Apne khwabo ki tabir ki khatirMeri chhota sa sansar kyon ujar dalaYad kar wo din ek isara par maineBhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dalaPar thodi si gurbat ko dekh kar tum neMujhe beijjat aur badnam kar dalaMaine hamesha tujhe pyar kiya haiPar tune khun ke aansu rula dalaTumhe rutha hua mahboob samjha tha mainPar tune mujh se bewafai kar dala..

Your Comment Comment Head Icon

Login