaa ThaWo Shakhs Teri Sadaaqaton Par FareeftaBaaWafaa, Saabat QadamKe Jis Ki Jabeen PeZaalim Raqaabaton Ki Jalan SeKoi Shikan Na AaeeeWo Zabt Ki Karabnaak Shidat SeDil Hi Dil MeinKhamosh, Chup ChaapMar Gayaa Hai…

kiskis tarah se mujh ko na rusva kiya gayagairon ka naam mere lahu se likha gayanikala tha main sadaejaras ke talash meinbhule se is sukut ke sehra mein aa gayakyon aj us ka zikr mujhe khush na kar sakakyon aj us ka naam mera dil dukha gayais hadase ko sun ke karega yaqin koisuraj ko ek jhonka hawa ka bujha gayaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shahrya

Paimanon Se To Ye Gam Ab Bhulaya Hi Na JaygeSharab Kaam Na Aayi,Paimanon Mein Zahar Leta GayaManzil To Samne Thi Par Hamsafar Hi Na ThaManzilen Baanta Gaya Aur Safar Leta GayaJismon Ki Mitti Ki Asli Rangat Saamne Aati Hai AbInsanon Ki Bastian Chhod Pathhron Ke Shehar Leta GayaKhwabon Ke Tukde Bikhre Pade Hain Har OrHar Shab Ko Alwida Keh Sehar Leta GayaBewafa Ko Koi Bewafa Na Keh De Is Darr SeKuch Ishq Ke Ilzaam The Apne Sar Leta Gaya

Tarz jine ka sikhati hai mujhetashnagi zeher pilati hai mujheraat bhar rahati hai kis baat ke dhunna jagti hai na sulati hai mujheruthata hun jo kabhi duniya sezindagi aake manati hai mujheaaina dekhun to kyunkar dekhunyaad ik shakhs ke aati hai mujheband karta hun jo aankhen kya kyaroshani si nazar aati hai mujhekoi mil jaye to rasta kat jayeapni parachai darati hai mujheab to ye bhool gaya kis ke talabdes parades phirati hai mujhekaise ho khatm kahani gham keab to kuch neend si aati hai mujhePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khalil ur Rahman Azmi

Dil Rakhnay Ko Haan Mat Keh Ab Nafrat Zeher Pila Bhi DeMat Kar Sood Bhari Yeh Batien Dil Kar Karz Chuka Bhi DeMein Sha’ir Afkar Ki Dolat Mera Kul Sarmaya HiaTu Sikon Ki Dewani Hia Apna Kaam Dikha Bhi DeChahat Ke Is Mor Se Ab Tau Wapas Jana Mushkil HiaHimat Hia Tau Naam Se Apnay Mera Naam Mita Bhi DePyar Ka Khel Jo Khela Hia Tau Teri Jeet Yakeeni HiaMujh Per Koi Tuhmat Dhar Le Khud Ko Aap Jita Bhi DeKhud Hi Tu Ne Dastak Di Thi Is K Band Kawaron PerAb Jo Wehshat Hoti Hia Tau Ghar Ko Aag Laga Bhi DeJaltay Diyeh Bhujaye Kabhi Woh Apnay Jilmil Anchal SeBhujtay Diyon Se Honay Walay Andhyara Thukra Bhi DeKhud Ko Phir Masoom Samajh Ker Kho Ja Duniya Walon MeinToot Ke Tu Ne Pyar Kia Tha Yeh Ehsaas Bhula Bhi DeUs Ke Dil Mein Kia Hia Safdar Yeh Kese Maloon KaronWoh Jo Mujh Se Dur Bhi Bhagay Mur Ker Mujeh Sada Bhi De