Aankh pyasi hai koi manzar deis jazire ko bhi samandar deapana chehara talash karana haigar nahi aaina to patthar deband kaliyon ko chahiye shabanamin chiragon mein roshani bhar depattharon ke saron se karz utaris sadi ko koi payambar dekahkahon mein guzar rahi hai hayatab kisi din udas bhi kar dephir na kahana ke khudkhushi hai gunahaj fursat hai faisala kar de 

Your Comment Comment Head Icon

Login