Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash kar...

Your Comment Comment Head Icon

Login